Forex trading main Dead Cat Bounce trading strategy aik bahut hi unique type of trading strategy hai is trading strategy main is trading strategy main hota kuch aisy hea kay job trading market mein kisi bhi asset ki price drop ho rahi hoti hai to bahut hi short time period ke liye short recovery hoti hai us ki price mein aur price bulish trend mein chali jaati hai aur term es sorat ma use ki jati hai jb market ki price continuously fall kar rahi ho but ye bottom par jany sy pehle
![Click image for larger version
Name: images (29).jpeg
Views: 1
Size: 29.7 کلوبائٹ
ID: 12586071](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12586071&d=1675514973)
small recover karti hai jis ko ham retracememt b kehty hain.Is trading strategy main market dead cat bounce ko trend reversal samajna start ho jaty hain k market ab mazeed down jana stop ho gae hai or recovery wali condition main as jaaye gi. Ded cat Bounce trading strategy ka talluk market ke break out se bhi ho sakta hai Kyunki break out Ki surat mein market reverse trend mein chali jaati hai aur kabhi kanhi aisa hota hai ki market revers mein ja kar dobara se apne previous and ko follow karna shuru kar deti hai to aisy main dead cat bouncing trading strategy develop ho sakti hai.
![Click image for larger version
Name: images (28).jpeg
Views: 1
Size: 42.0 کلوبائٹ
ID: 12586072](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12586072&d=1675514986)
Dead Cat Bounce Candlestick Pattern.
Dead cat bounce candlestick pattern trading cahart kay kay kisi bhi side per develop ho salta hea yani kay top level
bhi ban sakta hea aur lower level main bhi ban sakta hea lakin dead cat bounce ko bullish trend samajna start ho jaty hain aur is tarha wo bullish trap ma pans jaty hain.Aur friends jab kay ye pattern usi security main useful sabit ho sakta hay jo long down trend mai ai ho albatah ham is main koi bhi time frame use kar sakty hain aur friends jab bhi is pattern main up turn ata hay to yahan per is bearish say bullish ki reversal ati hay aur kai traders is pattern ko reversal main trade karny kay liye use karty hain friends Kuch trader dead cat bounce ko trend reversal samajhna start ho jaty hain k market ab mazeed down jana stop ho gae hai aur recovery mode mein aa gai hai.
![Click image for larger version
Name: images (16).png
Views: 1
Size: 23.8 کلوبائٹ
ID: 12586073](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12586073&d=1675515003)
Trading at Dead Cat Bounce Candlestick Pattern.
Ded cat bounce candlestick pattern per trading karne kay liye trader ko trading chart ko bahut hi closely observe karna chahie Kyunki yah zyada tar bulish trend kay dauran dekhne Ko milta hai aur bahut hi short time period ke liye banta hai aur friends aap ko btata chaloon kay jab market apni strong downtrend ko continue kar rahi hoti hai aur us mein retracement karti hai aap ko hamesha is tarha kee situation lay bare mein carefully aur bahot hee attentive hona chahie dear traders dead cat bounce ke zariye aap judgement kar sakty hean kay previous support levels ko break kar k new levels low levels create karta ha, traders ko is small upward reversal ma confuse nhi hona chaiay is k liay unhain tahamul k sath achi position ka wait karna chaiay ta kay market further downfall ho jaaye aur is pattern kay develop hona kay baad aap trade open ker lain.