Features and details of Stochastic Momentum Index Indicator,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Features and details of Stochastic Momentum Index Indicator,
    Stochastic momentum index indicator aik technical anaylisis tool ha jis ko 'William Blau' nay develop kia, yeh aik aisa momentum index aik technical analysis indicator hay jo closing price kay distance ko is kay median high low price kay relative calculate karta hay aur iski base par price momentum ko show karta hay, yeh indicator candles kay closing price aur high ya low range kay center tak ka distance batata hay, iski range -100 sa 100 kay darmian hoti ha, ye mukhtalif market conditions ma price kay momentum ko janchnay ma help daita ha,

    Working process of (SMI) Stochastic Momentum Index indicator:

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220101-103817_Opera Mini.jpg
Views:	3
Size:	139.5 کلوبائٹ
ID:	12585302

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211231_2159040.jpg
Views:	3
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12585303

    Stochastic Momentum Indicator ki help say hum overbought ya oversold conditions, signal line cross over, divergence aur buying ya selling signals ko janchtay hain, extreme SMI values kay zariay ye indicator hamain overbought ya oversold kay signals daita hay, ye kisi bhi market ka directional momentum index find karnay main help karta hay aur apko potential over bought ya over sold states ko find karnay main bhi madad karta hay, is ki signal line say above cross over say buy signals generate karta hay aur us waqt bhi buy kay signal miltay hain jab SMI ki value -50 say above rise karti hay, isi tarah jab signal line below crossover karti ha ya SMI ki value +50 sa fall karti ha to selling signals miltay hain, yeh traditional stochastic oscillator ka upgraded version consider kia jata hay,

    Trading signals generated by Stochastic momentum index:

    Click image for larger version

Name:	images-2.png
Views:	20
Size:	37.2 کلوبائٹ
ID:	12585304

    Stochastic oscillator ki tarha stochastic momentum index market ki over bought aur over sold state ko maloom karnay main help karta hay, yeh aik volume indicator ko use kar kay buying or selling pressure ko bi determine karta hai. Kuch trader indicator ko general trend indicator kay tor par bhi use kartay hain or market ki bullish or bearish movement ko find kartay hain, yeh indicator divergence ki help say false trend ko show karta hay ya existing trend ka end show karta hay, yeh indicator two extreme values ki percentage ko find karta hay, is kay liay two lines ko plot kia jata hay, jin main say aik %k line hoti hai jo blue hoti hay aur %d line hoti hai jo red hoti hay, jab dono indicator positive aur negative 40 ko show kar rahi hoti hai to ye market kay strong trend ko show karta hai jo over bought or oversold state ki surat main hotay hain, bottom arrow over sold state ko show kar raha hota hay aur top arrow over bought state ko show kar raha hota hay,


    Benefits of using stochastic momentum index indicator:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211231_2159041.jpg
Views:	2
Size:	13.9 کلوبائٹ
ID:	12585305

    Is indicator ki help say traders ko acha benefit milta hay, ye aik momentum based indicator ha jo price action ko lead karta hay, stochastic oscillator ko jo trader use kartay hain un kay liay stochastic momentum index indicator ko use karna easy hota hay, yeh indicator trade ki direction ko find karnay main support karta hay, trade kay liay buy aur sell signal ko intercept karna boht zaruri hota hay, is kay ilawa ye indicator traders ko clear signal daita hay jis ki base par momentum shifting ya reversal ki indication bhi daita ha, ye indicator price momentum ma shifting ko easily pick kar laita hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Features and details of Stochastic Momentum Index Indicator,

    Assalamu alaikum I hope ki aap theek honge aur Market mein sahi kam kar rahe honge jaisa ki aapko pata hi hai ki Forex hamare liye ek bahut hi achcha online business hai jismein Ham jitna jyada kam karenge to hamen kamyabi milegi Forex hamare liye ek behtarin online business hai ismein hamen achcha kam karte rahana hota hai technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana hota hai to hamen kamyabi milati hai aapko pata hai ki demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein Ham practis Karke market ka knowledge Le sakte hain aur Market ke bare mein experience kar sakte hain experience hamare pass jitna jyada Hoga utani hi hamen ismein kamyabi milegi aur hamen is business mein kam karne ka maza be aye ga .

