Benefits of dragonfly doji candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Benefits of dragonfly doji candlestick pattern
    • Esi candlestick jo keh pattern mein aik hi level per khuli (open), band (close) aur high qeemat ka asset zahir kray , usko "Dragonfly Doji" candlestick kehte hain."
    • Important points:
    • 1. Yeh pattern musalsal dikhai nahi deta.
    • 2. Yeh aik technical indicator hai jo keh "potential reversal" ki nishandahi karta hai.
    • Summary:
    • Aik oper ke trend ke bad, doji aik "potential drop" dikhata hai jo keh usi candle ke neechy ki taraf harkat karne per sabit ho jata hai.
    • Aur agar trend neechy ki taraf ho to dragonfly doji aik "potential price increase" ko dikhati hai aur isko sabit karte hue candlestick oper ki taraf harkat karti hai.
    • Candlestick charts ziada maloomati hotay hain line chart ke muqablay mein, jo keh sirf average qeemat ka pata detay hain.
    • Explanation:
    • Candlestick kay 2 hisay hoty hain aik "body" aur aik "tail".
    • Oper wali tail ka hisa aik highest qeemat ki maloomat deta hai.
    • Neechy wali tail ka nichla hisa lowest qeemat kay baray mein btata hai.
    • Types:
    • Negative candlestick:
    • Es men candlestick pori tarah se bhari (filled) hoti hai.
    • Positive candlestick:
    • Es men candlestick khali hoti hai.
    • Doji ki shakal aik cross ki tarah ki hoti hai. Yeh "T" ki tarah ki hoti hai jiski oper say tail nahi hoti per neechay say bari tail hoti hai.
    • Doji ki bari neechy ki taraf jo tail hoti hai wo selling ya farookht kay baray mein batatai hai , jo keh aik khas period mein neechay ki taraf pressure kay baray mein btati hai.
    • Per agar yeh kisi trend kay khatmay per ho yeh buyers ki selling ko reversal kay baray men btati hai.
    • Es say trading kay baray mein faislay lenay mein madad hoti hai.
    • Yeh stoploss ko bhi suggest karti hain keh kahan tak hamari trade jay gi.
    • Limitations:
    • Dragonfly doji candlestick bahit hi nayab hoti hai jah keh market men reversal musalsal hota rehta hai.
    • Doji say ham price target hasil nahin kar saktay.
    • Yeh technically aik acha indicator nahin hai.
    • Use:
    • Eska ek tajzia ulat pattern ka bahut hi ishara karta hai , to trading mein kamyabi hasil karnay kay liay dragonfly doji ka istamal hamen kamyabi ki taraf lay kar ja sakta hai.
    • Dragonfly doji ko indicator ke tor par istamal kia ja sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X