Benifits and disadvantage of using technical anaylisis and indicators in forex tradin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Benifits and disadvantage of using technical anaylisis and indicators in forex tradin
    Technical anaylisis forex market main pairs ki upcoming moments ki prediction karnay kay liay kafi importance rakhtay hain, inki waja say traders coming moments kay up ya down honay ki probability ko janchtay hain, trading main ye aik important aspect samjhay jatay hain, Forex trading multiple traders aur broker ka aik system hota hay, is main crucial thing market ko exactly predict karna hay,


    Technical anaylisis and their assumptions:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220110_0728072.jpg
Views:	3
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12585280

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220110-103534_1.jpg
Views:	3
Size:	124.3 کلوبائٹ
ID:	12585281

    aik aisa frame work hota hay jis main traders price moments ko study kartay hain, is main past prices aur volumes ko use kar kay pairs ki future moments ko predict kia jata hay, technical anaylisis ki three main assumptions hoti hain, jin main pehli yeh kay prices hamesha trends main move karti hain, second kay history tends to repeat itself aur third yeh kay market discounts everything, Market ki prices technical anaylisis kay liay required sari information ko reflect kar rahi hoti hain, technical anaylisis main traders prices kay flow aur price action kay trends ko janchtay hain, technical anaylisis main supply aur demands ko study kia jata hay ta kay market ya trend ki direction kay baray main guidance hasil ho sakay, agr technical anaylisis ki limitations aur benifits ko samajh lia jay to ye traders ko tools aur skills kay new sets provide kartay hain jo trading main boht helpful sabit hotay hain, technical analysts previous similar patterns ko follow kartay hain jo prices ki moments ko effect kartay hain aur ye believe kartay hain kay market aur patterns same behave karain gay jaisay pehlay kia gia tha, agr koi specific price support ya resistance act karti hay to traders usi par focus kartay hain

    Benifits of technical anaylisis and indicators:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220110_0728071.jpg
Views:	3
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12585282

    Technical analysis kay sath hamain market ki current situation better and accurate read karnay main help milti hay, ham indicators ki badolat ya chart per jaiza laity huay different patterns say bhi market ka trend jan laity hain aur candlesticks ki lambai ya shortage ya colour say bhi mazeed prediction kar laity hain, Professional ki several generations jo kay different academic circles sy aye hotay hain boht saray mathematical model ko elaborate kartay hain, jo various algorithms ko janam daitay hain or ye market ko accurately predict karnay main helpful hotay hain, yeh trader ko help kartay hain kay woh market orders ko set karyn or sath sath ye stop loss ko bhi, precisely set karnay main support faraham kartay hain, Fundamental analysis sirf ik he approach ko provide kartay hain jo real life information say mutabkat rakhtay hain, technical analysis ki boht variety hoti hai es ma sy kuch indicator hotay hain kuch oscillator hotay hain, kuch volume ki base par aur kuch trend ki base par information provide kartay hain,

    Disadvantage of using technical anaylisis and indicators:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220110_0728070.jpg
Views:	3
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12585283

    market main kafi saray indicators ki variety available hay aur yeh variety trader main confusion create kar daiti hay, Agr ap ye sochtay hain kay ziada indicators say market ko better understand kar saktay hain to yeh sahi nhi hay, Indicator often aik dosray say contradict kartay hain aur kisi bi indicator ko choose karnay say pehlay ap kay pass is indicator ki knowledge honi chaiay, jab hamary pas technical analysis ka data a jata hay to jaisy he ham trading kartay hain, kaia bar human interference say yeh sab invalid ho jata hay, jaisay kay technical indicator hamain bullish ka bata rahay hotay hain, laikin sellers ka market per control a jaye to market downtrend chali jaye gi ya koi big news aa gai to is say bhi technical analysis waste ho jatay hain.

اب آن لائن

Working...
X