Shooting star candlestick pattern kya hy
G to mere pyare dosto aj hm apko Shooting star ke bary me btayen gy jo k ik candlestick pattern hy. ye aik bht ahm Pattern hai jis ko Shooting star Pattern kehty hai, Shooting star Pattern main single Bearich candle stick hoti hai, is main bearish candle stick ki Lower wick smaller or no wick aur uper wick long hoti hai, iski real body bilkul small hoti hai, jo day k lower k qareeb hoti hai, ye hamesha longup trend k bad aye to ye "trend reversal " ha k agly step main lamba Downtrend start hona lga hai.Shooting star candle jo k prices k top aur bullish trend k baad banne par brearish trend reversal pattern ka kaam karta hai, inverted umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath upper side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k lower side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher lower shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Shooting star candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai.
Some important rules of Shooting star candlestick pattern
Shooting star candlestick ke kuch bht hi ehem rules jin ko follow karna bht hi zaroori hota hy:
1)Shooting Star Candle prices k top me banti hai, q k bottom par banne ki waja se ye inverted hammer candle ban jati hai.
2)Candle ki upper aide par aik long shadow hota hai, jo k real body ka taqreeban dogna ya uss se ziada hota hai.
3)Candle ki real body shadow k muqabele me bohut small size ki hoti hai, lekin open aur close prices la same point par nahi hona chaheye, nahi to ye "Gravestone doji candle" ban jayegi.
4)Candle ki color koi bhi ho ye candle ki hasseyat par koi asar andaz nahi hota. Ye candle top price me hone ki waja se bearish trend reversal ka kaam karti hai.
5)Candle k lower side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin aik small si wick acceptable hai, jo bohut zyada lamba nahi hona chaheye.
6)Candle bullish trend k resistance level ko zahir karti hai, jo k upper side par prices ko reject karti hai.
Bearish and Bullish reversible Shooting star candlestick pattern
Hello friends, bullish trend k baad banne par brearish trend reversal pattern ka kaam karta hai,, inverted umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai.. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye,, k sath upper side par aik long shadow rakhti hai.. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai... Candle k real body k lower side par aik small si wick to acceptable hai,, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho Friends Bearish candle k high aur open price k darmian fasla real body k size k kam sa kam double k brabr hona zaroori hai,, aur bearish candle k low aur candle k close k darmian fasla kam sa kam ye zero fasla hona bhi zaroori hai,, in do baton se Shooting star Pattern ki conformation hoti hai,, Shooting star Pattern agr three ya three ya ziyada lgatar barhti candles jin ki uper wick lamba ho.shooting star candlestick pattern jo k prices k top aur bullish trend ky bad banany par brearish trend reversal pattern ka kaam karta hai inverted umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai,. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath upper side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим