Information About Lagging Indicators:
Forex trading ki market ke andar Ham bahut jyada indicator ham istemal kar sakte hain trend ko identify karne ke liye aur Market Mein trend ki strongness ko find karne ke liye ismein Kuchh Aise indicator Hote Hain Jo price ka trend badalne se pahle hi Ishara kar dete Hain Misal ke Taur per ine indicators Mein RSI indicator ,stochastic indicators ko Ham leading indicators Kahate Hain yani ke ye indicator Humko bahut hi jaldi market ki price change hone ka Ishara kar dete Hain isase Ham bahut jyada fayda Utha sakte hain.
What Is Lagging Indicators:
Lagging indicators wo indicators hain jo trader use karty hain market analysis k lae or ye indicator signal provide karty hain using average previous price action data. Lagging indicator jesa k name sy he zahir hai market ko lagg karty hain. Es ma trader signal ki verification sy pehle es ekdam ka mosahida karty hain. Es ka matlab hai k trader start ma kuch pips sy mehroom ho jaty hain. En pips ko khona bhot sy trader zaruri samajty hain or kuch trader ye samajty hain k unho ny enter hony ka moka he ganwa deya hai. Common lagging indicators ye hain Moving Average Convergence Divergence (MACD), Simple Moving Average (SMA), Stochastic Oscillator and Relitive Strength Index (RSI) wagera.
Lagging Indicators:
Dear indicators sub best hotay hain un ka use traders kaisy kartay hain yeh mater karta jo lagging indicators ap un kay zariey bhi market ko asani se analysis kar sakte hain or ap lagging indicators ki help se bhi entry point find kar sakte hain jaisa kay lagging indicators macd kay zariey ap market kay trend ko identify kar sakte hain or ap macd ki help se is bat ka bhi pata chala sakte hain kay market ka trend strong ha ya weak is kay ilawa ap convergence or divergence market ka bhi pata chala sakte hain jo leading indicators hotay hain wo market me boht zeyda fake signal detay hain or ap leading indicators par blind ho kar successfull trading nehi kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим