Over Bought And Over Sold Relative Strength Index.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over Bought And Over Sold Relative Strength Index.
    Assalamu Alaikum dear friend Umeed Karti Hoon Harriet se Honge aur Forex trading Mein acchi running kar rahe Honge Jab aap is market Mein Apni earning ko increase karna chahte hain to aapko different factors per study karna hoti hai aur Market ko acche tarike se focus karna hota hai agar aap market Mein proper time Dete Hain aur different time frames Mein analysis Karke trading karte hain to aapko maximum advantages available hote hain isliye aapko is market Mein Apne analysis ko strong karna hoga aur demo account per acchi Tarah practis karna Hogi Jab aap daily hard work ke sath kam Karenge to aapko is market Mein fayda Milega koi bhi business Ho usmein hard work karna padta hai Forex forum Bhi Ek Aisa international business hai jo Puri world mein famous hai agar Ham ismein hard work karte hain aur daily ka target complete Karte Hain To yah Hamen bonus provide karta hai aur is per Ham trading kar sakte hain market Mein different indicators available Hote Hain Har indicators ko samajhne ke liye aapke pass information Jaruri hoti hai agar aap is market Mein best indicators ko select Karke trading karte hain to aapko Achcha profit Mil Jata Hai Aaj Main relative strength index indicator ke related information share karungi jisse aap acchi earning kar sakte hain.

    What is Relative Strength Index Indicators In Forex Market:

    Dear forex member Forex trading market Mein RSI Jenny relative strength index indicator Ek Mary indicator hai aur Si indicator ka use sabse Aasan aur sabse Jyada Kiya Jata Hai Forex trading market Mein RSI indicator ki reliabilities Jyada hone ki vajah se takriban Sare platform isko support Bhi Karte Hain aur is ko is default use Bhi Kiya Jata Hai RSI indicator per paimaish ke liye zero Se Lekar hundred tak ki points Hote Hain Jisko normali 0,30,50,70 or 100 ke digit se show Kiya jata hai aur Si indicator Mein value Ek line graph ki Shakal paimaish ke hisab se movement Karti rahti hai jisse Hamen use currency jode ke Trend ke police ya bearish Harkat Ka Pata Chalta Hai RSI indicator Mein Do position bahut important Hai Ek Ko overbought aur dusre ko oversold Kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	400px-RSIwiki.gif
Views:	27
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12585584

    RSI = 100 - [100/ (1 + Average of upward Price Change / Average of Downward Price Change )]

    Oversold Level:

    Dear forex member RSI indicator ki value 30 aur 70 Ke Darmiyan normal tasawar ki Jaati Hai but Agar market ki value 30 se down Jaati Hai To isko over sold Kaha Jata Hai Kuchh platform per yah value 20 aur 80 Ke Darmiyan Di Jaati Hai Jab Ke 50 ka area jyadatar natural hi tasawar kiya jata hai bear is trendz down trend Mein RSI indicator 10 or 60 Ke Darmiyan Rehta Hai Jab Ke 50 aur 60 ka zone resistance ke Taur per kam karta hai traders ko chahie ki Jab Bhi RSI indicator Mein value 37 Lo yani over sold Jon Mein a Jaaye to trade ko bye Karen Kyunki is position per Jyada chances Hote Hain Ki market Jahan Se Wapas Jayegi.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-01T210244.657.jpeg
Views:	42
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12585585

    Overbought Level:

    Dear forex member Agar RSI indicator Mein value 70 se upar Chali Jaaye to yah Over-Bought Kehlata Hai. Kuchh platform Mein yah level 80 Ka Hota Hai bullish trend ya up trend Mein RSI indicator Photo se 90 Kedar Mein Aana rahata Hai Jab Ke 40 se 50 ka zone support ke Taur per kam Karta Hai RSI indicator ke Over-Bought position pay trading ke liye jaruri hai ke indicator Mein value 70 se upar Ho Kyunki is position per Trend ke reversal ke chances jyada hai aur traders ko Sel ke trades Lagane chahie.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-01T210546.102.jpeg
Views:	6
Size:	35.7 کلوبائٹ
ID:	12585586
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over Bought And Over Sold Relative Strength Index.

    What is over baught

    Hello dear trader bahut he important topic ha bahut sary new trader ko nai pata jota market ka market jab move karti ha to ue 1 e side pa nai jati market main 1 move end hony wala ha or ap usi driection main entry le lety han jis waja sa ap ko nuksan ka samna karna parta ha market ka trend buy ka ha lakin market itna move kar chuki ha ka trend end hony ko ha to ye condition market ki overbaught condition hoti ha is ko samjhna lazmi ha taky ap market main loss na karen.

