Elliott wave theory akk basic aur complete trading guide hai jis per trading karne ke liye trader ko sab say pahle is theory ke bare mein zarur ilm hasil karna hota hai aur is say fayda bhi tab hi hasil kiya ja sakta hai jab aap ko is ki proper learning aur experience ho tou elliott wave theory trader ko is kabil banati hai ki woh is ke according market mein generate hone wali trading waves ko ya elliot wave ko judge kar sake aur us ke according trading kar saken.
Elliott Wave ek natural eave hoti hai jisay Financial Market main kuch formulae k tehat Apply kiya jataa hai Aur friends elliott wave ka asool technical analysis use karny waly traders key ley hay kyn kay financial in waves say market ko cyclic base per trading forecast ko identify karna hota hay.
Elliott Waves Theory, Explanation.
Elite waves theory Ko traders profitable banaa sakte hain aur iski base per Agar ABCD trading patterns ko istemal kiya jaaye to us say aur bhi zyada acche trading results produce kiye ja sakte. Frriends frex market ma wave 4 kbi wave one ko overlap ni karti hea aur phir diagnal triangle kee sorat main yea sari wave diagonal hoti hain.hain aur friends theory key mutabeq five moves main trend key direction me hoty hey jab key three moves trend correction ki indemnification kar sakty hain.Aur is theory main total eight numbers ya moves elliott wave theory main hoti hain.
Types of Elliott Waves.
Impulse wave.
Corrective waves.
Impulse waves, Explanation.
Dear traders impulsive waves ki introduction mein kuch Is tarah kaha ja sakta hai kay yea aisi waves hoti hean waves hoti hain jo totally bullish trend Mein ban rahi Hoti Hain in waves ko aap impulse wave kehty hain aur friends aap kay ilm main izafah karta chaloon kay jis mein three motive waves aur two corrective waves dekhi jati hain.
Corrective waves.
Agar trading market ko corrective waves ki situation mein observe kiya jaaye to trader ko kafi achy trading benifits hassil kiye ja sakty hean basically in waves main Corrective waves mein teen sub waves paai jati hain jo trading market ko ek hi direction mein chalne per majbur kar deti hain aur friends trading mein apply kar skty hain.
Additional information.
Elliott waves ki surat mein trader ko yah baat samajhna ho gi kay market ke strong technical analysis bharpur tarike se kiya jaaian kyn kay trade open karny kay lae har trader ki apni alag he technique hoti hai or es tarha kuch indicator bhot commonly use hoty hain Elite wave ki jo types oopar bayan ki gai hain woh two main types hain aur in ke alava bhi Elliott Wave ki Kuch type hoti hain jis mein zigzag pattern hota hai flat weave pattern hota hai aur rectangle pattern hota hai agar ham Elliott Wave ko ek dafa samajh Lete hain to ham bahut hi acchi tarah Say kamyabi hasil kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим