Bulls trap hum market ki us situation ko kehtay hain jab pairs ki prices reverse aur lower move karnay kay liay rise karti hain, isko hum Suckers Rally bhi kehtay hain, yeh bull trap traders ko fool banatay hain, jo yeh samajhtay hain kay market fall karnay par buy ki achi opportunity mil rahi hay laikin market us kay opposite chal parti hay aur is reversal say traders ko kafi loss ho jata hay,
Occurence of Bull trap in market:
Bulls trap traders ko long positions ma enter honay ka signal milta ha aur prices kay rise karnay ki indication hoti hay laikin market bilkul opposite move kar jati hay, jab bull trap release hota hay to prices downtrend ko hi resume karti hain, jab market up trend main move kar rahi hoti hay aur prices resistance par ponchti hay to achanak price main kuch rise hota hay jis ko daikh kar trader yeh samajh laitay hain kay market resistance ko break kar gae hay aur woh buy ki trade yahan say open kar laitay hain, jaisay hi wo trade open kartay hain up ward direction main to market fall karna start ho jati hay aur trader ko straight away loss face karna parh jata hay, Market ki is situation ko bull trap ka name dia jata hay aur yeh trader ka account tak wash karwa sakta hay, bull trap downturn kay baad appear hota ha jis say traders ko yeh indication milti ha kay ab trend weak ho raha hay, laikin yeh false trend reversal hota hay,
Causes or reasons behind bull traps:
Bull trap broker ki waja say bhi ho sakta hay, jab broker ko pata hota hay kay is time par maximum trader kis side par hain to jab ziada trader sell ki position laitay hain aur market clear cut sell main lag rahi hoti hay to broker market kay opposite side par investment kartay hain to market ko opposite side par move kara kay sab trader ka loss khud profit ki surat ma hasil kar leta hay, secondly koi bhi unexpected ya good news market ko hit karti hay to market ka trend to down hota hai but kuch time tak news k impact ki waja sy market up ward move karna start ho jati hai or trader es trap ka shikar ho jatay hain, market main pairs ki prices jab rise karti hain to buyers ki ye hi attempt hoti ha kay buy ki trade open ki jay aur woh boht thoray say evidence par bhi trade start kar daitay hain, prices resistance kay above ja rahi hoti hain aur wo sirf is hope par trade open kartay hain kay market isi direction ma move karay gi jo kay false moment hoti hay
how to avoid bulls trap:
Traders ko chaiay kay bull trap say bachnay kay liay hamesha small lot kay sath trade ko open karain is say market agar wrong side par jati bhi jati hay to trader ko loss kam say kam ho ga aur account wash nhi ho ga, dusra trader nay agar big lot say trade karni hi hai to usko chaiay kay woh achay analysis kay baad market main enter hon aur bull trap ko apnay analysis say mat dainay ki koshish karay, lihaza trader in steps ko follow kar kay bull traps say bach saktay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим