What is Fundamental Analysis :
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Fundamental Analysis :
    Introduction:

    Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading. Forex members Market mein jb ap complete present hoty hain. Tu AP ko market ki movement ka andza hota hay key kis janib move kr rahy hay. Aur ap basani apni entry point find kr skty hain. Aj ki post fundamental analysis hay. Jis ki mukaml details AP ko btaoun gi Aur ap ko bht faida Hoga.


    Definition of Fundamental Analysis:

    Forex friends account aur finance mein fundamental analysis macaronic or micronomic key different awvami ki analysis key zyarie see security ki value ka idea lagane ka 1 tareeka ka hay. Fundamental analysis ka basic maksad Kisi security ki andruni value ka idealagana hay. Financial market aur Forex trading Mein trading ki help key liye us ki andruni price ka mawzaza Us key market ki present price see lagaya jata hay.


    Click image for larger version

Name:	fundamental-analysis-in-forex.jpg
Views:	1
Size:	115.5 کلوبائٹ
ID:	12585765



    Identification :

    Forex member Fundamental analysis aek intehayej amia point view hay. Jis key liye bahuot zyada accounting finance aur economics ki knowledge ki zarurat hoti hay. Fundamental analysis main economic ki basic knowledge Aur os ki sath mat lu bus stop ki market ki value aur historical data ki zarurat hoti hay. Kisi stock ya Kisi company ki historical data uski Aane Wale analysis Mein asani key sath sath us ki behtree mein bhi important hoti hay.

    Click image for larger version

Name:	GettyImages-1058454392-85c8277555c6451d9cf79b5b26ca58ab.jpg
Views:	1
Size:	130.5 کلوبائٹ
ID:	12585766


    ​Explanation of fundamental analysis:


    Forex friends Fundamental analysis ya to upper sy down yaeh down see upper ki taraf ho sakti hay. Aek investor Jo upper see down ki unkte nazar ko follow karta hay. Economy ki overall condition ka aziya karta hay. Investor mukhtalif economic amomil Jaisey interest rates inflation or GDP key levels Ka tajiya Karke economics ki overall Simat ka to in karne ki koshish karta hay. Aur un aman Ki nishani karta hay. Jo Sharma ya Kari mein best hotey hain. Top down approach Mein ISI pahly ko Dekhty hue analysis pahle market ki overall condition ko mawazna market ki best kargar degi dekhney wale amamil see karta hay. aur is mein wah muntakhib bhi karta hay.


    Treadingwith fundamental analysis:

    Dear member fundamental analysis Ham apni trading mein Karke achi earning kar saktey hain. Fundamental analysis hamare liye bahuot zyada helpful ho saktey hain. Bottom top analysis Mein investor market Key Bade paimane per tajziya karne ki bjaeay pahly choy choty amamil ko madine najar rakhta hay. Bottom top analysis mein investor infaradi taur per stock ka tajiya karte Hain. Jo un key Khayal mein yeah market key overall tajiya karne se bahut best result Deta Hai bottom top analysis basically macronomic per markooz hoti hay. Jesy har aek kam mein Infra di taur per behtry key liye use Kiya jata hay.

    Click image for larger version

Name:	how-to-combine-fundamental-technical-analysis_body_2019_03_07_14_19_46_IG_Trading_Platform_Sprea.png
Views:	2
Size:	21.2 کلوبائٹ
ID:	12585767
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Fundamental Analysis :

    Fundamental analysis?Hello ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge Aaj Ham fundamental analysis karne ja rahe hain, fundamental overlock Ek Aisa behtarin formula Hota Hai Jiski madad se Kafi trader fayda uthate hain aur benefit uthakar trade Karte Hain. Fundamental trading coffee strong trading hoti hai aur Agar fundamental Kafi strong kiya jaaye to Kafi behtarin iski psychology ki taraf Aate Hain.Click image for larger version

Name:	images (31).jpeg
Views:	1
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12445861Fundamental psychology?
    Fundamental Ek aisa jariya hota hai jo trader ko Kafi benefit aur fayda deta hai aaj Ham Ek trader fundamental se Kis Tarah fayda uthata Hai explain karne ja rahe hain . Mere Pyare doston fundamental Ki Baat yah Hai Ki Jaise hi koi news market ke related Aati Hai To trader use news ko Lekar Har chij bye Karte Hain Jaisa ki Gold per trader Aakar buyer Aate Hain. Aur is movement ko Dekhte Hue Koi news Aati Hai Ke Rasiya aur ukrain Ki Jung ho rahi hai. Is news ko Dekhte hi Kafi trader Ne iska impact ka fayda uthaya aur is Impact ka fayda yah hai ki Inki market gold ki market Upar Chali Gai aur Kham Tel ki market bhi Upar Chali Gai jisse Kafi profit Hua unko aur crude oil ki market Mein Kafi benefit Diya trader ko. Kyunki Jaise hi fundamental impact padta hai to market Upar Chali Jaati Hai Ya niche Chali Jaati Hai Ab Jaise elon mask ki news I ke vah Bitcoin Mein invest kar raha hai. So BTC ki market Kafi profit generate Karva kar deti hai UN traders ko jo news per Najar Dale Baithe hote hain aur news Ka Intezar kar rahe hote hain matlab yah hai ki fundamental ka matlab yah hai ki news ki trade.

