What Is Kicker Pattern:
kicker candlestick pattern current trend k reversal ko show karta hai. yeh bullish aur bearish dono tarah ka hota hai, yeh bhout kam nazar anay wala pattern hai aur itna reliable bhe nahi hai. yeh Two opposite marubozu candles sa mil kar bnta hai jo price gap k sath open hoti hai, normaly yeh pattern tb bnta ha jb market ki moment aik perticular session mai one sided rahay, jis ma high ya low par close ho kar candles ki sirf real body reh jati ha aur koi shadow nhi hota hai. Kicking candlestick pattern Forex ke market Mein Ek Riverside Patra Hota Hai Jiski help se Ham market ke reversal trend ko acchi Tarah Se understand kar paate Hai Jay market ke new trands kicking candlestick patterns ke opposite Jaate Hain To is Waqt Ham bullish kicking candlestick patterns ko use Karke market ki conditions ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain market Mein bullish kicking patterns ki help se market ke downtrend ko acchi Tarah Se study Kiya Ja sakta hai bearish candlestick pattern upper or lower Shadow ke muqable mein bahut jyada Chhote Hote Hain lsv show ko bullish kicking candlestick patterns uptrend se start Karte Hain Jab Ke SLV shows ko Bearish kicking candlestick pattern downtrend se start Karte Hain market Mein bullish kicking candlestick pattern bearish candlestick pattern Ke sath start Hote Hai.
Bullish Kicking Candlestick Pattern :
Dear members bullish kicker two candles hain jo ik large bearish Candlestick k lower se start hota ha r dosri large Bullish Candlestick hoti ha jo price me ziada farq rkhti hai.Bullish candle k flat bottom hona chahiye r us me ek small size ki wick bnti ha jis me price ki movement ziada ni hoti is ly isy bullish kicker Candlestick pattern kehty hain. yeh pattern downtrend ma bnta ha is k bad trade open karnay k liay hmain next candle confirmation k tor par daikhni parti ha, is ma pehli candle lonv aur bearish hoti ha jis ko marubozu kahain gay, usk bad pehli aur dusri candle ma gap up ho ga, phr dusri candle long aur bullish ho gi, dono candles ko wicks nhi hon gi aur ye jitni long hon gi pattern ki utni hi reliability ziada ho ga.
Trading With Bullish Kicker Candlestick Pattern:
Bullish trend ka tasalsul barqarar rehne ki waja se market mazeed up (bullish) jayega, jo traders ko market me buy ki opportunity deti hai. Long term trading k leye perfect hai. Stop loss black candle k close position pe lagaya ja sakta hai. Bullish kicking candlestick pattern prices k bottom par banne ki waja se market main buyers active ho jate hen. Pattern ki pehli candle prices ko mazeed nechay ki taraf push karne par majboor karne ki koshash karti hai, lekin iss position par high demand hone ki waja se aisa mumkin nahi ho pata hai. Pattern par trade enter karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jiss ka open price apne close price k nechay hona chaheye aur dosri candle k upper side par close honi chaheye. Lekin agar confirmation candle aik bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par trade entry nahi karni chaheye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим