Details Of Liquidity In Forex Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Liquidity In Forex Market.
    Assalamu Alaikum dear Forex member ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge dear jawab is market Mein Apni working ko complete karna chahte hain to aapko aapko learn karna hoga aur Market ko acche tarike se judgement karna hoga Jab aap market Mein different analysis ke sath trading karte hain to aapko maximum benefits Milte Hain market Mein different indicators available Hote Hain Har indicators ko Samajh Kar trading aap kar sakte hain Magar iske liye aapke pass information Ka Hona bahut hi jaruri hai agar aap is market Mein Apni information ko increase karna chahte hain to aapko demo account per proper time Dena hota hai aur different time frames Mein analysis Karke trading karna hoti hai aaj main aapse Kaise patterns ke related information share karungi aur ek market ko kaise trading Mein profitable banaya jata hai to Ab Main Mera topic hai Liquidity kya hai.

    Definition Of Liquidity:

    Dear forex member liquidation market wo Hoti Hai jis main buyers our sailors Walon Ki ik Bari quantity hoti hai or selling purchasing Hoti Hai is chiz ki production Jo market Main Maya banati Hai wi commodity exchange ky mutabik different hoti hai bahot sy purchaser or sellers waly hoty hain or pesh ki jaany wali sahi main jaari hai or bahot zyada Mang Hai ik Maya market fayda Mand price par Tezi sy Tail ko Anjam Dena Aasan banati hai supply and demand Main daily changing ky bawajud seller ky Aadhar karny ky liye taiyar hai or jo form Karta Maya market Main dene ke liye taiyar hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-08T205845.443.jpeg
Views:	3
Size:	28.1 کلوبائٹ
ID:	12588777

    Understanding:

    Dear forex member Jab trader bary su mamuli se Forex currency Main munsalik hoty hain to forex market ki liquidity Gir Jaati Hai dusry Lafzon Main liquidity sy Murad wo asani Hai Jis ky Sath Kesi chiz Ko market Main is price par kharida ya becha Ja sakta hai jo munasib Tour par ileski hakiki Kadar ki aakashi Karen dusry Session ky sath tabdiliyan main aasani ki wajah sy Nagad ko Aksar sab sy zyada MayaAsha Samjha Jata Hai.

    How To Work Liquidity in Forex:

    Dear forex member Market liquidity sy Murad Kisi Assasy ki liquidity or eski nagadi Main tabdili Ki aasani Hai Jo har main mustahikam per iski market balty Ek Inthahi Maya market sy Pata Chalta Hai Ki Ek AsaSa ki stronger supply aur zyada Mang Hoti Hai matlab yeh hai ki wahan Hamesha bachany waly or kharidar hungy Agar ISI ehsaasa ky liye koi kharida nahin hai or owner use bachany a Jata Hai To AsaSa Maya Nahin Hai profit bakhsh liquidity ko mutaren wali companiyon ky Asasa Maya hoty hain Kyun ki woh stock exchange Main Tezi sye farokht ho sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-08T205855.692.png
Views:	12
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12588778

    Accounting :

    Dear forex member trading main accounting liquidity sy Murad Kesi shak sy company ki Mali responsibilities ko poura Karny Ki salahiyat Hai jis main maujud Mahshi Sy Hain Jo wo wajib ul ada Ho Jaaye to karz Ada karny ki salahiyat Mahiya ashaon ko maujud woh jazbaat ya Ek sall ke andar Hone Wali responsibilities sy mawazna accounting liquidity ka Dayan Karta Hai Har accounting liquidity ratio ki liquidity assasson ki Apni Taraf Hoti Hai analysis kar or sharmaya kar majbut liquidity wali companiyon ki sanakht ke liye Unka use karaty hain.

