Piercing line candlestick pattern kya hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Piercing line candlestick pattern kya hy?
    Piercing line candlestick pattern

    Dear forex members, Piercing line ka patteren aik do din ka, candlestick qeemat ka pattern hai jo neechay ki janib rujhan se oopar ki janib rujhan ki janib mumkina mukhtasir muddat ke ulat jane ki nishandahi karta hai. Patteren mein oonchai ke qareeb pehlay din ka khilna aur ost ya barray length ki tijarti had ke sath kam ke qareeb band hona shaamil hai. Is mein pehlay din ke baad aik waqfa neechay bhi shaamil hai jahan dosray din tijarat shuru hoti hai, kam ke qareeb khilna aur bulandi ke qareeb band hona. Near aik candle caught bhi hona chahiye jo pichlle din ki surkh mom batii ke jism ke oopar ki lambai ke kam az kam nisf hissay par muheet ho.Piercing line candlestick pattern one two-day bullish candlestick reversal pattern hai jo nechay kay trend main zahir hota hai. ye nechay say opar ke taraf short term reversal ka signals karta hai. It consists of two major components, a bullish candle of day 2 and a bearish candle of day 1.patteren qeemat mein kami ke rujhan se pehlay hai. ( yeh sirf aik mukhtasir neechay ka rujhan ho sakta hai, lekin agar qeemat mein izafay ke rujhan ke baad mom batian zahir hoti hain to yeh aik ahem ulat indicator nahi hai ). Dosray din shuru honay ke liye qeemat ka farq kam hai. ( yeh patteren ziyada tar astaks mein paaya jata hai kyunkay krnsyon ya deegar 24 ghantay tijarti asason ke bar aks raton raat waqfa rakhnay ki salahiyat hoti hai. Taham yeh patteren hafta waar chart par kisi bhi asasa magnificence mein ho sakta hai ). Doosri mom batii pehli mother batii ke wast nuqta ke oopar band honi chahiye. ( is se zahir hota hai ke is din kharidaron ne baichnay walon ko maghloob kardiya. )

    Click image for larger version

Name:	111.png
Views:	23
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12588378

    Trading with Piercing line candlestick pattern

    Mere pyare aziz dosto, Piercing line ka pattern aik do din ka candlestick pattern hai jo neechay ki taraf rujhan se oopar ki taraf rujhan ki taraf mumkina ulat jane ka ishara karta hai. Yeh mother batii ka namona aam tor par sirf paanch din bahar honay ki paish goi karta hai. Is patteren ki teen khususiyaat mein patteren se pehlay neechay ki taraf rujhan, pehlay din ke baad aik waqfa, aur patteren mein doosri mother batii ke tor par aik mazboot ulat jana shaamil hai.Jab koi trader kisi khas stock chart par piercing candlestick chart pattern ko dekhata hai, to usay is waqt wait karna chahye jab tak kay pehli candlestick ke high previous bearish candle kay through succeed na ho jaye. This is an ideal trade setup when trading with the piercing candlestick pattern. The stop loss should low of the previous bearish candle.Aik piercing pattern technical analysis main bullish reversal kay liye aik potential signal kay tor par jana jata hai. The formation in its strictest form is rather rare, laiken is kay samnay nechay ka trend jitna long hota hai better perform karta hai. Jesy k ap sb ko pata hy ke candlestick pattern Piercing line candlestick pattern one two-day bullish candlestick reversal pattern hai jo nechay kay trend main zahir hota hai. ye nechay say opar ke taraf short term reversal ka signals karta hai. It consists of two major components, a bullish candle of day 2 and a bearish candle of Day 1

    Click image for larger version

Name:	222.png
Views:	13
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12588379
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Piercing line candlestick pattern kya hy?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Piercing Line Line Candlestick Pattern


    Piercing line candlestick pattern price chart par jab bhi hota hai, to market ka trend upward movement karna shoro karta hai. Ye two days ka aik bullish trend reversal hai, jo prices k bottom par ya bearish trend main paya jata hai. Ye pattern market main bulls ka control zahir karta hai, jo bearish trend k baad wo bears se hasil karte hen. Price chart par hamesha se aik khas trend k mutabiq move kar rahi hoti hai, lekin bohut ziada low prices par aksar jab bhi prices ko piercing line candlestick pattern ka samna karna parh jata hai, to uss k baad prices teezi k sath rise karna shoro hoti hai, jo k aik bullish trend ki alamat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	21
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12448141

    Candles Formation


    Piercing line pattern pehli din ki candle aik bearish candle hoti hai, lekin dosre din ki candle bullish candle k close prices par hone ki bajaye bottom gap main open ho kar ussi k real body main close hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	10
Size:	24.4 کلوبائٹ
ID:	12448142

    1. First Candle: Piercing line candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle black ya red color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Piercing line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali strong bullish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se above hoti hai. Bullish candle k shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai, lekin candle lazmi real body main honi chaheye.

