Trading Strategy with Harmonic Price Candlesticks Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Strategy with Harmonic Price Candlesticks Pattern
    Harmonic Chart Patterns kia hoty hain

    Harmonic pattern ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yah Barish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move karti Chal jati Hai . Aur Agar bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance oper Banti hain aur fir market osse nichy ki taraf move Karte Hain .Agar Ham work karna chahte hain to ismein bahut jyada pattern hote hain Jinka follow karna Hamare liye bahut Jaruri hota hai agar Hamen pattern ko follow Nahin Karte To Ham is business ke andar kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur kabhi bhi Ham is business Mein Ek accha profit Hasil nahin kar sakte .

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	33.9 کلوبائٹ
ID:	12585299
    Pattern ki Explaination

    Harmonic price chart pattern ki three types Hamen bahut acchi information provide Karte Hain ine types ki madad se bhi Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain aur bahut se professional trader Aise Bhi Hote Hain Jo Maine karne ke sath sath market ke rules ko bhi follow karke trade Lagate Hain ISI Tarah Jab rules ko follow karte hain to market Mein maujud factors indicators candlesticks aur patterns ke about bahut jyada knowledge ekattha karne ke bad hi market Mein Lagate Hain
    Harmonic price chart patterns ki three types hoti hain

    1.the gartely patron


    2. The butterfly pattern


    3. the Bat pattern

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	6
Size:	20.1 کلوبائٹ
ID:	12585300
    Pattern ki Pehchan

    Harmonic price chart pattern technically market ka pattern hai hai aur hamen isko jarur analyse karna chahie jab Ham market ke technical analysis karenge to tab hi ham market ko samajh sakenge aur tab hi ham harmonic pattern ko analyse karke market mein working kar sakenge agar Ham market mein harmonic pattern ko theek tarike se analize nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti haiHarmonic price chart pattern ko follow karne ke liye aapko bullish or bearish trend ko bhi follow karna padta hai Kyunki basically ya indicator candlestick ki movement se Banta hota hai aur kabhi ye pattern buy trend mein banta hai aur Kabhi Sell Mein banta hai to Jab Bhi aap is indicator ko follow karte hain to aapko ABCD bullish pattern follow karna padta hai tab aapko is indication ki samajh aati hai aur aap easily apni trade ko buy ya Sell Mein perform kar sakte hain aur Market Se Achcha result Le sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	23.9 کلوبائٹ
ID:	12585301
    Pattern ky stah Trading

    Forex Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trendline ko use karna padta hai aur agar Ham harmonic pattern ke liye trendline ko theek tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar sakte hain aur market se good benefits Le sakte hain Jab hum harmonic pattern prices Ki Baat Karte Hain To yah fibonacci numbers ki basis per aapko indication provide kar rahe hote hain aur harmonic pattern per properly kam karne ke liye aapko fibonacci retracement indicator ki jarurat Hoti Hai Kyunki yah indicator per aur Li harmonic pattern per kam karne ke liye establish Kiya gaya hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Strategy with Harmonic Price Candlesticks Pattern

    Harmonic Price Candlesticks Pattern:

    Dear my friends Harmonic pattern asy Pattern hoty hain jo geomartic price pattern ko next level tak ley jaty hain or ye precise turning points k lae fabonacci numbers ko use karty hain. Harmonic pattern future movement ko attempt karny ki sahlayat rakhty hain.Harmonic pattern ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yah Barish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move karti Chal jati Hai . Aur Agar bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance oper Banti hain aur fir market osse nichy ki taraf move Karte Hain .

    Click image for larger version

Name:	567.jpg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12445259
    Important points:

    1. Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.
    2. Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain.
    3. Ye sequence ratio ma divide ho jata hai jb esy clue melta hai k market yaha tak move kar k ja sakti hai.
    4. Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k lae bane gae hain.