    What is the stochatic index indicator

    Market mein hamen kamyab hone ke liye pata hai ki market mein Ham jitna achcha knowledge Le to hamen kamyabi milati hai market mein bahut se different type ke indicator hote Hain aur analysis bhi hote hain jinko follow karke hamen market mein kamyabi milati hai market mein Ham jitni jyada practis karenge jitna Ham is mein hard work ke sath kam karenge hamen utani hi ismein kamyabi bhi milegi koi bhi work hai usko mukmmal time de to uske bad hi Ham usmein kamyab ho sakte hain.

    Stochatic index indicator momentum indicator ha Ham ismein overbought ur oversold ki crossing ko check kr sakte hein hume signal mil sakte hein market mein Ham jitna jyada apna time spend Karen market mein Ham jitna jyada hard working Karen hamen utani hi kamyabi milati hai market mein Intex indicator ka istemal hamen bahut si chijon ka knowledge deta hai aur hamen kamyabi mil jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (68).png
Views:	1
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12445253

    Trading Explanation

    Jitna chaho market mein hard working karte Hain utani hi hamen ismein kamyabi bhi milati hai aapko pata hai ki Forex hamare liye ek behtarin online business hai jismein Ham achcha kam karenge to hamen kamyabi milegi 4x mein hamen daily work karte rahana hota hai to uske bad hi Ham ismein kamyab ho sakte hain market mein agar Ham extra work Nahin karenge to hamen ismein kamyabi mil jayegi aur ham bahut hi aasani se kamyabi ho sakte hain Jo log achcha kam karte hain market mein extra work Nahin karte hain vah ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi leni hai to uske liye aapko jyada se jyada market mein practis Karni hoti hai market mein hamesha se jyada demo account ka istemal Karna chahie demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account h

    Click image for larger version

Name:	images (67).png
Views:	2
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12445254
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      جواب: Features and details of Stochastic Momentum Index Indicator,


      Assalam o Alaikum

      Features and details of Stochastic Momentum Index Indicator


      maleate tajr aksr stakstk aaskeletr aor stakstk momentm andeks (SMI) ka astamal krtay hen، jo kh rftar kay do asharay hen، nfseate andr krent ko smjhnay kay leay aor an ka qemt kay atar chrrhao say kea talq hay۔ donon aalat kse kmpne، ETF، ya shabay kay baray men aoame tasr kay baray men ahm malomat frahm kr sktay hen، halankh oh qemt ke smt ke peshn goe'e krnay kay fol prof zrae'a nhen hen۔
      Key Takeaways
      hr deay ge'ay bazar kay mnzr namay men، donon Stochastic treqon ka astamal krtay hoe'ay rftar ka andazh lgaea jata hay۔

      aek km pechedh tol jo akhttame qemt ke bnead pr dshatmk rftar ko zahr krta hay astakstk aaskeletr hay۔
      akhttame rftar aor as mdt kay leay drmeane aale/km renj say as ka talq Stochastic Momentum Index، ya SMI kay zreaay zahr kea jata hay۔
      Stochastic Oscillator
      aek tkneke momentm andeketr jsay astakstk aaskeletr kha jata hay aek mkhsos mdt kay doran qemton ke aek hd kay slslay men akhttame qemt ka andazh krnay kay leay astamal kea jata hay۔ agrchh janchay janay oalay oqt ke mdt ko tbdel kr kay asharay men tgher ke sth ko kafe hd tk hmoar kea ja skta hay، lekn yh aaskeletr market ke qemt men honay oale tbdeleon kay leay hsas hay۔
      astakstk aaskeletr ke bneade bnead sedhe se hay: aek brrhtay hoe'ay bazar men، sekeorte ke qemt apne blnde pr bnd hote hay، aor nechay kay rjhan oale market men، yh apne km sth pr bnd hote hay۔
      Stochastic Momentum Index
      astakstk momntm andeks (aes aem aae'e) ، jo qdron ke osea renj ka astamal krta hay aor astakstk aaskeletr kay mqablay men qemton ko bnd krnay kay le'ay zeadh hsas hay ، astakstk aaskeletr ka aek zeadh nfes orzhn hay۔ aes aem aae'e kay zreah astakstk aaskeletr kay baray men socha jata hay۔ yh tay krta hay kh mojodh bnd honay oale qemt aale / km qemt ke hd kay ost say ktne dor hay۔ olem blo kay zreah tear krdh aes aem aae'e ka mqsd aek aor qabl aatmad asharay ke pesh ksh krna hay jo jhotay jholon ka shkar hay۔

      اب آن لائن

      Working...
      X