Introduction:-
Forex trading main trading k liye humain boht se methods mil jaty hain jin ka use kar k hum apni trading ko or bhi behtar kar skty hain or forex main kamyab ho sakty hain jitnay traders hain sab he apni trading strategy ka ues kar k apni trading karty hain jis k baad un ki apni trading strategy he un ko aik acha profit day rahi hoti hai.
Is liye agr hum forex main achi or miyari trading karna chahtay hain to us k liye zrori hai keh hamary pass bhi aik aisa trading method hona chahiye jis se hamain acha profit mily or hum ua ko use kar k apni trading ko best se or b best kar acha profit lay paain gay.
More info about Naked Trading:-
Naked trading main market ki current situation ko dakh kar trade ki jati hai. Is trading main kisi indicator or pattern ki help nahi li jati hay. Trader is ko price action strategy b kehty hain.
Naked trading main trader k liye profit hasil karna bhot mushkil ho jata hai. Woh trader kamyab hota hai jo trade k liye market charts ko read karta hai. Charts ko read kiye bina trade ko open karna bhot mushkil ho jata hai.
Explanation :-
Naked trading boht complex hoti or trader ko is main loss k chances zeyada hoty hain so trader kisi ko bhi naked trading recommend nahi karty. Trader ko un trades main hi kamyabi hoti hai jin ko wo analysis k zariye open karta hai. Trade open karny k liye trader ko na sirf technical analysis ko use karna chahiye balky is k sath sath fundamental or sentimental analysis par bhi focus karna chahiye.
Jo trader in analysis ko consider nahi karta woh kabi acha profit hasil karny main kamyab nahi ho pata. Forex trading main analysis say hibmarket ka trend patta chalta hai or is base par trader ko small lot say hi trader karny ko prefer kerna chahiye.Is may mazeed aisa hota hay keh price up janay k ilawa price down jab jaye tab bhi profit aata hay yani ka ap ko lagta ha aj is company ki price neechay giray gi to aap tab bhi pasa kama saktay hain is ko short selling kaha jata ha is may jab ap ko lagata ha jab kisi company ki price girr gai aap sell kar detay hain bhala hi woh share ap k paas nahi aap usay sell nahi karay gay ap ka behaf pay koi broker usay sell kar day ga.