    Explanation

    Piercing line candlestick pattern market main prices ko upward convert karta hai, jo k do candles, bullish aur bearish se mel kar banta hai. Pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k bottom ya bearish trend ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body main shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k opposite direction yanni bullish candle hoti hai, jo open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, lekin close pehli candle k darmeyan se ooper hoti hai. Ye candle pehli candle se bane gap ko cover bhi karti hai aur sath hi bullish trend reversal ka kaam bhi karti hai. Ye candle lazmi real body main honi chaheye, jab k close pehli candle k open price aur midpoint k darmeyan main hai.

    Click image for larger version

Name:	images (23).png
Views:	13
Size:	16.3 کلوبائٹ
ID:	12448140

    Trading

    Piercing line candlestick pattern prices k bottom par traders k leye buy ka signal genrate jarta hai, jiss confirmation candle k baad entry ki ja sakti hai. Pattern k baad confirmation candle ka real body main bullish hona bhi zarori hai, jab k dosri candle k top par close hona bhi aham hai. Pattern k baad bearish candle banne se pattern par buy ki entry nahi karni chaheye, jab k trend confirmation indicator jaise CCI, RSI, MACD aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Pattern par stop loss ka bhi zaror istemal karen. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri candle k open price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	17
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12448139
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Piercing line candlestick pattern kya hy?

      Hikkaki Candlestick Pattern:

      Dear forex members hika ki candlestick ek bohot ach forex trading setup hai jo casing in both cases of small kar rahe hain aur iska fayda lene ka sabse issue hai vah yahi hai ki is per jyada jyada kam kiya jaaye aur ismein jyada kiya jaayeaur bahut se senior members is ko istemal bhi kar rahe hain aur se fayda bhi le rahe hain aur jo junior paper persons hai unko chahie ke is per jyada practice Karen aur score Ho faidamand banaen. forex trading ke andar khaki canvas ke paper kaksha 10th hai aur is per kam karna chahie ya positive hai aur Junior people especially sikhana chahte hain aur jyada nahin karna chahte hain unko bahut fayda mein chij hai aur unhen pura fayda uthane ke liye sakta hai aur usse sakti haiaur kaki candlestick ke andar jab bhi Koi trading wala lagaye jaaye to vah soch samajhkar gane chahie isliye iske bare mein sabse pahle knowledge narcos duri hai aur seniors se poochh Kar yah Sikh kar is per kam karna chahie fir bhi iska fayda hai Varna ismein nuksan ka bhi chance ho sakta hai isliye jab bhi Koi trading ki jaaye to soch samajh Kar ki jaaye aur uske liye knowledge phool hona bahut jaruri hai taki nuksan ki gunjaish Na Rahe aur fayda Ho aur kisi ke liye forex trading mein ham log kam kar rahe hain to hamen chahie ki Ham iske per acche se kam Karen aur usko samajh Kar Karen thanks.

      Click image for larger version

Name:	H C S P.jpg
Views:	2
Size:	45.9 کلوبائٹ
ID:	12448147

      Explanation of hikkaki candlestick pattern:

      Dear friends hikkaki candlestick patterns ke bare mein agar baat ki jaaye to maximum pattern is tarah Se apne members ko bahut help kar rahe hain lekin members ke liye yah baat bhi bahut important hy ke members ko trading se related in patterns ka istemal kis tarah se karna hai aur jab members ko inke istemal ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hoga to members in patterns ka istemal kabhi bhi apni trading mein nahin kar payenge aur members ke liye yah baat bhi important hai ki members ko har tarah ke patterns ke bare mein bahut acchi tarah Se maloom hona chahie jaisa ke yah ek aisa pattern hai ki maximum log isko istemal karke apni trading ko successful banane mein kamyab ho rahi hai hikaki candlestick pattern ke bare mein yah baat bahut important hai ki members ko iska istemal bahut sochkar karna hoga aur oven members ko yah maloom nahin hai ki trading mein patterns ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai to iske liye members ko acchi tarah Se apne experience ko bhi improve kar lena hoga experience ko improve kar lene ke bad bhi members ko yah bad maloom ho jayegi kya candlestick patterns ka istemal kis tarah Se karni hai aur yah candlestick patterns member ko market ko acchi tarah Se analyse karne mein help karte hain aur agar members ko unke bare mein kuchh bhi maloom nahin hai to members ko in ke bare mein achi tarah Se maloom kar lene ke liye har tarah se practice karni hogi.

      Click image for larger version

Name:	ahad.png
Views:	1
Size:	35.7 کلوبائٹ
ID:	12448149

      Importance of candlestickpattern:

      Dear jab aap market Mein different important candlestick pattern ki study karte hain to ismein aapko sabse important use candlestick pattern Mein different istemal Hone Wali candlestick is ready ko complete karna chahie aur Unki sizing se related aapko bahut jyada conscious Hona chahie Jab aap different important candlestick ko properly study Karenge aur uske bad Unki trading per apply Karenge aur uske bad Apne technical analysis ko perfect Karenge to aapke liye bahut jyada important ho sakta hai aur aap apni trading Mein technical analysis ki basis for maximum profit Hasil kar sakte hain isliye aapko Forex trading Mein different candlestick pattern ki proper learning or risk related complete calculation jo aapko stop-loss aur take profit ki limit set karne mein help kar sakti hai aapko Hamesha iski koshish Karni chahiy.

      اب آن لائن

      Working...
      X