Hedging works & beneficial in Forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging works & beneficial in Forex market
    Asslam o Alikum Dear Forex Members umeed hai ap sb loog khariyat sy hungy or kush hungy apni trading life mai platform mein agar aapko best entry hasil karni hai to acchi aur best antry aapko use waqt milati hai jab aapke paas es platform ka bahut hi acha knowledge hota hai aur aap market mein maujud all things ka bahut hi acha concept rakhte hain agar aapke pass yah concept nahin hai to aapko market mein zyada se zyada interest lekar market ka knowledge hasil karke apna kam shuru karna chahiye.

    KNOWLEDGE About Heading

    What is hedging es question ke bare mein all members ke pass best knowledge hoga tabhi vah is tool ka istemal apne kaam mein sahi tarike se kar payenge market mein hedging ek bahut hi best strategy hoti hai jisko forex ke platform mein risk management strategy bhi kaha jata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	2
Size:	36.9 کلوبائٹ
ID:	12586106

    Use Of this strategy

    Friends jo log is strategy ka use apne trade mein karte hain to unhen bahut zyada carefull hokar is strategy ka use karna chahiye kyunki yah strategy jis tarah se hamen bahut hi acha profit deti hai usi tarah se isko apne kaam mein jab ham include karte hain to iski vajah se main market mein bahut zyada loses bhi uthana padte hain isliye hamen carefull hokar apna kaam karna chahiye aur iska istemal bagair soche samjhe bilkul bhi nahin karna chahiye.
    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	3
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12586107

    How to Work this Strategy

    Hedging trading strategy market me typically derivative may involve hoti hai all traders hedging strategy ke sath different types techniques ka use karte hain to ine techniques ki vajah se market ki all situation ko samajhne mein bahut zyada help milati hai. market mein hedging strategy different types ke banks or company se linked hoti hai market mein kisi bhi member ko all situations concept hasil kiye baghir kabhi bhi in strategy ka use nahin karna chahiye kyunki use time yah aapke liye profitable sabit nahin hogi hedging strategy use waqt all member ke liye beneficial sabit hoti hai jab vah uska sahi tarike se use karte haines strategy ka use kartey hoe kabhi bhi mistake na karey hedging strategy benificial hai ya nhi jab es confusion ko clear kerle to us ke bad hi es strategy ka apne kaam mein use kare.

اب آن لائن

Working...
X