Forex Trading ka Matlab trading k liay aik currency ko dosri se exchange krna hy.Comoanies aur traders forex trading ko do main reasons ki waja se istamal krtay hain speculations aur hedging.Speculations ka istamal traders currency k utar charhao se profit k liay krtay hain jab kay hedging ka istamal overseas market main manufacturing aur sales ki prices ko lock krne k liay kia jata hay.
Types of Forex Traders
The Scalper
The Day Trader
The Swing Trader
The Position Trader
Scalp Trading
Scalping aik aisa trading style hay Jo kay price main small change se profit leta hay aur resale se fast profit leta hay.Scalping trader main strict exit policey honi chahiye q Kay aik bara loss trade main kiay gae small profits ko khatam kr sakta hay.Scalping main profit bohat rare hota hay q Kay is main trader better traders aur institutes se compete kr Raha hota hay.Simple words main scalping aik aisi technique hay jis main traderim demand items ko purchase krta hay aur phir in ko profit k liay sell kr deta hay.
Day Trading
Day trading main trader same day main different securities aur stock buy aur sell krta hay aur phir same day main unko profit k liay sell krta hay.
Day trading main nae traders ko in points ka khayal rakhna chahiye.Day trading Sirf long run main faida deti hay jab traders isko seriously lain aur research k bad kaam shiru krien.Isliay phlay list bnaien k apko kn say stock kharidna Hain.Company stock aur market ki information honi chahiye.Hr trade per Kitna capital ka risk Le saktay Hain usko separate kr dain.Zyada traders apni her trade per 1 ya 2 Percent se Kam risk letay Hain.Day trade main investment surplus funds se hoti hay jis main ap loss ka risk letay Hain.
Scalp Trading aik aisi situation hay jis main traders aik financial asset ko Kam time k liay hold krtay hain Jess Kay 2 se 5 minute aur scalp Trading main trader ko daily basis per bht si trades lagana hoti Hain.Jab Kay day trading main traders zyada time k liay stock hold kr saktay hain.
Scalp Trading vs Day Trading
Scalp Trading main aik din main bht si trades lagai jati Hain aur small profit margin per trade close ki jati Hain jab kay day trading main zyada time k liay bi trade kr saktay Hain .
Scalping means more frequent trades small profits aur Kam risk. Jab kay day trading main kan trades zayada profit margins aur zayda risk kia jata hay.
Which is more profitable?
Intraday Trading ka Matlab market close honay se phlay same day main stocks ko buy aur sell krna.
Intraday Trading main market ko track krna hota hay aur same day main aik achi opportunity dakh kr stock ko buy ya sell krtay hain.Intraday traders k liay fast profit bnanay ka aik acha tariqa hay agar ap ne sai stocks main invest kia ho.Koi bi trade laganay se phlay aur techniques k istamal se phlay uska mukamal knowledge Hona zarori hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим