Frying Pan Analysis;
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Frying Pan Analysis;
    Market Trading System Programme;

    Dear ye pattern downtrend sa start hota ha aur us k baad sideways ho jata ha, jo market ki unstable condition ko show karta ha us kay bad trend ki direction main reversal show hota ha aur ye aik uptrend ma change ho jata ha, ye aik boht kam nazar anay wala pattern hay jis ma sideways trend k baad aur uptrend start honay sa pehlay gap up ki ruk jaty hain aur thri straight movemnt aati hai aur phir wapis up janay lgty hain istype k pattern k fry pan bottom bolty hain. Fry Pan bottom pattern ki importance is vajah se kafi jyada Hoti hai kyunki jab bhi market gap ke sath open hoti hai aur Market mein shutterent aur power hoti hai aur Market ek acchi bullish candle banati hai to tab hamen bahut acchi confirmation mil surat hoti ha, jis sa hmain trend k further reversal ki confirmation milti ha, ye dumpling top pattern k opposite hota ha, ye long term trading kay liay aik acha pattern ha,///

    Frying Pan Analysis;

    Fry pattern market kay different spots par appear ho sakta hai. Ye market ki different situations ko represent karta hai. Agr ye market kay bottom ma appear ho to eski confirmation kay bad trader ko buy ki trade ko prefer karna chahe. But agr ye pattern market kay top par appear ho to again eski confirmation zaruri hai or es kay bad trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Confirmation es laye zaruri hai kay aksar ye pattern invalid ho jata hai or bhot kam time par ye valid rehta hai. So validity ko verify karna bhot zaruri hai. Trader ko blindly trade ma in ho jaty hain wo ik bar to luck kay bahrosy acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy but har bar success hasil ni kar sakyn gy...

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Frying Pan Bottom Pattern
    Frying Pan Bottom Pattern prices k bottom par buyers k market mian strong control zahir karta hai. Ye pattern bearish trend ki kamzori aur baad main ussi k bullish trend reversal ko zahir karti hai. Frying Pan Bottom Pattern panch (ya uss se ziada) candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle prices k downward side ki teezi ko zahir karti hai. Pattern ki dosri candle bhi bearish candle hoti hai, lekin ye aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehli candle k se below banti hai. Pattern ki dosri aur teesri candles small real body wali bullish candles hoti hai, jo open aur close same dosri small bullish candle k sath bottom par hoti hai. Pattern ki akhari candle bhi aik bullish hoti hai, lekin ye candle aik long real body aur above gap main banti hai, jo k small candles ki nisbat ziada high par close hoti hai. Ye pattern lower side par taqreeban aik round shap banata hai.
    Candles Formation
    Frying Pan Bottom Pattern prices k bottom par banne wala panch candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jo bullish aur bearish candles ka majmoa hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Frying Pan Bottom Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle long real body main banti hai, jo k black ya red color main hoti hai.
    2. Second Candle: Frying Pan Bottom Pattern ki dosri candle aik small real body wali bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k bottom par banti hai. Ye candle prices k ziada teezi ko mazeed nechay jane se rok leti hai.
    3. Third Candle: Frying Pan Bottom Pattern ki teesri candle aik bullish small real body wali candle hoti hai, jo k ziada tar ye candle dosri candle k bottom par banti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k prices k trend ko tabdeel kar deti hai.
    4. Fourth Candle: Frying Pan Bottom Pattern ki chothi candle same small bullish candle hoti hai, jo k ziada tar dosri bearish candle k parallel banti hai. Ye small candle market main buyers ki dilchaspi barhati hai.
    5. Fifth Candle: Frying Pan Bottom Pattern ki akahri candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle teeno small real body wali candles k above par gap main open ho kar upper ja kar close hoti hai. Ye candle taqreeban pehli bearish candle k parallel main ya uss se above banti hai, jo k white ya green color main hoti hai.
    Explaination Financial market Frying Pan Bottom Pattern sellers k bohut ziada nechay position trading main adam dilchaspi ki waja se banta hai. Ye pattern panch candles ka hota hai, jiss main pehli candle aik bari real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad teen small black and white candles banti hai, jo k prices ko waqti tawar par mazeed lower jane se rokti hai. Ye candles real body main small hoti hai, jo k ziada tar pehli bearish aur akhari bullish candle k bottom par banti hai, lekin lower side par candles k darmeyan main gap nahi banta hai. Pattern ki akhari candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle chothi small bullish candle se bottom side par gap main banti hai, jo k prices par teezi se asar andaz hoti hai. Trading
    Frying Pan Bottom Pattern main small real body wali candles k dowran traders market se waqfa karte hen, jiss k baad buyers market main ziada active ho jate hen, jo aksar prices k trend reversal ka sabab banti hai. Frying Pan Bottom Pattern main pehli aur akhari candle aik dosre k parallel main bante hen, lekin aik to in ki direction opposite hoti hai aur dosra pattern ki last bullish candle upper side par gap main banti hai. Small teeno candles dono long real body wali candles k bottom par hoti hai, jo k prices k leye support level sabit hoti hai. Pattern par trading karne k leye aik bullish trend confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main upper par close hoti hai. Stochastic oscillator aur CCI oscillator par prices ka oversold zone hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se lower bottom par ya teesri candle k low price se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X