EXPLANATION:
Forex trading main kamyabi k liy candlesticks ki study zarori hai. Is main ap apny knowledge aur experience k sath kamyab ho sakty hain. Technical analysis skills, say ap ko kamyabi mil sakti hai. Technical analysis k liy candlesticks ap ki help krti hain. Aj mai app say inverted hammer candlestick ka knowledge share krna chata hoon. Inverted hammer candle jo k prices k bottom aur bearish trend k baad banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, inverted umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath upper side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k lower side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher lower shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Inverted hammer candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai.
Hammer Candlestick Pattern:
Inverted hammer candlestick qeematon k bottom par bullish trend main tabdeel ka zarya banti hai, jiss se qeematen upward rise karna shoro ho jati hai. Inverted hammer candlestick price chart par single candle family se taluq rakhti hai, jis me candle ka aik small real body hoti hai aur iss me candle ka open aur close aik dosre k qareeb hote hen. Candle k upper side par aik lamba shadow ya saya banta hai, jab k lower side par shadow nahi hota hai.
Trading in Inverted hammer candlestick:
Inverted hammer candle jo dekhne main aik ulta T jaise lagti hai, prices k bottom ya bearish trend main banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish trend ya top prices par banne wali Shooting star candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki position change hoti hai. Inverted hammer candle ki inverse Hammer candle hoti hai, jo k same bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Inverted Hammer candle par trade entry se pehle iss ki bearish trend ya bottom prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bullish candle par market main buy ki entry kar sakte hai. Stop Loss candle ki sab se lower position ya candle ki real body k bottom se two pips below set karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим