What Is Average True Range Indicator in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Average True Range Indicator in forex trading?
    Assalam walekum dear Forex friends ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur for study Business mein acchi working quality ke sath market Se achcha profit bhi hasil kar rahe honge dear friends for extra din business Mein Jab aap kaam karte hain to aapko apni decision making karne ke liye different indicators ki madad se market ko analysis karna Hota Hai aur jitni strong aapki analysis power hoti hai aapko usi ke mutabik market se profit hasil karne ka mauka milta Hai Kyunki yah business totally aapki analysis power per depend karta hai isiliye aaj Ham jis indicator ko discuss karenge vah Hai average tu range indicator Aur main ummid Karti Hun ki ismein ram ki jaane wali information aapko is indicator ko samajhne mein bahut jyada madad degi.


    What is Average True Range Indicator?

    Dear forex member average Tru range Ek simple but bahut Maqbool indicator Hai Jaise market Ki Vo little t yani Utar chadhao ki Nishan Dahi karne ke liye design Kiya Gaya Hai average Tu range indicator ko jwells welder 1978 apni book new concept in technical trading system Mein iski tafseel Bayan Ki Hai jyadatar dusre indicators ke Barak CJ indicator trade ko entry point provide Nahin karte hain average Tru range ko market ke vo little Ti yani utaar chadhav ke liye design Kiya Gaya Hai traders ke liye trading ke dauran vo little Tiki level ko jana Shayad sabse jyada mohfeed hai aur jab Baat aapki take profit aur Star Plus ke tohin karne ki ho to iski ahmiyat Aur Bhi badh Jaati Hai take profit aur stop loss ki salahiyat ne average true range indicator ko traders ke liye Maqbool tareen tools mein se ek Banaya Diya Hai.

    Click image for larger version

Name:	ATR-Indicator-EURUSD.jpg
Views:	1
Size:	68.4 کلوبائٹ
ID:	12585705

    Calculation of ART Indicator:

    Dear forex member average true range indicator ki calculation ki ik proper technique hoti Hai jismein do lines ki maded se True range aur average True range ki pahle calculation karni hai.

    High - Low
    High - Previous Close
    Low - Previous Close

    Average True range Number Ko Maloom karna hai Jiske Liye darjazel formula istemal kiya jata hai.

    Current ATR = (Prior ATR × 13) + Current TR / 14

    Multiply the previous 14 - day atr by 13.
    Add the most recent days TR value.
    Divide the total by 14.

    Trading Strategy:

    Dear forex member Average true range indicator Ek bahut hi unique indicator hai isi ly yah bahut jyada popular Hai ya indicator trading ke liye entry point provide nahin karta hai but wo sary points batata Hai Jinko trading ke dauran zyada importance Nahin Di Jaati Hai market Ki votality ka theek ho jana Intha hi zaruri hai Kyunki iski bad aapane sirf decide kar sakta hai ke aaya yah maksus market aapki trading techniques ke liye or jab aap Karte Hain indicator aapke take profit aur top loss mein bhi aapki help kar sakta hai yah indicator Ek acche risk management ke bare hissa hai Taur per average Kyon range indicator ko Apne analysis Mein use karna Jaruri hai forex market Mein every true range indicator Hamen Kisi bhi currency pair ki range batata hai ki yah currency per ek time mein kitni movement kar sakta hai average True range indicator se Ham market mein movement ko note kar sakte hain aur revers side per rateing ky zarye hm market se achcha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	ATR-Indicator-Trading-Strategy-Average-True-Range-trading-rush-patreon-patron-1-ATR-stop-loss-0.png
Views:	1
Size:	55.5 کلوبائٹ
ID:	12585704
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is Average True Range Indicator in forex trading?

    Introduction ATR ;-

    Stop loss use karna zroor chahiye ta k ap ko awi bara loss na ho agar ap short term trading karty ho ya long term trading karty ho stop loss ko to har trade ka hissa bana lena chahiye is ka faida hi hai agar ap use kary gy to q k market ki movement k bary me 100 percent koi b nahi keh sakta k kidar ko move kary gi is liye ap ko chahiye stop loss use kary agar ap stop loss use nahi kary gy to kya pata market ap k against move kar jaye or ap ko loss ho jaye or kabhi to market kafi move kar jati hai against kya pata account hi wash ho jaye is liye agar ap ko trading ati hai ya nahi ap ko chahiye k ap stop loss zroor use kary ta k ap bilawaja big loss sy or account wash hony k khatry sy bach jaye .

    Importence ATR ;-

    Traders ko chahiye ke woh trading Karte Hai Karte The Hamesha stop loss use current or stop loss Se Bhi Jyada Bada Hona Kyunki Agar Bada stop loss hoga to lost jyada ho jayega aur whose laws ko recover karna impossible Ho Jayega isliye traders ko chahiye kya trading Kartik reasonable Star Plus use Karke trading trading stock mass 40 use nahi karenge so traders kaun kaun. So sakta hai Ismail traders ko chahiye kya trading karte huye stop loss chalo use kare aur Apne Gaon ko bade naseebon se saaf Rakhe.

    Helpful for Long term trading ;-

    Long term key base par trading karna profitable be ho sakta hay magar es me loss hony ka be traders ko dar hota hay, long term key trades me agar stop loss na lagya jaye to esy orders big loss ki taraf asani se move kar sakty hey, Average true rang (ATR) technical stop loss point ko use karny key ley behtar indicator samja jata hay, ATR indicator traders ko market reversal points ki information ya signals de sakty hey es se traders apny buy ya sell orders me esy points ko find karny me asani rehti hay jo key market ki true range ho sakti hay aur esi point par stop loss order ka place karna traders key ley bahot zarori hota hay.

    Best Anylesis of ATR for trading ;-

    Average True Rang indicator ATR aik aisa indicator hai jo apko pip ya points catch krny ki opportunity provide krta hai aor apko aisa data deta hai ho normal ankh nhi dekh skti hai mean to say ky hidden data provide krta hai behind the scene wali bat hai is ma apko average true range milti hai aik average moving indicators apko provide krty hain jo near about value hoti hai lkn ATR indicator apko average true mean actual prefect authentic range provide krta hai ta ky apko market ki actual position aor situation ka andaza ho sky aor ap perfect tareeky sy market ko smjh sko aoky leay best information aor happy news yeh hai ky yeh indicator meta trader 4 ma hai aor free hai apko bahot sary achy indicators purchase krny prty hai lkn unki information bhi ini perfect nhi hoti hai jitni ky apko average true rang indicator deta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X