What is Hook Reversal Candlesticks Pattern?
Dear friends Hook reversal pattern 2 candlestick per mushtamil Hota Hai Isko analyse karna bahut Aasan hai is Mein sabse pahle is downtrend aur uptrend Ka progress Mein Hona bahut jaruri hai dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri hai aur Teesra second candle ka first candle ke ke andar Banna zaroori hai number aur chauthe number per second candle k higher low r lower high hona chahiye r ye market trend k color ko red (down trend) ko green(uptrend) me tabdail kr deta hai is me dono candle k size me ziada fraq ni hota, ya ye green(uptrend) ko red(downtrend) man tabdeel ker deta ha. .
Types of hook reversal candlesticks pattern:
Bullish hook reversal pattern:
Dear forex members Market Mein use Waqt Banta Hai Jab market downtrend ke andar move kar rahi ho aur vahan per jo bearish ki candles ka close hai to use thoda Upar Ek bullish candle open ho yani ke inke close or open Mein Thoda Sa Fark Ho Jo bullish candle banaa hai vah thoda sa Upar Ho previous bearish candle ke closs Se To fir Uske bad ismein bullish candle ki ek series Banti Jaaye Upar ki taraf to use Waqt hook reversal pattern banta hai aur is market mein agar Ham buy ki trade Lagate Hain To Hamen kachha profit Hasil kar sakte hain .
Bearish Hook reversal pattern:
Dear my friends Chart ke andar ya pattern ose Waqt Banta Hai Jab bullish candlestick ki ek series ban rahi ho aur Market up Trend ke andar ho to Uske bad bullish candles jahan par close Hui Hai To usse thoda niche bearish candle open Ho Jaati Hai Aur FIR bearish candles ke open hone ke bad bearish candle uski Ek series Ban jaati hai aur Market downtrend ke andar Chale Jaati Hai To is waqt ham ko jo chart main pattern milta hai wo bearish hook reversal pattern hota Hain aur isase ham bahut hi jyada fayda Utha sakte hain Agar Ham ismein sell ki trade Lagate Hain To Hamen Ek Achcha profit ho sakta hai .
Trading with Hook Reversal Pattern:
Mery aziz dosto Is pattern man trader ko "Stop loss aur Take profit" k liye technical indicators ko use kerna chaheye, q k "Hook Reversal Pattern" sirf trend reversal k bara man batata ha lakin kitna move kara ga ye nahe batata.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим