Explanation ;-
Forex main currency pair ko mainly 3 types main divide kiya jata hai. Jin ko ham is topic main discuss karen gay.
Minor Type Pairs;-
Minor currency pairs ki pehchan boht easy hay. Yani aisy currencies kay pairs jin main US Dollar involve na ho wohi minor currency pairs kehlaty hain. Jab keh in k cross rates ko calculate bhi assani say kiya jata hay or main pairs may say in ko minus kiya jata hay. Forex trader ko try karni chahiye k woh kyun k in pair ki liquidity boht high hoti hai or in ki volatility bohtt low hoti hai. Jo trader forex may trading karty hain un ko asy pairs select karny chahiyen jo stable hon.
Major currencies may developed countries ki currencies hoti hai. Is ki ik nishani yeh hai k jis pair main US dollar involve ho us ko ham major par pair kahen gay. In ko ham kahi say bhi cash karwa sakty hain or in ko kisi bhi currency main convert kiya ja sakta hai. Minor pairs main EURGBP, EURAUD, GBPJPY, EURCHF, EURNZD etc shamil hain.
Major Type Pairs ;-
Major currency pairs say muraad aisy pairs hain jo forex market main boht ziyada trading karty hain. In main daily kafi ziyada traders trading karna like karty hain. In ka spread orr volatility low hoti hay jab keh in ki liquidity bhi high hony ki waja say in ko trading k liye boht attractive samjha jata hay. Forex trading main minor ki liquidity bhi high hoti hai but major pair say kamm hoti hai. Forex trading main agr major pair main trade ka acha signal na mil raha ho to minor pair par bhi trade ki ja sakti hai.
Minor pair main jpy, gbp or euro shamil hain. Yeh USD dollar ki tarha high liquid to nahi hain but still yeh kafi had tak liquidity rakhtay hain. Major currencies pairs main USD ki involvement ki waja say in main bahut ziyada trading ki jati hay. Top major currency pairs EURUSD, GBPUSD, USDJPY, USDCHF, AIDUSS, NZDUSD, USDCAD etc shamil hain.
Exotic pairs ;-
Exotic currency pairs ki pechan bhi bahut easy hay. In main woh currencies shamil hoti hain jin main aik currency major hoti hay jab keh doosri currency kisi taraqi pazeer ya fast emerging marketing currency hoti hay. kafi countries ka large current account deficit hota hai os liye yeh currencies stable nahi hoti. In main utaar charhao bhot zeyada hota or in may liquidity bhi boht kamm hoti hai. Is liye broker in par trade karny k high brokage charges charge karta hai or in pairs ka spread bhi boht high hota hai.
To forex trader ko trading k liye hamesa major pair ya minor pair ka he intakhab karna chahiye kyun k in ka spread b kam hota hai or en par broker service chages bhi kam hoty hain. Jaisy keh USDMXN currency pair. Yahan per US Dollar aik major pair hay jab keh MXN pair aisa pair hay jis ki volatility bahut ziyada hay jis waja say is ki price fluctuation ziyada hoti hay or isi waja say is ka trend bhi bahut jald change hota hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим