99% Forex tradrs ki eham ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    g bhai jan ap ny bilkul theek kaha k yeh bhagny wali to hy ni likin insan ka sub sy bra dushman insan k ander ka lalach hy jo insan ko aik hi din main karoor pati banany k khwb dikhata hy ur phr aik hi jhtky main kangla kr k dosry insan k pas chala jata hy us ko kangla kerny
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      Dear yahan sirf hamen lalach say bachna chaiye.. Lalach buri chiz hai.. Agar ham lalach karein gay tu yaqeenan hamen nuqsan uthana pare ga..
      • #633 Collapse

        dear ap ne bilkul theek kaha hy ke 99% Forex tradrs ki eham ghalti ye hy ke wo chahte hain ke un ko ak hi bar kafi sara profit mil jae wese bhi forex konsi bhagni wali site hy har trader ko chahye ke wo sabr se kam le
        • #634 Collapse

          forex trading mein kamiyaab honay k liye ap ke sab se bari galti es mein mistakes na karay ap ku buhat loose ho ga aur es mein mind se trade karay thankful for question
           
          • #635 Collapse

            yes dear i am 100% agree with you bohat se log waqi main yehe samjte hain ke forex kuch dinu main bhag jayega ya band hojayega isliye woh big profit lene ke chakar main ulta loss kar bethte hain jab ke as akuch nai hai forex aik world wide and pure reliable busniss hai ziada tar logon ki is main aik hi ghalti hoti hai aur woh hain emotions ko control na karna aur greed ke sath trading karna woh hamesha nuqsan uthate hain. Hamen chaye ke sabar o tahamul ke sath soch samj ke trading ki jaye take hamara capital bhi save rahe aur hum apne mind se acha profit bhi gain karsaken
            • #636 Collapse

              yes dear i agree with you hum ko forex trading karte waqat proper strategy kai sath trade karne chaiya or forex trading karte waqat emotion ko proper control kar kai trading karne chahiya.
              • #637 Collapse

                eham ghalti yehi hoti hai ki wo is work ko achi tarhn sekhte nahin hai aur is main lalach karte hain isi liye unhain loss ho jata hai is main agar vo is ko sekhen gen to vo ism ain bohat jald kamyab ho jae gen
                • #638 Collapse

                  aksar toh yhi karte hen woh dosro par depend karte hen or khd ki mahant par kaam nahi karte or na hi learn karte phir jab woh khud hi trade karte hen toh stop loss ka use nahi karte is trah woh apne accunt ko wash kar dete hen is lie in galtyon se jab tak bachen ge nahi earn nahi ho ga
                  • #639 Collapse

                    well ese hotaw he, actually ye insaani fitrat hoti hen, hame jitnaw miltaw he ham utnaw age barhne ki or zadaw se zadaw profit hasil karne ki koshish me lag jaten hen, ap ne bhi bat thek hi kahi he k ager ham ye soch len tw loss se bach sakten hen...:)
                    • #640 Collapse

                      forex traders ki sabse bari mistake jo wo kerta hy mostly wo ye hy k wo bohat zyada extra over confident hojata hain jiski wja se unko koi khatir hwa faida tu hota nhi hy bas unko kafi der tak loss rehta hy.,.
                      • #641 Collapse

                        G ha yeh mistake jo ap ney batai bilkul theek batai hai majority traders ki jald bazi mein lagi hui hai k jald se jald achi earning hasil ker ley Forex trading business se or isi mein mistakes kerte hain jald bazi mein means losses hote hain.
                        • #642 Collapse

                          bhai yahi waja ha forex me loss krne ki forex me Sign emotions ko control nahi kr pate or pher bre lot size ki trade open kt bethte hen g is lie ak trader ko loss ho jata ha or perhaps Sign aesa lalach ki waja se krte hen ap thek keh rahe ho forex koi bhagne for you to nahi laga jo ahm aese krte hen
                          • #643 Collapse

                            dear man is greedy in nature and that nature make us lose and when you will face such a lose it will wash your account but this time i will never face the lose beause this time i will trade from my brain from analysis which will give me the success inshallah
                            • #644 Collapse

                              i think forex trading main 99% trader ki ehum galti ye hoti hai k wo trading k duraan greed kr bethty hain jis say un ko loss uthana prta hai
                              sh shah
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                forex me 99 percent traders yahi koi miostake karte hai ki usse bahut hbada loss me jana ohta ha sabhi log jo ki forex me tradig karte hai wo log forex me bade lot me trade karte hai aur use bahut hi hard work nahikarte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X