Information About Morning Star Pattern:
Dear forex members Morning star pattern aik best way trading aur analysis Hai ham is ko market mai trade kar sakty hai hum ny agar market mai trade karni hai to hum ko market mai yeh dekhna hai ky hum agar market mai candles stick ko dekh ky trade lagaty hai to confirmation k baad entry le Aur us k sath sath hum ko usmai resistance aur support par jo pattern bany us par trade lagani chahei . hum ko faida hota hai agr hum ais market mai achi trade laga lety hain to us par hum accha profit bana sakty hai aur us se hum apna account growth kar sakty hai. Morning Star Aik bullish changing ka aik pattern Hain jo ky three candles pay shamil hota Hain. First red color main big candle stick aur second small body wali candle(Star) ky darmian gap hota Hain third(3rd) big body pehli candlestick ki body kay andar move karti Hain. Aik Morning star main dosri body say pehlay aur baad main gap hota Hain yeh he Morning Star Pattern Hain.
Morning Star Candlestick Pattern:
Morning star pattern three candlestick sy mil kar banta hai Aur yeh pattern humain market ky bullish ka signal data hay yeh market mai Aik visual pattern hota hai. Morning star downtrend mai banti hai Aur indicate karti hai ky market ky uptrend ke taraf climb karti hai. Morning Star candlestick pattern two candlestick per shamil hoti hai aur yeh candlestick pattern ki agar hum identification karna chahte hai to humko Hamesha ismain down trend ky bad aik reversal candlestick milti hai aur us ke baad next conformation candlestick bullish trend Hoti Hai. Jub hum bearish candlesticks ko Black color main mention karty hain aur bullish candlestick ko White colour Main show Karte Hain.
Trading With Morning Star Pattern:
Forex trading main kamyab hona hain to forex trading ki learning ko samjhna parta hain forex trading main hard work karna parta hain forex trading main best learning hoti hain strong analysis karny party hai tub he acchi earning ky chances hoty hain. Morning Star pattern man third candle first long body bearish candle k open sa oper close ho to next candle k open per trader ko "Buy ki Trade Entry" le leni chaheye. Aur apna Stop Loss ko ham second small body bullish candlestick k "low" per place kerta han. Aur Take Profit hamara next three consecutive resistance level hona chaheye, jo TP-1, TP-2 aur TP-3 hona chaheye.