Homing Pigeons Candlestick Pattern,Discrimination.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Homing Pigeons Candlestick Pattern,Discrimination.
    Homing pigeons candlestick pattern aik aisa candlestick pattern hea jis per trade laga kar trader bahut hi achcha profit hasil kar sakta hai darasal mein homing pigeons candlestick pattern aik aisa candlestick pattern hai jis mein aik long body wali bullish candle banti hai jo aik small body wai candlestick ko follow karti hea Aur ine donon candlesticks Ka rang black hota hai ya phir donon field hoti hain jo yah indicate karti hain kay is waqt market mein jo closing price hai woh opening price se low hai aur
    aisa sirf previous session ki strength ki waja sy hota hai is liye indicate karta hai k market ka bearish trend close hony wala hai aur agr trader main trade open kar rakhi hai to ab time hai is ko close kar deny ka.

    Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	10
Size:	20.1 کلوبائٹ
ID:	12589062

    Homing Pigeons Candlestick Pattern, Explanation.

    Dear traders abhi ham homeing pigeon candlestick pattern ko tafseelan discuss karte hain aur is ki credibility ke bare mein janne ki koshish karte hain kay yea kitna effective ho sakta hai aur ye pattern hmain achay profit targets provide nhi karta, jb upside move confirm ho jay to is ma stop loss pattern k bottom k below par set karna parta ha, kuch traders is ko bearish continuation pattern sa ziada accurate samahtay hainagar is ko trading per istemal kiya jaaye to ya is ki madad se trading ki jaaye to friends homing pigeon Pattren aik pin bar patterm pr aik qemat bar aur am tor pr aik qemat bar pr candlestick mushtamil hota hy jo qeemt ke tez raftaar mustrad ke numaidgee krta hy friends is pattern kay hawalay say aap ko btana chahta houn kay yea pattern support area per banta hai to is ko bullish homing pigeon pattern is liye kay kahate hain aur is pattern ke banne ke nishaanb dahi yea hoti hea kay yea support area liye aakhri candlestick jo bearish big body ke sath banti hai to us ke sath aik aur candlestick jo small bullish banti hai aur is ke baad agar koi next kernel again dobara bullish banti hai to phir ham is say yea onfirmation lete hain kay aap homing pigeon pattern ub yea candlestick chuka hai.

    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	25
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12589063

    Trading at Homing Pigeons Candlestick Pattern.

    Dear traders mera aap ko yea hi mashwara hai kay jab bhi aap trading karne lagety hain kisi bhi trading pattern ko use karte hue to us ke accordingly aap market mein koi na koi trading indicator bhi zarur istemal karen is say aap ke us pattern ki confirmation ho jaati hai jo woh trading signal generate karne lagta hai aur agar baat ki jaaye homing piegion candlestick pattern per trading karne ki to traders is pattern ko bahut hi aasani ke sath analyse kar sakte hain isliye hamen chahie kya ham bilkul acchi tarike se Na Karen aur in ko samajhne ki koshish karen to bar ki main ham bahut hi aasani kisan baki trend ko find kar sakte hain aur acchi training kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	10
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12589064
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Homing Pigeons Candlestick Pattern,Discrimination.

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Homing Pigeon Pattern


    Homing pigeon pattern prices k bottom main two days k bearish candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle sellers ki ziada ferokht ki waja se banti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Pattern ki dosri candle aik small real body main hoti hai, jo k open aur close pehli candle ki real body main hoti hai. Dosri candle bhi same bearish trend ki hoti hai, lekin small real body hone ki waja se ye ziada strong bearish reaction nahi dekhati hai, jiss ki waja se iss pattern ka behaviour bullish trend reversal ka ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (85).png
Views:	7
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12448935

    Candles Formation


    Homing Pigeon Pattern main shamil dono candles bearish trend k hone k bawajood bhi ye pattern aik bullish trend reversal ka kaam karta hai, q k dosri candle ki small body aur iss ki position bohut alaga hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	8
Size:	780 بائٹ
ID:	12448936

    1. First Candle: Homing Pigeon Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices main bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle sellers ki prices ko ziada nechay push karne k nateejay main banti hai, jo k color main black ya red hoti hai.

    2. Second Candle: Homing Pigeon Pattern ki dosri candle bhi same bearish trend ki hpti hai, jo k pehli candle k real body main banti hai. Ye candle pehi candle ki nisbat small hoti hai, jab k iss ka open aur close dono pehli candle k andar hota hai. Ye candle bullish trend reversal ka sabab banti hai.

    Explaination

    Homing Pigeon Pattern dekhne main same bullish harami pattern jaisa hi hai, bas dosri candle ki color ka difference darmeyan main par jata hai. Pattern low prices area ya bearish trend main strong bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern do bearish candles hone k bawajod bhi bullish trend reversal pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body main hoti hai, jiss k baad aik small real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k inside main hota hai. Opposite direction main prices k top par bearish trend reversal k leye descending hawk pattern banta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	38
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12448934

    Trading

    Homing Pigeon Pattern dono bearish candles hone k bawajood thora sa riski pattern hai, iss waja se pattern k leye low prices area ya bearish trend ka hona zarori hai. Trend confirmation k leye pattern k baad aik bullish real body wali candle zarori honi chaheye, jiss par market main entry ki ja sakti hai. Pattern ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, jo k oversold zone main hona chaheye. Pattern k baad bearish candle banne se market main entry se parhez karen, q k pattern ki afadeyat khatam ho jati hai. SIZE=2] Stop Loss [/SIZE] pattern k sab se lower area ya pattern ki pehli candle k bottom se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	31
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12448933

    اب آن لائن

    Working...
    X