    What is overslod

    Upar ham na overbaught ka bary main parha ha overslod bhe same usi tarah e ha lakin us ka opposite hota ha jasy market ka sell trend end howa ha to wahan market oversold ho jati ha wahan sell karna kafi khatarnak hota ha bas ap is ko samjh len to ap nuksan sa bach jaen ga.

    Identifying overbaught and oversold
    Ham na market ko analysis karna ha or trade karni ha to market ko samjhna bahut zarori hota ha analysis karny sa he pata chalata ha market ki condition ka ab hamen ye pata kasy chaly ga ka market overbaught ha ya oversold ha isklye ham 1 indicator ka use karty han jis RSI kehty han to jab market rsi ka 70 level lo cross karti ha to ye overbaught ho jati ha isi tarah jab ye rsi ka 30 level ko cros karti ha to ye oversold ho jati ha yahan ab ap na apny analysis ka mutabik work karna hota ha.
    Click image for larger version

Name:	images (29).jpeg
Views:	4
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12445570

    Trade with overbaught and Oversold
    Ye bahut he ahim point ha hamen na market ki overbaught or Oversold condition ko samjha ha ab ham na ye dekhna ha ka is ki madad sa market main trade kasy karni ha to jab bhe market overbaught hoti ha or rejection deti ha to ap wahan sa sell karty han isi tarah jab Oversold hoti ha to ap rejection ko dekhty hovy buy main trade karty han
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Over Bought And Over Sold Relative Strength Index.

      Explanation ;-

      Forex trading main over baught or over sold ka yeh matlab hai keh market mein jab technical analysis kiye jaty hain to pata chalta hai market ki support or resistance kis jaga par hain to jo traders less experience or less knowledge waly hoty hain un ko pata nahi chalta or agar market jis point se wapas aana hota hai tu us k against buy ya sell kar lety hain jaisa k market jab extreme high level pay jati hai to buy kar lety hain.

      Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	4
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12445573

      jab extreme low aa jati hai tu sell kar lety hain tu is tarha loss ho sakta hai or forex market main kamyabi ka aik he asool hai k hardworking karyn or jitna zeyada knowledge or experience collect kar sakty hain karen kyun k experience se he profit hota hai or experience market ko time deny se milta hai is liye success hasil karny k liye mehnat karen mehnat k baghair forex trading main kamyabi nahi milti hay.

      Helpful Anylesis for trading ;-

      Forex markets duniya ki sub sey big markets hai isay nahi ho sakta hi k is k oper aik bank ya ziyada bank investment kar k is ka rokh change kar dey forex markets main aap k sath kabhe bhe scam nahi hota hai han kuch ghalt broker hai jo ap k sath scam kar jaty hain is liye agar ap forex traiding main work karna chahty hain to ap usi broker ka intkhab kary jo trusted ho licence yaafta ho or us ko boht sarry awrd bhe mil chukey hun new broker ka inthakb na kary.

      Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	5
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12445574

      Forex main aisa nahi hota hai k ap traide lagao or traide ap k against chali jayai agar ap ko isa lagata hai to ap is ka experment bhe kar skty hain os k lia zarort hoti hai ap ko 2 account ki dono main ik hi pair k oper aik hi value par traide lagay but opsite honi chahiye hai ik buy ki ik sell ki to ap better smjhy geyai k markets hamry sath scam nahi karti hai .han is main ap ko loss zaror hota hai but wo ap ki apni mitske ki wajah sey hota hai.

      Different Market Conditions ;-
      market mai zayda seller aa jaty hai to aus time market over sold ho jati hai or aisy hi jab market mai zayda buyer aa jaty hai to us time yeh market over bought ho jati hai.

      Click image for larger version

Name:	images (22).jpeg
Views:	4
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12445575

      Ap ne agar ais market mai trade karni ho to ap ko aisy time par trade lgani chaye ais se ap ko ye faida ho jata hai k market agar over sold ho aor seller zayda ho to kuch time k baad seller nikal jaty hai aor ap aus time ais market mai trade buy ki lagaty hai to ap ko aus par acha profit ho jata hai aisy hi ais market mai ap ko RSI indicator use karna parta hai k market over sold hai ya over bought hai ap ne ais market mai soch samjh k kaam karna hota hai tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi kamyabi milti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X