trading with matching high candle stick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading with matching high candle stick pattern
    what is matching high candle stick pattern



    matching high candle stick pattern aik bearish reversal candle stick pattern hota hey jes mein 2 bullish candle stick aik jaice he hote hein or forex market mein es kay upper janab koi shadow nahi hota hey or forex market mein es kay upper janab koi shadow nahi hota hey forex market mei buyer ka trend end honay walla hey buyer ka trend khatam honay walla hey seller nay currency kay assert price ko kam karnay ke teyare kar rehe hey



    identification matching high candle stick pattern



    pehle candle stick aik bare bullish candle stick ho ge jo keh forex chart kay upper hesay mein banay ge
    dosree candle stick aik gap kay sath open ho ge or yeh forex market mein ese he level par close ho jay ge yeh forex market mein pechle candle stick kay par open ho jay ge jes tarah pechle candle stick close hove the r pechle candle stick open hove ho ge


    best trading condition



    pehle candle stick bare bullish candle stick ho ge jo keh forex chart kay upper hesay mein banay ge ya forex market mein es level par close ho jay ge dosree candle stick aik gap kay sath open ho ge jes tarah pechle candle stick the yeh forex market mein es tarah close ho jate jes tarah pechle candle stick hove the yeh forex market mein pechle candle stick kay oper ope ho ge yeh forex market mein pechle candle stick kay oper open ho jate
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading with matching high candle stick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Matching High Candlesticks Pattern


    Matching high candlestick pattern two days candles ka aik bearish trend reversal hai, jiss main shamil dono candles same resistance ya top levels ko touch karti hai, lekin uss se ooper breakout nahi karti hai. Iss pattern ki aik khas baat ye hai k iss main shamil dono candles ka higher ya top same price ya level par hota hai. Matching high candlestick pattern main buyers market ko khas position tak ooper le kar jati hai, jahan par sellers active ho kar prices ko wapis downward push karti hai. Ye pattern prices k top main banne wale tweezers top candlestick chart pattern se melta julta hai.

    Click image for larger version

Name:	matching-high-pattern-green-red-square-bearish-reversal-japanese-candlestick-double-patterns-264.jpg
Views:	1
Size:	60.6 کلوبائٹ
ID:	12446107

    Candles Formation


    Matching high candlestick pattern prices k top ya bullish trend main uss waqat banata hai, jahan par buyers market main mazeed dilchaspi ka muzahira nahi karte hen, jiss se prices bearish trend reversal ko follow karna shoro karti hai. Pattern k top main banne wale iss pattern ki candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	1
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12446108

    1. First Candle: Tweezers top candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, aur iss ki main reason ye hai, k prices k pehle se market trend bullish ya uptrend hota hai. Ye candle market k prices ko ooper ki taraf push karne ki koshash karti hai.

    2. Second Candle: Matching high candlestick pattern ki dosri candle bhi same bullish candle hoti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle same pehli bullish candle k close price par close hoti hai, ya iss candle ka low pehli candle k low k in-line hoti hai.

    Explanation

    Matching high candlestick pattern price chart pattern main bullish trend k dowran sab se top position ya resistance level par banta hai, jahan se prices trend reversal ho jati hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss ki ki pehli candle aik bullish candle hoti hai. Bullish candle aik real body main banti hai, jo k prices ko ooper ki taraf push karti hai. Pattern ki dosri candle bhi same bullish candle hoti hai, jo same pehli candle k close price ki bajaye downward open ho kar bullish real body k sath same pehli candle k close price par close hoti hai. Pattern ki dono candles same resistance level banati hai, jahan se prices rebound hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	2
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12446106

    Trading

    Matching high candlestick pattern market main current trend k bar-aks bearish signal deta hai, jiss par sell ki entry hoti hai. Ye pattern prices ko ooper satah se rebound hone ki peshangoy karta hai. Pattern par trade enter karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur dosri candle k bottom par close honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought zone main honi chaheye. Jab k pattern k baad bullish candle banne par ye pattern in-valid ho jayega. Stop Loss pattern k sab se top ya dono candles k resistance level se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	2
Size:	23.6 کلوبائٹ
ID:	12446105
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: trading with matching high candle stick pattern

      TRADING WITH MATCHING HIGH CANDLESTICK PATTERN DEFINITION
      Matching high ek candle stick pattern hai matching high pattern jahir karta hai ke buyers ka trend khatam hone wala hai aur sellers wale ek makhsoos asset currency ki price kam karne ki taiyari kar rahe hain Haqeeqat Mein matching low Aksar Munfi pahal hun ke tasalsal ke pattern ke Taur per work karti hai reality main price pattern ke bad Kisi bhi direction Ja sakti hai aur Aksar yah niche ki taraf Jari rahti hai market niche ka trend hai Pahli candle Mein Ek lambi black niche real body hai candle ke Shadow kam ho sakte hain lekin yah matching close Hone Wali prices hai Jo important hai pattern Ke Piche nazriya yah Hai Ki dusri candle ki Pahli candle ke Kareeb se niche close hone mein nakami Bullish ke ulat jaane ke liye support level Paida karti hai IMkan hai ke bull support level ko spring board ke Taur per istemal karte hue rally ki koshish Karenge


      TRADING WITH MATCHING HIGH CANDLESTICK PATTERN OF LIMITATION
      Candlestick pattern mein profit ke target nahi hote lihaza matching low pattern ki Tijarat karte waqt yah tajiya per munhsir hai ke vah kab profit Lenge ke tajir analysis ke Ke digar tarike istemal Karen Jaisa ke price ki kaarvayi technical indicator ya Bare chart pattern Jo ke kam Tijarat signal ki tosik karne mein help Karen forex market Mein matching high candlestick pattern Ko Kisi bhi currency pair applied Kiya Ja sakta hai lekin aamtaur per USD JPY pAIr istemal Hota Hai yah pair apni high liquidity Aur utaar charhao Ke Liye Jana jata hai matching high candle stick pattern Ke Piche strategy simple hai is strategy ko dusre technical indicator Jaise Harkat pazir average ya relative strength ka Index se support Kiya jata hai

      TRADING WITH MATCHING HIGH AND THREE STAR IN THE SOUTH
      Investopedia tax investment ya financial service aur mashvara Farahm nahin karta hai information investor ke Makasid risk ki tolerance ya Kisi makhsoos investment ke Mali situation per kaur kiye bagair Pesh ki Jaati Hai aur ho sakta hai ke Tamam invester ke liye mozo na ho investment Mein Khatra Shamil Hai price zyada uchhalne Se Pahle Mazid tow session ke liye kam rahi hai

      اب آن لائن

      Working...
      X