    Importance of Harmonic Price Candlesticks Pattern:

    Mere aziz dosto Market ke andar bahut jyada candlestick pattern hote hain chart pattern hote hain Agar Ham in pattern ko follow Karte Hain To is market ke andar Ham bahut hi acchi acchi trade Laga Sakte aur bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain is market ke andar Agar Ham scalping profit Hasil karna chahte hain To Hamen ismein chart pattern aur candlestick pattern ko follow karna hota hai aur Hamen choty time frame ke andar analysis karna hota hai is market ke andar Hamen trend ke against kabhi bhi trade Nahin Lagana chahie aur is market ke andar Hamen pattern ko follow karte hue trade Lagana chahie Hamen kabhi bhi is market mein agar acchi entry na mil rahi ho To Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Jab acchi entry Mile Ham ose Waqt hi trade leni chahie . Aur Agar yah chart pattern ya harmonic price chart pattern Chhote time frame ke andar ban raha ho to market isko Jarur follow Karti Hai To Ham ismein Kuchh pip profit Lekar nikal sakte hain .

    Trading with Harmonic Price Candlesticks Pattern:

    Dear forex members Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trendline ko use karna padta hai aur agar Ham harmonic pattern ke liye trendline ko theek tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar sakte hain aur market se good benefits Le sakte hain isliye hamen jaruri hai ki Ham trendline ka using hamen aana chahie tab hi Ham easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market mein kisi bhi channel yah pattern panelized karna possible nahin hoga so hamen struggle karna chahie aur aur daily bhejte practis karni chahie taake Ham harmonic pattern se fayda utha sake.

    Click image for larger version

Name:	try.png
Views:	4
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12445260
    • #3 Collapse

      Re: Trading Strategy with Harmonic Price Candlesticks Pattern

      Harmonic price candlestick esy pattern hoty hain to geometric price pt depend karty hain hain aor inko samjhna thora sa difficult hota hy kew kay jab trading ap karty hain to apko market ko delh kar price py depends kar kay work karty hain dear members sab say important hy market me trade ko samjhna jesy kay ap trading ko focus say analysis karty hain yeh pattern fibonacci number ka use karty hain jis say trading ko samjhna easy hojata hy dear forex member jab ap trading karty hain to apko chahiy kay sab aay phl6 trading par focus akrena nd market ko dekhny kay liay harmonic pattern ka jab ap ise karty hain to sab say phly ap trading planning ko dekhty hain kay trading kis base par karni hy and kha say karni hy jab apko Fibonacci number kay bary me knowledge mil jata hy trading asan hojati hy dear members ap.jab bhi harmonic candlestick pattern ko dekhty hain to apko chahiy kay trading ko positive bnain.

      How to identify harmonic candlestick pattern
      Dear member harmonic patter ko samjhna bhi asan hy yahan par agar ap shapes graph bnaty hain to easily ap harmonic pattern ko samjh sakty hain isi oiay harmomic pattern ko samjhny kay liay sab say important hay market ko analysie karna jab ap markwt ko analyse karty hain to ap asani kay sath delh lety hain kay markwt ki nexto movement kia hy and jesy kay ap janty hain yahan par harmonic patrern jab banta hy to isko shape (w) ki hoti hy jis say analyse kia jata hy kay yeh harmonic pattern hy is trah ham easily guess kr lety hain yh konsa pattern hy.
      Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	3
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12445289
      TRADING WITH HARMONIC
      Trading me harmonic candle ka matlab hy up and down jab bhi ap up and down ki trading ko samjhty hain to ap asani kay sath success hojaty hain trading ko hamesha positive karna chahiy jab bhi ap analysis kartybhain to sabs ay phly market Kay trend ko follow karna chhaiy to hi asani kay sath success hongy.
      Click image for larger version

Name:	images (42).jpeg
Views:	3
Size:	43.5 کلوبائٹ
ID:	12445288
      • #4 Collapse

