Structure of a down trend Bearish market?
Down trend bilkul anti hai UpTrend ke Ab Jo down trend market ka structure Hota Hai vah up trend market ke bilkul against Hota Hai. Yani vah ulta Hota Hai. Kyunki Pichhle trend Mein higher high band raha tha ab isko explain Karte Hain. Kyunki down trend Mein lower high lower low banne ja raha hai. Kaise isko niche define Karte Hain. Market Mein Ek Low Mari Uske bad ek high Mari. Pher Low Mari Uske bad Ek Aur high Mari Kyunki Jo Low market Ne Mari hai aur usse Jo Agali Low Mari hai yani Ke Jo Bhi new Low Banegi vah niche niche hoti Jayegi. Jo ki aap chart Mein dekh aur explain kar sakte hain. To iska matlab yah hai ki jo new Low market Ne Mari hai vah pichhali Low se bhi niche hai. Yani ke lower Low hai lekin jo high maar rahi hai vah pichhali high se niche hai. Yani ki vah lower high hai. Yahan per ulta kam ho raha hai. Lower high lower low banati Hui market yani ke Jo low new ban rahi hai vah aur Jyada niche hai. Aur jo new high bandh rahi hai vah bhi aur Jyada niche hai. Yani ke lower low lower high. Bilkul simple structure hai down trend market ka Jab Bhi Is Tarah Ki formation aapko Najar Aaye ke market lower high lower low banati Hui movement kar rahi hai to samajh Jaenge yah Ek down trend market hai. Aur iski Jo direction hai vah aapko simple tarike se niche ki taraf Dikhai Degi.