    Current Ratio:

    Dear forex member forex trading Main current ratio sab sy state or kaam se kaam pabandi wala hai yeh maujud assass maujuda mustahakam Hai yeh madarza zail se musahabad Hoga current reshon ka hisab Kisi Tanzeem ko maujuda Asan ko iski maujuda zimyedariyon Se divide Kar ke Lagaya Jata Hai yeh tajiya Karty Hain Ki Aaya company ke qaleel muddati kar Is ky asason ko farokht Hasil Hone Wali Aamdani ka jahiza kartye huye mukmmal Tour par Ada Kiya Ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-08T205941.957.jpeg
Views:	2
Size:	29.0 کلوبائٹ
ID:	12588779
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details Of Liquidity In Forex Market.

    Liquidity in Trading Definition ;-

    Forex trading market main jab koi trader trade execution karta hai to us ko liquidity provider kaha jata hai. Trading market main bullish pressure and bearish pressure ko study karne ke liye aap ko different indicators mil sakte hain liquidity providers kon hotay hain yeh aap ko maloom ho sakta hai financial institutions banking institutions jab big lot size k sath trade open karte hain to market main kafi changing aati hai or violation aati hai jis ko aap take break out kehtay hain because different best trading indicator big investing players ko trading k baray main bullish and bearish provide pressure ka bary indicate kertay hain.

    Importence of Knowledge about Leqidity ;-

    Jab hamen maloom ho jaey k trading market main trade kya hai or lot size pressure kya hai ham easily increased lot size ke sath related currency pair per trading instrument ko apni hi required direction main move kerva kar best benefit lay sakte hain trading members forum main hamen updated rehana chahiye or trading market ki knowledge ko bhi use karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	7
Size:	43.5 کلوبائٹ
ID:	12448585

    Different liquidity providers trading market main use waqt enter hote hain jab market main slow move ho rahi ho ya news time data ko dekh k enter ho jaty hain or apna target achievement k baad exit ho jaty hain. Trading members aap ko aik baat mind main rakhni chahiye jab market fast move ker ke kisi taraf bhi ja rahi ho to aap ko trade entry nahin leni chahiye.

    Because liquidity provider trading market say apna target lene ke baad exit ho jaate hain or market ki first reverse ho jaati hai. Trading market main hamay management or confident ke sath best planning karte howe quick decision power ke sath kaam karna chahiye.

    Why liquidity is Important ;-

    Demand par kisi pair par jany wali trade ki ability ko bhi hamm liquidity kehty hain. Agr aap major currency pair par trade kar rahy hain to yeh aisi market hai jis may liquidity boht zeyada hoti hai. kisi currency par jab ham trade open karty hain to hamy financial institution ki provide karda liquidity k andr rehna hota hai. Forex market k sab pairs liquidit nahi hoty.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	1
Size:	40.4 کلوبائٹ
ID:	12448586

    Currency pair ki liquidity un k major minor ya exotic hony par depend karti hai. Major pair main sab say zeyada liquidity hoti hai phir second number par minor pairs or last main exotic pairs main sab say kamm liquidity hoti hai. Forex market may is liye yeh famous hay k is may liquidity boht zeyada hai. Baki kisi currency main itni liquidity nahi hoti.

    Who are liquidity Providers ;-

    Market broker or financial institutions liquidity providers hoty hain or professional market maker k tor par act karty hain. Market participants sab hi liquidity provider hoty hain jin may central bank , investment bank or forex broker shamil hain. Liquidity providers ki poori tri hoti hai k market ki prices stable rahain or trader ko trading k liye achi positions mialin

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	2
Size:	45.6 کلوبائٹ
ID:	12448587

    Benefits to Liquidity providers ;-

    Liquidity provider ko is ka yeh advantage hota hai k kabi loss nahi hota woh hamesa profit main he rehty hain. Chahe trader ko loss ho bhi jaey but liquidity provider trader say bhot saary service charges deduct karta hai or har trader k profit may say aik percentage liquidity providers ko jati hai. to un ki apni amount safe rehti hai or is k ooper b in ko boht amount mil jati hai. But is k badlay trader ko stability or acha environment provide karna hota hai taa k maximum trader ye platform use karyn or es ko use kar k apni trades ko manage kren.

    اب آن لائن

    Working...
    X