Tasuki Gap Candlestick Pattern ka Introduction
Tasuki pattern candlestick ka ek bahut hi achcha patron hai aur ham is candlestick pattern mein bahut achcha fayda utha sakte hain kyunki is pattern ki confirmation se Hamen bahut hi acchi trades mil jaati hai aur ham market mein bahut hi acchi working kar sakte hain isliye Hamen in patronage per jarur working karni chahie Taki hamein se good benefits Le Sakenaur ham tab hi successful ho sakte hain jab hamari acchi practice ho aur hamara achcha knowledge Ho tabhi hi Ham in patrons Co market chart per analyse kar sakte hain.
Tasuki Gap Candlestick Pattern ki Explaination
Tasuki Gap Candlestick Pattern two candlestick ya gap k majmuay ko kehtay hain, gap ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi gap hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi
1. Tasuki Gap Bullish Pattern
2. Tasuki Gap Bearish Pattern
Tasuki Gap Candlestick Pattern ki Formation
Tasuki Pattern three candlestickts sa mil ker banta ha, jo hamen already continue market trend k further continue rehna ka signal deta han.Tasuki pattern ager bearish main ho to iski pehchan ye hay keh jab ye bearish a rahi ho to, aik candle kay bad second candle first candle kay gap say create yani bearish side per open hoti hay aur close bhi down side hoti hay. Iskay bad next candle buy main banti hay, jo keh last candle say kuch up main yani bull ban kar trend reversal main close hoti hay. But is bull kay next wali candle ager again open ho kar sidhi down jaye aur up side per no wick banaye to ye asal main bearish trend ki continuation ki nishan dahi karti hay, candlesticks kay is pattern ko bearis tasuki pattern kaha jata hay. Jab ke bullish tasuki pattern isi pattern ka opposite hota hay
Tasuki Gap Candlestick Pattern ky sath Trading
Tasuki candlestick ky sath trafe leny sy pehly is pattern ki confirmation boht zarorei hy ager bearish ho to jahan say ye pattern start hua tha wahan per stop loss lagana chahiye jab keh next support level per hamain take profit lagana chahiye. Iski confirmation aur successful execution kay liye is kay sath fundamental analysis karna zaroori hain. Jab keh RSI ya MACD indicator ka use kar kay ham is trend ki cintinuation ko mazeed confirm kar sakty hain. Risk management aur money management karty huye reasonable lot size choose karna chahiye.