99% Forex tradrs ki eham ghalti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    dekhen mery piyary bhai ap ne bohot achi baat kahi k waqai trader ek hi din main sab kamny ka sochty han humain apny kaam ko aram se sukun se karna chai hay na k itna jaldi koi faida to hy nai or na hi humain is se kuch faidha hota hy ............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      I lost $220 last time in my trade. And all was due to my greed. I was just having few profits. But I thought I will stay for more time and gain more profit. And that was my mistake that lead to loss. I was really upset then but most importantly I realized how greed affects our trade.
      • #228 Collapse

        brother yahi waja hai k bohat sa log trading ma first day hi acha profit lanay ka sochtay han lakin brother esa nahi hota or jo esa krtay han jis ki waja sa hum ko lose ho jata hai or ye galti forex ma 99% log kartay han
        • #229 Collapse

          99% you ki galt yea hai wo Record demo account pe kam na hi kar ta or perhaps practice ke bina wo forex main trade karna cala ati yea forex institution ki eham galti hai or maybe ek bat app agar greed or maybe emotion ko control na hi ki to app ko bhi loss hoga.
          • #230 Collapse

            yes sir mary khyal me to 99% trader as forex trading me greed kartay hay jis ki waja say an ko loss hotay hay or wo kam munafa per sabar nai kartay hay
             
            • #231 Collapse

              g han ma ne bi ye bat note ki ha k espacially beginners hamesha yahi sochte hen k wo aik hi din ma lakhun kama len lekin un ki yahi ghalti un ko loss ki traf le jati ha.
              • #232 Collapse

                Bus brother yaar yahi tou cheez kisi bi trader ko samjh nai ati aur us trader ko bi samjh nai ati jo lalach karaha hota he theak he na bus forex trading show hi istrah hoti he ke admi ismen lalch karta he
                • #233 Collapse

                  g ha mary khayal sa ja thak ma janta hu ka huma sai kam karna chaya jis sa humare galtia kam ho or sai kam ho is sa huma bhot sa fida ho ga................
                   
                  • #234 Collapse

                    jee han main ap se agree hon agar ap log forex tarding main kamyb hona chete ho to ap ko iss business main proper learning kerni ho gi then hi ap iss kabal ho g eke acha profit le sakoo iss main kamyb hone ke lye proepr learning or investment zaroori hi
                     
                    • #235 Collapse

                      yes u r rght bht se log aik hi din me high profit gain krnay ki sochtay hain lekn aisa ni hosakta hai ye jald bazi hoti hai aur yehi hamaray lye nuqsan hai is se hamain loss hojata hai q k yahan patience rakhna important hai jo aisay bhagnay ki krtay hain wohi loss uthatay hain so yehi sb se bari mistake hai......
                      • #236 Collapse

                        bilkul theek kaha ap ny forex is life time business ek hi din mai bht sa profit kama lon aisi lalach nhi kerni chahiye q k lalach sy ap apna nuqsaan ker sakty ho.
                        • #237 Collapse

                          Assalam o alaikum forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy lalach ni karna chahiya agar ham is mai lalach kary gy to hamy is mai loss ho jy ga is mai hamy ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai earning b kar saky is mai ham bina knowledege k earning ni kar sakty hain.............
                          • #238 Collapse

                            zyada tar forex traders forex trading karte waqt ye galti karte hain ke unki trades ka volume bohat zyada hota hai jiski waja se unka account bohat jaldi khali ho jata hai wo apne volume ka khyal nahi rakhte sirf laalach main akar apna loss karwa lete hain
                            • #239 Collapse

                              jo log esa sochty hain wo is business me zada se zada loss ka sekar banty hain wo apny kam profit ko bhi zaya kar dety hain zada profit ke lalach me.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                ki forex me log emotions ko control nahi kr pate or pher bre lot size ki trade open kt bethte hen g is lie ak trader ko loss ho jata ha or log aesa lalach kmain yehe samjte hain ke forex kuch dinu main bhag jayega ya band hojayega isliye woh big profit lene ke chakar main ulta loss kar bethte hain jab ke as akuch nai hai forex aik world wide and pure reliable busniss hai ziada tar logon ki is main aik hi ghalti hoti hai aur woh hain em

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X