        Re: Trading Strategy with Harmonic Price Candlesticks Pattern

        TRADING STRATEGY WITH HARMONIC PRICE CANDLESTICK PATTERN DEFINITION
        Harmonic price ke pattern Woh Hote Hain Jo drost Mor ki wizahat karne ke liye fibonacci ki numberon ko istamal karke Hindse price ke pattern ko next level per Le Jaate Hain price action trading Ki world Mein different kinds ke chart pattern Hote Hain chart ke analysis mein harmonic market ki pulse and rhythm ka Hawala Dete Hain Jo price ki waves aur cycles se Paida Hote Hain vah aamtaur per five swing points ke sath four ya five price ke waves par moshtamil Hote Hain harmonic pattern Kuchh kism ke ulat pattern Hote Hain Jo ya to Trend ke ulat Jaane ya multi legged wale Pull back ke ulat Jaane Ki maloomat kar sakte hain vah Zahir Karte Hain ke price ki moment momkana taur par khatam ho rahi hai Ta ke taajir reversal ke sath Aage barhane ki taiyari kar Saken cypher pattern trading ki strategy Tajron ko sikhati hai ki Kis Tarah Sahi tarike se Tijarat ki Jaaye

        TYPES OF HARMONIC PATTERN
        Harmonic pattern ki Kafi darjabandi hai UN me see four Aise Hain jo sabse zyada Maqbool Hote Hain gartley butterfly bat aur crab ke pattern hai fibonacci levels ko bad mein Scott carney ne apni book harmonic trading mein Shamil Kiya crab ko carney patterns main sabse zyada ine mutabik Samjha jata hai Jo fibonacci numbers ki maloomat ke intihai Kareeb mein ulat Palat faraham karta hai yah pattern butterfly Ki Tarah hai phir bhi measurement main different hai entries potential reversal zone mein use Waqt ki Jaati Hai Jab price ki confirmation ulat jaane ki maloomat Karti Hai aur stop losses ko Ek long entry ke bilkul Niche ya short entry ke upar ya motabadil Taur per pattern ke sabse Dur projection se bahar Rakha jata hai

        TRADE MANAGEMENT IN HARMONIC TRADING
        Upar ki picture mein numaya butterfly pattern ki ek example hai pahla target chart per point B se mutallik hai yah vah level hai jo AB main Kami ke dauran price Mein Kami ki maloomat Karti Hai dusra target chart per C point ko Nishan zad karta hai aur BC mein ezafay kay bad price sabse upar hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Trading Strategy with Harmonic Price Candlesticks Pattern

          IDENTIFICATION OF HARMONIC PRICE CHART PATTEREN
          Harmonic Price Pattern" ko man three basic steps han. Pehla ham harmonic price patterns ka potential check kerta han. Second step man ham Harmonic Price Patterns k potential ko measure kertay hain. Harmonic Price Patterns ki completion per ham "Buy ya Sell" ki trade active kerta han.Harmonic price chart pattern ki three types Hamen bahut acchi information provide Karte Hain in types ki madad se bhi Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain aur bahut se professional trader Aise Bhi Hote Hain Jo Maine karne ke sath sath market ke rules ko bhi follow karke trade Lagate Hain isi tarah Jab rules ko follow karte hain to market Mein maujud factors indicators candle sticks aur patterns ke about bahut zyada knowledge jama karne ke bad hi market Mein Lagate Hain aur achi trade kate hain.

          HOW TO TRADE?
          harmonic price chart pattern ki about ya beginner trader ke liye bahut zyada benefits provide kar sakti hai un ke knowledge mein bahut zyada iza fa hoga trading ke andar Agar Ham work karna chahte hain to is mein bahut zyada pattern hote hain Jin ka follow karna Hamare liye bahut zaruri hota hai agar Hamen pattern ko follow Nahin Karte To Ham is business ke andar kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur kabhi bhi Ham is business Mein accha profit Hasil nahin kar sakte aur na hi achi trading kar sakte hain.

          MORE INFORMATION
          Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai. Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain. Ye sequence ratio ma divide ho jata hai jb esy clue melta hai k market yaha tak move kar k ja sakti hai. Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k lae bane gae hain.Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trend line ko use karna parta hai aur agar Ham harmonic pattern ke liye trend line ko theek tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar sakte hain and market se good benefits Le sakte hain isl iye hamen zaruri hai ki Ham trend line ko use karna hamen ana chahie tab hi Ham easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market mein kisi bhi channel yah pattern panelized karna possible nahin hoga so hamen struggle karna chahie aur aur daily bhejte practis karni chahie taake Ham harmonic pattern se fayda utha sake.

          اب آن لائن

          Working...
          X