Force Index Oscillators Indicator Benifits.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Force Index Oscillators Indicator Benifits.
    Friends abhi ham Force index oscillator ke bare mein baat krian gay force index oscillator ko trend ki strength ko napne ke liye istemal kiya jata hai aur us ka tarika kar kuch Is trah say hota hai kay oscillator hamain security ki price movement aur volume ko use kar kay inki calculations ki basis per trend ki strength aur trend kay reversal points ka batata hay is oscillator ko use karte hue trading trader trading market ki current situation se baat khub waqif reh sakty hain friends force index oscillator aik momentum base trading indicator bhi ho sakta hai jo hamen aur RSI indicator ki tarah market ki overbought ya oversold ka bhi nai batataaur is liye hamain is kay sath baqi indicators jaisy keh simple moving average ya price action ko bhi use karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	2
Size:	29.2 کلوبائٹ
ID:	12585706

    Force Force index Oscillator Indicator.

    Force index oscillator basically oscillator family se talluk Rakhta hai aur bahut hi ewsful trading indicator Hai Jisko samajhne ke liye trader ko zyada mushkil nahin karni hoti kyun kay is ki trading strategy normal other trading indicators jaisi hoti hea friends jesa kay main aap ko pehly bhi bta chuka houn kay momentum or volume ko use karta hai price movement ki strength ko mahloom karny k lae is bena par he ye market ki movement ko predict karta hai.Friends indicator ka period jetna long ho ga etni he smooth ye trajectory banae ga aur is kay against time period jetna short ho ga ye indicator utni he volatile trajectory produce kary ga aur aapko is trajectory ko hi find out karna hota hai profitable trading karne ke liye aur analysis karne ke liye friends aur jub ye zero say uper hota hai to eska matlab hai kay market uptrend ma hai or jb ye value zero sy below ho to ye volume down trend ma hota hai aur is indicator ka period jetna long ho ga etni he smooth ye trajectory banae ga.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12585707

    Trading at Force index Oscillator Indicator.

    Force index oscillator indicator per trading karne ke liye iski Tamam values ko bahut hi carefully focus Karke important Karni chahie kyun kay is ki calculation ke hisab se agar aap trading Karenge to aapko bahut hi fayda Hasil ho sakta hai other wise aap ko loss bhi ho sakta hai aur force index main strength decrease ho rehi ho tou hamain trend change ki indication mil rahi hoti hai ky Aesy time per jab market main force index ki strength decrease ho rehi hoti hai tou hamain previous trend per open ki jany wali trade ko close ker lena chahiay aur friends aap ko btata chaloon kay force index oscillator hamain same trend main market ki movement ki strength shoe kerta rehy tou hamain trade continue rakhni chahiay. Friends aap ki judgement in indicators aur oscillators ke bare mein jitni acchi ho gi In ki judgement ki base per aap utani hi acchi trading kar sakte hain aur Market say achcha profit hasil karne mein kamyab ho sakte hain is liye trader ko chahie ke in per proper learning aur knowledge ke baad hi koi bhi trade open Karen.

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	5
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12585708
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Force Index Oscillators Indicator Benifits.

    Explanation ;-

    Aap nay acha topic share kiya hai forex index yeh bhot important topic hai hum is say kafi benefit utha saktay hain yeh index agr hum dahkain to oscillator ki jo window hoti hai us mai show hota hai or is ko hum technical analysis ka liye use karta hain ta ka analysis acha ho sakay.

    Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	1
Size:	32.4 کلوبائٹ
ID:	12445737

    Is say hum log trend ki strength or trend ka reversal point ko maloom kar saktay hain is ka liye hum log oscillator ki price ki movement or volume ko use kar ka calculate kar ka hasil karta hain or yeh bi maloom hota hay tend positive hai ya negative taa k hum log aik achi trade trend ka mutabik open kar sakain.

    Force index ki calculation ;-

    Hum log is mai price index ki calculation ko aaram say kar sakta hain or is ko karna ka liye hum log current jo period hai us ko or jo close period hay us ko aapas mai minus kartay hain or is ka baad volume k sath multiply karta hian or hum log phir is ki effectivity ka liye exponential moving average ka sath is ko formulate karta hain.

    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	5
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12445738

    Is ka matlab hai hum last kuch periods ki exponential moving average ko multiply kartay hian volume ka sath or agr hum dekhain to thirteen period select hon gay or in ko barhaya bhi ja sakta hai.

    Force index ki validity ;-

    Is mai hum log big time frame matlab daily jo presumed kiya geya hai is ka effect or is k badla mai short time frame jo h4 matlab low par is ki effectivity sabit nahi hai tab agar hum nay is index ki calculation kartni hai to hamy is ka liya number of periods ki selection lazmi karni hoti hai warna nahi hota calculate agr hum log kuch din k liye apni trade ko hold karta hain to hum log 14-20 period par calculate kar ka trade ko aaram say kar sakta hain.

    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	2
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12445739

    Or is ka ulta agr hum log trade ko lamba period k liye hold kartay hain to hum is ka liye 50 say kar 100 tuk period long karna hon gain is liye huma is ko use karnay say pehla lazmi is ka baray mai knowledge haisl kar lana chaiye warna loss ka samna karna paray ga.Ager market price swing high banaey lakin force index indicator large swing ko banae to yeh bearish reversal ka signal bhi k market price next movement main decline ho jaen gi. Isi terha ager market price swing low large banae or forex index indicator swing high banae to yeh bullish trend reversal ka signal ha or market prices next movement mainn uptrend main jana start ho jaen gi.

    اب آن لائن

    Working...
    X