    Click image for larger version

Name:	download (1) (4).jpeg
Views:	8
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12445860
    • #3 Collapse

      Re: What is Fundamental Analysis :

      WHAT IS FUNDAMENTAL ANALYSIS DEFINITION
      Fundamental analysis Ek Aisa Tarika hai Jo stock ya security ki price ka taun karne ke liye Lagu Hota Hai is main company ke management business model financial ratios financial statement aur dusre Metrics ka analysis Shamil Hai buniyadi baten economic condition macro economics data aur industry Trend Kabhi Hawala de sakti hai Aakhri maksad Ek Aisi numbers ka tayun karna hai Jiska Ek invester security ki current price ke sath mavazna kar sakta hai take ya Maloom Kiya Ja sake yah dusre invester ke zarie security ki value kam hai ya usse zyada hai fundamental analysis investor ki value ka andaza Lagane ke liye aawami Taur per available financial data ka istemal karta hai investment use Waqt Ada ho jayegi Jab market buniyadi asulu Tak pahunch Jayegi is ke alava aur uski brand value aur aur dusre common factors market Mein uski socio Aur economic position ko Zahir Karte Hain

      TYPES OF FUNDAMENTAL ANALYSIS
      Fundamental analysis ki types Mein FA bahut se Shubhu Mein istemal Hota Hai aur usse do types mein taksim Kiya jata hai wasi tar market mein consumer behavior demand aur company ki pahchan uska maksad on savalat ke jababat Ka Pata lagana hai mikdari analysis statistics reports aur data ki taraf mail Hota Hai yah mukmmal Taur per iSKe financial statements seh mahi karkrdgi balance sheets debt cash flow parmabni hai Forex Mein fundamental analysis karte hue experts currency ki relative value para social political aur Market ke Asar o rasok ki ahtiyat se pimesh Karte Hain Is Tarah yah Forex traders ko yah samajhne Mein help karta hai ke currency ki intrinsic value ko kya chij chalati hai aur investing ki danishmandansa decision Karte Hain fundamental analysis data ke teen set istemal karta hai vo company ke shares ki price ke comprehensive analysis ke liye yaksha aur par important hai

      FUNDAMENTAL ANALYSIS WORK
      Fundamental analysis Upar Se Niche yah niche Tak ka tarika istemal kar sakta hai top down approach macro level se start Hota Hai aur company ki level Tak work karta hai motabadil Taur per niche se upar ka nukta Najar niche se upar ka nukta Nazar micro level se start Hota Hai Kyunki company ki strength aur long term slahat per zor deta hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is Fundamental Analysis :

        Aslamoalekum members kia hall hain ap sab kay . Main umed krti hon ap sab kheryt sy hon gay r apka trading week boht achay sy guzar rha hoga . To aj hm jis topic pr discuss krny waly hain uska name fundamental analysis hy. Ab ham chl k dekhty hy k yeh hain kia . Or iski basics kia hain.

        what is fundamental analysis

        Bunyadi tajziya bazaro ka jaiza lany ka ak treqa hay jo ksi asasy ki munasib keemat tlash krny kay liye muta adid data zaraye ka istmal krta hay. Takneqi tajziya kay bar aks jo khalis keemat ki karwai or nazar ata hay yeh security ki taqatwar or kamzoriyo ki aik jamey tasweer bnata hay . Ap aksar bunyadi tajziya sunygy jin ka zikar khredny ky lye stock talash karny kay tor par kia gaya hay. Lekin haqeeqat main yeh tajiro kay zariye mutadid mukhtlif asaso ki claso main istmal hota hay . Forex main , misal kay tor pr ak bunyadi tajir ksi asy data ki janch partal kryga jis ka currency kay joray ki qeemat pr ahm asar parnay ka imkanat hon gy , jesay kat ma shi data , seyasi awamil ya qudrati afat kay asrat b is main shamil hain. Fundamental analysis is bat pr mubni hay ky har asasy ki aik munasib keemat hoti hay. Or yeh KY Jab KY marketen arzi tor pr ksi asasy ki keemat zyada ya kam kr sakti hein akhir kar is keemat ki is munsifana qadar pr mamol pr ani chaye .

        What is fundamental analysis trading forex

        Fundamental analysis mashi ,smaji or syasi quwato ka tajziya kar kay forex market ko dekhnay ka treqa hay jo currency ki keemato ko mutasir kr sakti hay. Agar al is kay bary main sochty hain to yeh bht mani rkhta hay. Bilkul wesy he jasy apki economics 101 class main yeh talab or rasad hy jo keemat ki tayun krti hay , ya hmary mamly main currency ka sharah mubadala krti hay. Is qisam m tajziye kay pichay khyal yeh hay k agar ksi mulk ka mojoda ya mustaqbil ka muashi nuqta nazar acha hat to uski currency ko har hal main hr treeqy say mzbot hona chaye. Agar esa na hua to wh mulk mashi tor pr km hoga . Ksi mulk ki mashiyat jitni zeadq behtr hogi . Utnay he zeada ger mulki karobar or sarmaya kr is mulk main sarmaya kari krengy is ky nateejy main in asaso ko hasil krny ky liye is mulk ki currency khredny ki zrort hoti hay.

        what are the components of fundamental analysis

        Miqdari bunyadi tajziya kay chand anasir EPS , P/E tanasub P/B tanasub qarz / activity tansub hain. Yeh in chand bunyadi isharo main say hain jo company /stock ky bary maun gehrai say smjhny main apki madad karty hain.
        Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	7
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12445916

        How to start fundamental analysis

        Company k bunyadi asolo ka tajziya krny k liye apko 5 6 marahil or amal krny ki zrort hay. Pehly company ko smjhen. Ibtadai screening k liye mali tanasub ka istmal kren . Company ki maliyati reports ka kreeb sy mutalia kren. Company ky hareefo ko talash kren or in ka mutalia kren . Company ka qarz cheq kren or hareefo say mawazna kreb . Company k mustaqbil ka imkanat ka tajziya kren . Is Tarah kay bunyadi ishary ka mutalia krny say ap.achay treqy say aghaz kr skty hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X