99% Forex tradrs ki eham ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    g han mra bhai apna sahi kha hjan forex ma apko chya han k ap sahi sa kam krha q ka forex ma log ziyda sa ziyda log profit kr sakta han
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      yes i m agreed with you 100 % as i know that forex is a very risky market if we have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then we can make a lot of money from the forex trading market ...............
      • #438 Collapse

        bhai mai is bary mai yahi kaho ga k forex mai kuch traders k sub sai ziyada galti wo lalach karty hain is kam mai aur apna kam dil laga kar nai karty hain aur aksar wo lalach karty hain k humy aur profit ho but yeh sahi nai hota hai
        • #439 Collapse

          yes dear i think that t we all need to instruct overmuch more active Forex trading before leaving to the etch Forex tradings i suppose that t you gift sure retrogress money fin Forex trading if you do not hold any experience in demo i trading so join Forex trading demo account first
          • #440 Collapse

            g haan ziada tar new traders lalach kartay hain aur raaton raat ameer honay ki koshish kartay hain jis ki vaja se unhain loss ho jata hae. hamain is bat ko samjhna chahiye k forex aik life time bussiness hae aur hamain ahista ahista mehnat kar k is mein agay bharna chahiye.
            • #441 Collapse

              My dear brother mai aik naya user ho forex forum mai aur abhi tak maine trading start nahe ki hai balkeh sirf comments kar raha ho aur mai kam us kam araam se dailly apne trading karonga aur jo bhi aur jitna bhi profit hoga us pe sabar karonga.
              • #442 Collapse

                jb forex trading business me koi new trader ata hx to wo chahta hx k mai ek he din me ameer bn jau but esa mumkin to hota ni ulta un logo kio is chkar me nuqsan uthana par jata hx
                • #443 Collapse

                  Main yehi kahoon ga new traders ssay k jab ap iss business ko start kar rahay hon to kam margin k profit k sath start karain iss say profit to milay ga hi moral bhi high ho ga.
                  • #444 Collapse

                    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader aysa karty hain or baz aysa nahi karty hain.
                    • #445 Collapse

                      jaha tak mujhe lagta hai to wo hai lalach yani gareed phir proper knowledge ka na hona phir jald bazi b aik aham ghalti hai jo k itny ziada log kerty hain but ab her kisi ko sochna chaya
                      • #446 Collapse

                        g han dosto 99% tradar ke galte ya hote ha ka vo apna khud par kabu nahi rakh sakta jab trading kar raha hota han jis ke wajah say vo loos hota han mara sath bhe kafi dafa asa huva ha
                        • #447 Collapse

                          G han forex k buisness men enter hone wale new traders bohat bari mistake ye karte hen k wo ek he rat mein ammer hone k khwab dekhte hen jab k mehnat k sath aur sabar k sath kam karna behtar ha is buisness mein
                          • #448 Collapse

                            g haan main aap ki baat se agree karta hun k sary trades aik hi din main ameer hony ka soochty hain aur aik hi din main kehty hain wo boht hi high profit hasil kar lain lakin unhain apni monthly progress check karni chahiye aur ussy tele karna chahiye na aik din main ameeri ka sochna chahiye
                            • #449 Collapse

                              Jee bhai jan bilkul forex trading business mein bohat se traders ki mistake lalach hoti hai jis se wo aik he din mein apna sara balance loss kar dety hain aur agar koi trader is business mein loss se bachna chahta hai to pehly usy lalach aur jald bazi se bachna ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                un sab ki yeh mistakes ehm hoti hain ke woh planning ke sath nahi chalte aur na hi time dete hain aur mistakes per dhiyan nahi dete.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X