What is Parabolic Sar Indicator in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Parabolic Sar Indicator in Forex Trading.
    Assalamu alaikum dear Pakistan forex forum member dear forex market Mein technical analysis ko perform karne ke liye Ham dekhte hain ki hamare pass different trading tools or indicators hote hain jinka Ham forex market Mein istemal kar sakte hain agar aap different technical indicators or tool ka istemal acchi tarike se karenge to ismein aapko kamyabi mil sakti hai kyunki technical analysis ke liye technical indicator Ka istemal Karna jyada jaruri hote hain ISI Tarah ki information Mein aaj aapke sath ek indicator ke bare mein share karna chahta hun.

    PARABOLIC SAR INDICATOR: Dear forex members Parabolic Stop And Reverse (SAR) aik trend following indicator hai, jo kay price reversal ko identify karny kay liey istemaal kiya jaata hai. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahi tarha sy istemaal karna jaanta hai to ess sy traders ko trend ke simt kat andaza hota hai aur ye matket main entry aur exit points kay liey madad karta hay aur es ka sath sath ye trailing stops ko place karny main bhe madad karta hai. Dear members is main dekh sakty hain ky jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to is baat ka matlab hota hy ky trend tabdeel ho raha hy. Aur ye wakt behtareen hota hy ky apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain ky uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa ky baki tamam indicators ko money management sy use karty hain is indicator k signal ko bhi bhout carefully istemaal kiya jey tb hi hmy achy advantages hasil ho sakty hain.


    FUNCTION OF PARABOLIC: Dear Parabolic Sar And Reverse ko dekhny kay liey chart par aapko series of dots ya dashes nazar aain ge, ye dot ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aain ge. Jab ye dono cross karty hain to es ka matlab hota hai kay trend khatam hony kay imkanaat hain aur hum apni positions ko band kar sakty hain.

    i). CHART ANALYSIS: Dear Forex members Jo series of dots aapko chart pe nazar aaty hain wo chartbpe price sy thora neechy kahsoos fasly par hoty hain jab market uptrend main hoti hai. Aur esi tarha jab market downtrend main hoty hai to dots aapko price action kay oper nazar aaty hain.

    ii). TRADING ON PARABOLIC SAR INDICATOR: Dear forex members Jesa kay humhain maloom hai kay har trend ka end zaroor hota hai aur trend tabdeel hota hai. Jesy he marjet price reversal kay qareeb jaati hai parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hai. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hai to es baat kay chances hoty hain kay trend badalny wala hai.

    iii). IMPORTANCE: Dear Jesa ky ap uper dee hui tasveer main dekh sakty hain kay jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to es baat ka matlab hota hai kay trend tabdeel ho raha hai. Aur ye wakt behtareen hota hai kay apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain kay uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa kay baki indicators ko money management sy use karty hain ess indicator k signal ko bhe dheyaan sy istemaal kiya jaay.

    iv). EXPLANATION: Dear market main jab ap kam karty hain to apko ik achy experience ki zarorat hoti hai. Jab ap different factors par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Indicator ap ko bhoy zayda madad dety hain ap ko ik entery achi mail jati hai. Parabolic indicator b ik esa indicator hai jis ko ap easily apni trading main shamil kar k apni trading ko successful bana lety hain.Parabolic SAR indicator market k trend k mutabiq dots ki sorat me move karta hai. Jab bhi aik trend reversal hota hai, to us point pe indicator bhi apne dots chart k mutabiq shift karta hai, lekin yahan pe ye point note karna chaheye, k agar ye dots opposite trend me teen se ziada hone lagay to market se exit kar jayen, lekin short fake reversal signal se bachne k leye kam az kam teen dots tak ka intezar zaror karen.

اب آن لائن

Working...
X