What are Indicators in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are Indicators in trading
    Indicators in trading

    Dear friends, forex me ham jab koi aik indicator use krty hen to Trading me simple strategy Kay accordingly hamen kafi help milti hy lekin zada indicators ka use bohat confusing ho jata hai. Iss Tarah traders ko kisi aik indicator ki bhi samajh nahi arahi hoti hai jiss say achi aur positive trading kerna kaafi mushkil hota hai. Forex trading mai traders ko aik waqt mai aik chart open ker kay uss pay he aik sequence mai sarey kaam kernay chaiye. Multiple tools ki bajaey traders ko aik aik ker kay tools apply ker lainay chaiye iss Tarah ziada behtar picture saamnay aa jaati hai aur achi positions open ki jaa sakti hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	37.4 کلوبائٹ
ID:	12589163

    Benefits of Technical Analysis

    Traders ko iss baat ka khayaal bhi rakhna chaiye kay jabb woh technical analysis ker rahey hotay hain tou unhain unn kay mutaliq indiactors ka bhi pata ho kay kon say indicators kiss waqt suitable rehtay hain. Her movements kay mutabiq indicators hotay hain jinhain segregate ker kay he use kerna theek rehta hai. Jaisay leading aur lagging indicators hotay aur price action kay related bhi hotay hain. Traders jitna apnay currency pair ya commodity kay chart ko saaf rakh kay kaam kertay hain tou utna he unhain khud bhi bhi trading kertay huay asaani rehti hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	21
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12589164

    How to use Indicator

    Agar baat ki jay Indicators ki to in ko use karny se earning average increase ho jaati hai jaisa ki aap ko maloom hai trading market risky international market hai jismein data maloom karke trading market ki histry jante hue trading karna hoti hai agar ham trading market mein independent approach ke sath trading karen to yah hamare liye behtar sabit hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	7
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12589165

    Which Indicator Maximum used

    Trading me Different types ka indicator use hoty Hain Jin ke madad sy Ham acha benefit hasal Kar sakaty Hain, lekin in me Jo most effective Indicators hen Jo takreeban tamam members use kety hen wo darj zail hen;

    1 Moving average (MA)
    2 Exponential moving average (EMA)
    3 Stochastic oscillator
    4 Moving average convergence divergence (MACD)
    5 Bollinger bands
    6 Relative strength index (RSI)
    7 Fibonacci retracement
    8 Ichimoku cloud
    9 Standard deviation
    10 Average directional index
    11 Relative Strength Index

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	39.3 کلوبائٹ
ID:	12589166
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What are Indicators in trading

    Psychology of indicator. Indicator ki psychology yah hai ki Forex Mein Lakhon indicator Pade hue hain. Mera Kahane ka matlab yah hai ki bahut sari websites Hain Jahan per Forex ke indicator Pade Hue Hain Jo ki Ham MT4 mein use karte hain. Yah indicator use Waqt Hamen Ishara Dete Hain Jab market Upar Jaati Hai Ya niche Aati Hai. Mera Kahane ka matlab yah hai ki indicator use Waqt Ishara Deta Hai Jab vah market strong bullish movement karti hai. To market ka trend Dekhte Hue indicator yah batata hai ki Hamen khareed Karni chahie. Aur jab market Kafi niche aati hai aur bearish trend ko pakarti hai to indicator Hamen Ishara deta hai ki Hamen seling Karni chahie. To indicator ki psychology yah hai ki vah Hamen indicate karta hai aur evidence deta hai.Click image for larger version

Name:	download (1) (8).jpeg
Views:	14
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12448950Indicator ke bagair strategy ki trade.Forex ke Kafi trader indicator Ka Sahara Nahin lete. Kyunki vah fundamental aur strategy per work Karte Hain. Jaisa Ki Main Ek Fark trader hun aur main price action ki strategy per work karta hun . Agar Main indicator per work Karta to main pay out indicator Le Aata Jiski madad Se Mujhe Pata Chalta ki market ka rukh kis Taraf bataya ja raha hai. Isliye strategy wala trader kabhi bhi indicator Ka Sahara Nahin Leta. Iske benefit bhi hain aur bad effect bhi Kyunki Agar Ham sirf indicator Ko Dekhkar trade karte hain to market Kafi der se indicator batata hai. Matlab Ki Jab buyers ya sellers acchi Tarah Se market main dakhil Ho Jaate Hain aur trading Kafi Upar Chali Jaati Hai tab Hamen indicator batata hai ki Hamen buying ya selling ki trade leni chahie.
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12448949
    Matlab ke indicator Ek use Kiya Hua trend batata hai jo Kisi Waqt Bhi Badal sakta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X