Forex trading mein kisi bhi commodity kee value ratio us ki demand aur supply ke accordingly dekhi jati hai kyn kay kisi bhi asset ki demand jitni zyada ho gi us ki supply bhi utani hi zyada ki jaye gi aur agar aik asset jis ki demand zyada hai lekin supply bahut kam hai to us ke trading price mein bhi bahut hi difference a jata hai jis ki wajah say price high ho jaatin hain friends supply and demand mein kya relation chal rahe hain aur ham apni trading se us sy Kitna profit gain kar sakte hain basically gold aur crude oil trading karte hue Hamen demand aur supply ka Jyada Khyal Rakhna padta hai liye supply and demand bahut hi important roll play karte hain trading market mein aur bahut hi gehra impact dalte hain markrt main prices ki variations hea aur
dear friends agar aap trading news per focus karty hean to is tarha say aap demand and supply ranges kay bary main jan sakty hain aur is ki base per trade ko predict kar sakty hain.friemds agar supply zeyada ho jaye to price me kami ajati hai q k wo cheez market me zeyada ho jati hai is liye us ki price kam ho jati hai ta k market stable ho saky aur is tarha hi jab kisi cheez ki demand barh jaye to to us ki price brha di jati hai yea he trading market kis asool hai.
Supply Meanings.
Trading market mein supply se murad yea hota hai ki kisi bhi asset ki, to be traded mikaadar kitni hai aur market mein use asset ya commodity ki aamad kitni hai is ko aap supply se tashbeeh dey sakte hain aur agar trader supply and demand ko analyse karna chahta hea to us ko Supply and demand zone ki theek identification kay liye RSI aur fibonacci indicators ki ranges ko bhi use kia ja sakta hay.Aur friends aap kay ilm main izafah karta chaloon kay Supply and demand main chart ko zoom out kar kay ham different points per ye points dhoond sakty hain jahan say reversal trend start hoty hain is liye in main hamain woh points bhi nazar main rakhny chahiye.
Demand Meanings.
Forex trading mein demand se murad yea hota hai kay kisi bhi asset ya commodity ki demanding value kitni hai aur us ki availability kitni hai trading market mein yani ke trading market mein kisi bhi commodity ya asset ki demand ka andaza is baat say lagaya jata hai kay us ki "Required To be"values kitni hain aur is main trader ko yea observe karna hota kay jahan strong resistance ki waja say selling pressure hota hay is he tarah jab RSI below 30 ho to isko demand zone kaha jata hay jahan support ki waja say buy ka pressure hota hay aur friends demand zeyada hony se aur supply kam milny ki waja se es ki value me mazeed be ezafa ho jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим