Rectangle Chart Pattern:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rectangle Chart Pattern:
    Introduction:
    Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading.aj ki post mein mein ap ko rectangle chart pattern key bary mein knowledge share krun gi.



    What is Rectangle Chart Pattern:

    Dear forex member rectangle chart pattern forex market mein trend ke gap ke khasoseyaat ko indicate karta hey jes kay tahat price matwazi support or resistance kay darmean aik taraf movement karte hey forex market mein pattern aam tor par majodah trend ke asal direction ke taraf jar rakhnay say pehlay forex market ein trend kay stable ke nomaindge karta hai

    Click image for larger version

Name:	rectangle-pattern-day-trading.png
Views:	1
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12589226



    Formation Of f This Pattern:

    Dear forex member upper ya lower band kay darmean mein close honay wale confirmation candle stick pattern kay khatmay ko identify kartay hein or forex market mein jare trend kay breakout kay khatamay ke taraf eshara karate hey. forex market mein trader ko hamesha overall chart ka khatam karny kay ley or analysis karnay kay ley mokhtalef and kesam key tabdeleon say agah kea jata hey jo forex market mein baray macro pattern say wazah karta hai.

    What is Bullish & Bearish:

    Dear forex member yeh forex market mein aik continuation pattern jo keh up trend kay andar majod hota hey jes kay tahat trader long position mein enter honay kay ley daikhatay hein jab price mein support break kar jate hey or breakout kay andar close ho jate hai.Dear forex member aik continuation pattern jo keh nechay kay trend mein zahair hota hey jes kay tahat price support say break honay kay ley or breakout zone kay andar close honay kay ley or trader short position mein enter hotay nazar atay hain.


    Click image for larger version

Name:	rectangleinTD-b28fd2ca56594289b59e71a33b5ecb47.jpg
Views:	1
Size:	95.2 کلوبائٹ
ID:	12589227



    Treading Strategy:

    Dear forex member rectangle kay andar high or lows ko shamel kar kay support or resistance ko kaim karna chihay trader ke asal direction par breakout ka intazar karna chihay rectangle ke onchai ke pemaish kar kay rectangle pattern ko onchai kay opar rakhna chihay support or resistance ko paish karna chihay trader breakout say price ka target paish kar saktay hain market Jab range mein move mat kar rahi hoti hai to use time Hamen market Mein yah pattern Najar a Rahi Hote Hain. Ham is market mein kisi bhi time pattern Ko Dekhkar trade kar saktey hain Hamein is market Mein ranging market ko trade karne key liye ek rectangle banaa leni chahiey. Jis key andar market Agar break out Karti Hai To Ham usmein trade Laga saktey hain.

اب آن لائن

Working...
X