Discussion on ranging channels and support and resistance acts in it

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion on ranging channels and support and resistance acts in it
    Channels ki normaly three types hoti hain jin main Ascending channels, Descending channels aur Ranging ya Horizontal channels shamil hain, yeh aisi strategy hoti hay jis main market aik hi range main bounce karti rehti hay, is bouncing main iska high aur low point almost same rehta hay, is main high price major resistance kay tor par act karti hay aur low price main support ki tarha act karti hay aur market in kay beech main hi move karti rehti hay, market ki is type ko ham horizontal sideway ya ranging market kehtay hain,

    Details of horizontal or ranging channels:

    Click image for larger version

Name:	grade12-market-ranging.png
Views:	22
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12588214

    yeh chart patterns technical anaylisis kay liay use hotay hain, dusray two channels aur ranging channels main yeh difference hota hay kay is kay case main prices kay equal high aur low hotay hain, jab prices kuch particular time kay liay constant rehti hain to dono trend lines ki slope bhi horizontal hoti hay, chart pattern par yeh channels us waqt banta hay jab chart par prices kay above aur below two parallel lines draw ki jati hain yeh lines resistance aur support levels ko show kar rahi hoti hain, ranging channels ko horizontal trend channels bhi kaha jata hay,


    Support and resistance in ranging channels:

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2021-12-21T220241.628.png
Views:	21
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12588215

    jab prices support aur resistance level kay darmian move kar rahi hoti hain aur aik dusray kay kareeb ya far nhi ho rahi hotin is say hamain prices ki future kay baray ma koi information nahi milti, range bound market ka basic idea yeh hota hay kay is kay high aur low point kay darmian main hi market move karti rehti hay, is main profit hasil karnay kay liay best ye hota hay kay market low kay near jay to hamain buy kar lena chaiay aur jaisay hi high kay pass ponchay to hamain sell kar daina chaiay, jab prices support ki taraf tilt karti hain to ye dobara reverse aur rise honay lagti hain aur agr prices resistance ki taraf rise karti hain to wahan say bhi yeh reverse aur fallback ho jati hain

    Breakouts in ranging channel:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211222_0708451.jpg
Views:	4
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12588216

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211222_0708453.jpg
Views:	4
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12588217

    Parallel moving trend lines kay kisi bhi taraf ya phir outside breakout traders kay liay buy ya sell kay signal daitay hain, agr prices upper resistance line ko breakup karti hain to yeh buy signal hota hay aur agr prices lower support line ko break below karti hain to traders ko sell ka signal milta hay, kafi traders ki yeh soch hoti hay kay ranging channels aik big reversal ya continuation ko show kartay hain jin main prices kuch time constant rehti hain aur phir fastly kisi bhi up ya down direction main move kar jati hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion on ranging channels and support and resistance acts in it

    Assalamu alaikum I hope your teeth honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hi hai ke Forex hamare liye ek behtarin online business hai jismein Ham proper study Karke kam karenge to Ham ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain koi bhi business hai usmein kamyab hone ke liye hamen ismein raipura mehnat Karni Hoti hai market ko jyada se jyada time Dena hota hai to uske bad hi Ham ismein kamyabi ho sakte hain agar Ham ismein without knowledge ke kamyab hona chahte Hain to aisa mumkin Nahin hai regular kam Karen daily market ko time de to aap bahut hi aasani se ismein kamyab ho sakte hain yah hamare liye ek important online business hai ismein kamyabi Amitabh bhi milati hai jab Ham ismein proper study karte hain market ko sahi tarah follow karte Hain to Ham ismein kamyab ho sakte hain technical analysis ko follow karte rahana important hai to fir hi hamen ismein kamyabi bhi milen gi

    What is the ranging channel and support ur resistance?

    Aapko pata hai ki market mein bahut jyada knowledge use hota hai jab Ham market ko study karne jaate Hain to uske liye hamen market ko jyada se jyada follow karna hota hai market mein hamen study Karke exam karna hota hai to uske bad hi hamen kamyabi bhi milati hai aapko pata hai ki koi bhi business hai usmein Ham regular kam karenge to kamyabi milegi daily hamen ismein technically work karna hota hai anil se isko follow karke kam karna hota hai to kamyabi milati hai demo account hamari practis ke liye hota hai jismein Ham jyada se jyada practis karenge to hamen kamyabi milegi ismein indicator ko dekhna hota hai aur Market mein hamen support aur resistance level ko check Karke kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai yah important business h.

    Click image for larger version

Name:	images (72).png
Views:	1
Size:	32.1 کلوبائٹ
ID:	12447979

    Trading Explanation

    Market mein agar hamen extra work karenge to hamen kabhi bhi kamyabi nahin milegi agar aapko ismein mukmmal kam karna hai to uske liye aapko jyada se jyada market mein study Karni Hoti hai market ko regular time Dena hota hai to uske bad hi aap ismein kamyab ho sakte hain koi bhi work hai usko Ham samajhte karenge market mein apna time spend karenge to fir hi Ham kamyab ho sakte hain Delhi market mein kam karen to aapko aasani se kamyabi Mil jayegi vahi log market mein jyada se jyada kamyab hote Hain Jo market mein achcha war karte hain regular market costly Karke kam karte hain aapko pata hai ki demo account hamari practis ke liye hota hai jismein Ham jyada practis karenge to hamen kamyabi milegi aur ham ismein bahut hi aasani se market se fayda le sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	1
Size:	40.5 کلوبائٹ
ID:	12447980
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X