Net Volume indicator aik aisa technical indicator hota hay jo pairs ki price kay rise karnay aur fall karnay ka volume batata hay, volume based indicator hamain security ki price kay sath market ka volume find out karnay main boht help karta hay, yeh indicator market kay bullish aur bearish sentiments ko differentiate karta ha, normaly charts kay below par plot hota ha jo bars ki surat main har period ka net volume indicate kar raha hota hay,
Functions of Net Volume Indicator:
Net volume ka maksad hi market ka current status batana hota hay, market ka higher volume aur lower volume ka faraq asal main net volume hi hota hay, yeh kisi bhi makhsoos time main price movement ka positive ya negative aggregate find karta hay, jab price movement ka total rise total fall say increase hota hay to net volume indicator net positive volume ko show karta hay, isi tarha jab price movement ka total rise total fall say kam hota hay to yeh indicator negative volume ko show karta hay, hamain yeh samjhna chaiay kay market kay volume main izafay ka matlab price rising hay, jab market main bulls ziada hon to yeh volume main izafay ki waja say hi price rise ka base banta hay, jab kay market ka volume ager low ho jay to iska matlab yahan price low rahay gi,
Calculation of net volume indicator:
Net volume indicator simple technical analysis tool hay jo simple calculations par mabni hota hay, yeh kisi pair ya commodity kay uptrick volume aur low trick volume ka difference hota hay aur yeh hi is indicator ka working principle hay, yeh indicator dusray volume indicators sa bilkul mukhtalif hota hay kiun kay ye market kay bullish ya bearish honay ko clearly show karta hay, indicator ki positive value rising volume ko show karti ha jo buying pressure ka indication hoti ha isi tarah indicator ki negative value falling volume ko zahir karti ha jo selling pressure ki indication hoti hay, net volume indicator ka yeh formula hota hay,
Net Volume = pairs rising volume - pairs falling volume
How this indicator helps traders:
dusray volume indicators ki nisbat traders ko distinct values daita ha jis ki base par wo market ki bullish ya bearish moment ko judge kartay hain, yeh indicator clearly show karta hay kay market bullish hay ya bearish, trader isko market ki direction maloom karnay kay liay to use karnay kay sath sath isko market sentiments maloom karnay kay liay bhi use kartay hain, traders isko sirf net volume calculate karnay ki bajay market ki direction ki bhi janch kartay hain, traders isko dusray indicators aur chart patterns ka sath combine use kar kay achay results hasil kar saktay hain, yeh single time frame volume kay liay bhi boht acha option hota hay, yeh indicator resistance levels kay break honay kay baad market main buying pressure ka bhi batata hay,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим