Forex trading next 10 years tk open rahegi??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ammmm jab aj tak forex pak open hai to zhier si bat hai k forex pak bad me b chaley ga jab tak chal rha hai log issy use kar rahy hai jab tak hai to hum b forex pak k sath hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Her driver followed her, carrying her suitcase. As Anjali took her seat, driver kept her suitcase on her right and left the cabin.
       
      • #438 Collapse

         
        • #439 Collapse

          dear friend forex trading ka business life time ka business hai aur ye business khtam hone wala nahi hai ye business 1975 se chala a raha hai aur ab ye business bht jadted ho chuka hai aur her country main a chuka hai aur khtam hone wala nahi is liye ap befiker ho is main kaam karen
          • #440 Collapse

            Forex trading word wide business ya life time business ya ap ko kis nay keh diya kay 10 sal bad band ho jaey ga ? ya kabi be band nai ho sakta na he ho ga. Forex trading ak famous and real life time wala business hai bahe ap pershan na hun ya band nai hota.
            • #441 Collapse

              bro mere khyal main jis tarh ye chal raha hai to us se to yahi lagta hai k ye open rhy gay adly das saal tak laiken bad ka koi pta nahi hai mere khyal main ap abhi to is se faida uthao baqi bad maindekha jaye ga
                 
              • #442 Collapse

                Forex ki market he essyh k jab tak amercia tbah ni joga tab tak ye open he rhy h ge ye kabhi band ni hoaskhti h abussnis he essa h apki agr itni invesst h to apto zaror sma krna chaho gay phr..
                • #443 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: noushad110 پيغام ديکھيے
                  muje koi bata sakta hai k forex or kitne saal tk chalegi??
                  bhai ye to international businesss ha , hazaron saal bhe chal sakte ha , or kuch masla pesh hone k sabab kal bhe band ho sakte ha , to koy bhe shakhs is me sure nai ha k ye kab tak chale ga,
                  • #444 Collapse

                    g han bhai g maray zahan ma b asay question atay han par admi ko to aglay pal ka b nai pata to 10 saal to bhot zada ha .app ka question to bhot acha isi lia forex ake asa businss ha jis ma roz new log a rahay han.....isi lia mukil hi ha k yae kbi ban ho.....
                    • #445 Collapse

                      yes i hope ye rehay ge kiyon k ye america k inter bank se on howi hai ju aik buhat bara bank hai kud american es par kaam kartay hain es mein online currence aur gold trading par be share lagay jatay hain
                         
                      • #446 Collapse

                        sai ke rae oo aap bhayio e excellent can hamesha woyn ericsson elizabeth aapkko benifit mein le e jata hai a will be sony ericsson aapk0 bht faida hota hai........ or perhaps jita faida oga u6ni ziada making hoti
                        • #447 Collapse

                          main samjta hoon forex jis tezi se kamyabi hasil kerahi hai ye 10 yrs nahi ye ye bahut zada time logon ko fida pochati rehy gi is main hum appni kamyabi appni mehnat or skill power se hasil kerte hain
                           
                          • #448 Collapse

                            brother INSHAALLAH pal fore kabhi b ban ne hogi. coz yahn sy bohat logon ka rozgar jura howa hai hum sub pak forex k ly dua goo han but esa kabhi b ne hoga agr esa ho b jay to hamary pasd abhi 10 saaal parhy han did u understand
                            • #449 Collapse

                              Dear mai tw abe new user hn mene tw abe tak k0e earning nhe kare hai islye mjhe k0e idea nhai hai k insta acc0unt sai paisay atai hain ya nhe per umeed tw achi hai bht ALLAH jo karai ga behtar he karai ga.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                Ye batana qabal az waqt hu ga ky forex trading next 10 years tak open rahy gee ya nahi. Ye zaror kaha ja sakta hai ky haan waqt ky saath saath is mein changes a rahi han aur ab ye buhat fast hu gai hai. Traders ko bhi chaieh ky un ky pass inti knowledge hu ky wo forex ky business ko achi tarha sy sumjhn aur pori koshish kar ky profit earn krn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X