Take Profit & Stop Loss ke Importance...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take Profit & Stop Loss ke Importance...
    Explanation:

    Forex business main jo sab se ziada important aur basic tools hain woh Stop Loss & Take profit hain aur hamen chahiyeh keh hum jese hi forex market main enter ho to hamen inka Knowledge hona bhot he ziada zaroori hai in ky bagher agar app forex market mai work karty hai to kabi kamyab trading nahe kar sagty hai.

    What Is Stop Loss:

    Stop loss be buhut ziada faida mandh tool hai is mai aap ka account our aap ka bonus safe rehtha hai aur yehh tool hamay apne har trade mai use karna chahiay kionka yehh zaroori nahe hai k hum jo bhe trade open karay wo hamay faida dy is liay agar hum ny appni trading mai stop loss use nahee kia hoga to hamay buhut ziada loss ke soorath mai miltha hai bcz agar trade hamary opposite ho jaayeh aur aap ka account be wash ho jatha hai is liay yehh hamary account ke safety k liay ha our hamay is tool ko har trade mai use karna chahiay. Stop loss ka matlab hai keh aap kitne pips tak Loss ko efford kar saktey hain kioun keh aap jo trade laga rahey hain woh apke against bhi ja sakti hai aur aap jitna Loss afford kar saktey hain utne point hi aap Stop Loss laga lena chahey.

    Click image for larger version

Name:	index.jpg
Views:	2
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12586117

    What Is Take Profit:

    Take profit asa tool hai jis ko use karnay say aap ka profit safe ho jatha hai yeh tool hamesha long term trading k liay use hotha hai our is ka sab say acha faida yeh hai k is say aap ka profit safe ho jatha hai agar aap ziada lalich na karay our achai point par aap take profit ka use karwy tho aap agar apnay trade ko monitor be na karay tho aap ke profit safe rqhethe hai our aap ke trade auto par close ho jatha hai.Take Profit ka matlab he keh jis point se apne trade lagai hey aur aap jitne points ka profit chahtey hain yehni keh aap chahtey hain keh 30 point ka profit ho aur market mere haq main close ho jayeh to aap wahan par 30 point ka Take profit laga lengey to market jese hi us point par jayehgi to apki trade Automatically Close ho jayeh aur Apka Take profit hit ho jayehga.
    Click image for larger version

Name:	stop-loss-1.jpg
Views:	1
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12586118
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take Profit &amp; Stop Loss ke Importance...

    Stop Loss Definition ;-

    Dear friends Stop loss aik aisa trading tool hai ya phir trading ka aik aisa order hai jis ko ham market main apne loss ko control karne k liye use karte hain or risk free trading k liye use karty hain is tarah ham market main kamm se kamm loss ko face kertay hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	8
Size:	37.9 کلوبائٹ
ID:	12446227

    Stop loss actually hamy koi profit nahi deta hai yeh aik aisa tool hai jab ham koi b order lagatay hain to us ki oppoite position par ham aik khaas had main Stop loss use karte hain jis ka matlab hai keh ham is se zeyada loss nahi lena chahty hain ab jab b agar market aap k opposite jati hai to us khaas point par jahan aap nay stop loss use karte hain wahan market jaey to stop loss hit ho jata ha or aap kamm se kamm loss k sath market se out ho jatay hain or big loss say bach jatay hain is tarha aap risk free trade kar sakte hain.

    Take Profit Definition ;-

    Forex trading main take profit aik aisa tool hai jo traders ko apnay loss ko apnay control main rakhnay main boht help daita hai. MT4 trading terminal pay jab order place kernay kay liye order box open kiya jata hai to us may traders ko yeh tool bhi provide kiya Jata hai ta kay traders Agar isay use kerna chahtay hain to use ker lain. Take profit ko use kernay ki bohat importence hai. Jiss mai sub say behtar yeh faida hai kay traders apni trade ka loss apnay control mai rakh laitay hain or traders ko iss baat main asaani ho jaati hai kay aap nay account balance ko daikh kay apni trade kay lot size kay mutabiq apna TP adjust ker laitay hain.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12446228

    Take profit ko apply kernay ka 2nd faaeda yeh hota hai kay traders Agar trade open ker kay apni kisi doosri masrofiyat ki wajah say usay monitor kernay ki position main nahi hotay to stop loss or take profit ko apply ker kay easily tension free ho jatey hain or stop loss ya take profit dono main say kisi kay bhi hit honay pay trade auto pay close ho jaati hai.

    Trading Technique ;-

    Market main traders ki planing ki trading hi yeh hoti hay k woh stop loss ko be use karen or take profit ko agar ham sirf order hi open karen or kisi planing ka use apni trading may na karen to aisi trading faida denay say zeyada nuqsan deti hay, trading ka tareeqa yeh hona chaiye k agar 1 order place kiya jaye to is main take profit or stop loss points ko bhi determine kar diya jaye.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12446229

    Sath main jin levels par ham ne take profit or stop loss use kiya hota hay yaha par pending orders bhi place kar diya jaye, yeh hoti hay discipline or planing ki trading agar ham baghir tools key trading karen gey to yeh trading hamari har tarha se wrong trading hi samji jaye gi.

    اب آن لائن

    Working...
    X