What is pivot point and how it works...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is pivot point and how it works...?
    Pivots point in Forex Market?

    Assalam o Alikum Dosto Umeed krta hu ap sb loog khariyat sy hungy oor apni trading life ko enjoy kr rhy hungy
    Market ke analysis karna hamare liye bahut jaruri hote hain aur jo trader market ko analyse Karke working karta Hai vah hamesha hi kamyab hote hain isliye hamen bhi perfect analyses karne chahie tab ham kamyab ho sakte hain agar ham market ke perfectly analyses Nahin karte Hain to fir hamen kamyabi Nahin mil paati hai isliye hamen koshish Karni chahie ki ham market ko chitra kese analyse Karen.
    forex market main kaam karnay k liye aur isay samjhnay k liye hamain kuch aisay tools ki zarurat hoty hai jis say ham market main entry aur exit ko asaan bana kar market say acha profit earn kartay hain, aisay he aik perfect tool hai jisay ham pivot point indicator k name say jantay hain yeh aik technical indicaotor hai jisay ham market k chart main supports, resistances, high aur low k baray main jannay k liye use kartay hain.


    What is Pivot Point?


    Pivot Point ek aisa Indicator hay jisay commodities market men floor Traders sy developed kia gaya hay aor ais ki help say traders potential turning point trace out kartay hen, Mazeed ye kay Trader Pivot point ko use kar kay Forex market kay Support and Resistance level analyse karty hen. aor dosray possible turning points wo bulish ya bearish ho sakty hen.




    How it works..?


    Pivot point indicator ko ham kisi bhi time frame main use kartay hwuay market k trend ka andaza laga saktay hain k pair main price kahan say reject hoty hai aur kahan say is main entry lian asaan hai, is indicator ko ham M1 time frame say lay kar D1 k time frame tak trades idea hasil karnay k liye istemaal kartay hwuay acha trades idea hasil kar skaaty hain.


    How to calculate pivot point:


    Dear members, baisically pivot point indicator ko har aik time frame main ad kia ja sakta hai aur isk levels automatically calculate aur displaye ho jatay hain, aik baat ko hamain apnay mined main rakhna chaye k pivot points ziada tar day trading k liye he use karnay main ziada tar faida hota hai jis main is indicator ki help say ham high,low aur previous day ki calculation kar saktay hain.
    1. Agar ham market main Tuesday ki trading start kartay hain to tab hamain Monday ka high aur low calculate kartay hwuay Tuesday ki trading pick karni chaye.
    2. Market k close ho janay say pehlay ya next day k start ho janay say pehlay yeh sab say ziada perfect baat hai k ham chart main high aur low ko seach kartay hwuay trading ko pick karain.
    3. Jab ham pivot k baray main jaan laitay hain tab hamain yeh maloom ho jata hay k S1, S2, R1 aur R2 high aur low k baray main jannnay k liye ham previous day k chart ko calculate kartay hwuay sahi pivot point say entry hasil kar saktay hain.


    Conclusion:


    Forex Trading ek aisa business hay jismen ham jab tak full educated nai hon gay tab tak ham kamyab ni hoskaty aislye lazmi hay kay ham sab sy pehlay learning karen aor phir kuch arsa Demo Account pay practice karnay kay bad real Account open karen. analysis karnay kelye kisi expert trader ki rehnumai hasil karen. Tab hi ham is business mein kamyab ho sakte hain yah business itna aasan bhi Nahin Hai iske liye hamari practice bahut jaruri hai aur jitni hamari acchi practice hogi utani hi kamyabi ke Chances se jyada honge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is pivot point and how it works...?

    Definition of Pivot point:-

    Forex trading mn pivot point sy murad aesa point jis py aik trend ruk gata hy , our us point tk market ki price punchny k bad bar bar wapis ati hai. Jab bhi aik continue trend forex trading market mn chahiay wo upward side py ho ya downward side pe aik khas position ko touch krne k bad reverse ho jata hai aur us k bad trend reversal ho jata hai. Forex trading ka pivot point hota hai. Is point pe market ki prices ponch to jati hai lekin is point ko break up nahi karti. Forex trading mn jab bhi ye point break ho jata hai to ye pivot point nahi rehta hai. Pivot point se trend reversal ho jata hai. Forex trading me aksar hum indicators pe dekhte hen k wo mukhtalif qisam ki resistance aur support levels ko show karti hai jis se trends wapis ati hai. Pivot point hamare risestance aur support levels ka wo last point hota hai ji se trend ne return back karna hota hai.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	7
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12448895
    Usage:-

    Pivot points mn hm market ki support or resistance ko mazeed smaller points mn divide kr lety hain jis k bad hamy market ko smajnay ma or b asani hoti hai. Agr ham market ko samajy gy ni or tokky sy trade ma in hony ki khosis karyn gy to hamy etna loss ho ga k account bacha pana he mushkil ho jata hai. Forex trading mn pivot point ko draw krna ah gaye to trader ko boht asani hoti hai or wo aesy entry point hasil kr leta hai jo har trader ko hasil nai hoty. So ham ye keh skty hain k hmain apni trades ko pivot points k sath manage krna chahiye or es base par he trade ko open or exit krna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	36.1 کلوبائٹ
ID:	12448893
    Description:-


    Market Mein traders Jab Apna Kam Shuru karte hain to usi Waqt unhn market mn different types ke trading strategy ke bare mein complete knowledge Hasil karna hota hai aur yah knowledge on ke liye bahut jyada importance Rakhta Hai Kyunki Jab vah market Mein reading start karte hain aur Market Mein Apne trade open karte hain to use Waqt unhen market Mein in trading strategy ki jarurat hoti hai isliye unhen market Mein vajud Tamam different type ki trading strategy ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie Kyunki yah knowledge unke liye bahut jyada helpful ho sakta ha.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	7
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12448894
    Ehmiyat :-

    Forex trading mn is point ki bahut ziada importance Hoti Hai Jab aap Forex trading me Is point ki proper calculation kar lete hain To Aisi situation main aapko bhut best entry mil skti ha. Forex trading mn yah ik aesa point hota hi Jis ki basis per per aap apni different decision-making complete kr rhe hote hain Diye Jab Bhi aap market ko is point ki basis per differentiate kar rhe hote hain aur isko comparison ke basis per decision making krte hain To aap apne best results produce karne mein bahut jyada help hasil kar skte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X