falling window kia hai??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    falling window kia hai??
    assalium o alekum

    dear forex
    member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work complete kr k acha profit hasil kr rhy hngy chlty aj k topic ki trf





    introduction of falling window pattern.

    Falling window candle design costs primary aksar aik waqfay k dawran banta hai, ye design waqfay k doaran occasions areas of strength for ya ka sabab banta hai, jiss ki waja se basics asarat resources ki costs ko teezi k sath lower push karte hen, design fundamental shamil candles ki development darjazzel tarah se hoti hai;


    Click image for larger version

Name:	1664960760507.jpeg
Views:	5
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12585191

    1st candel

    falling window candle design ki pehli light aik negative candle hoti hai, jo k costs k ordinary sabeqa pattern ki akasi karti hai. Ye candle white ya green variety fundamental hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin genuine body ka wazih hona zarori hai.




    2nd candle

    Falling window candle design ki dosri candle bhi same pehli flame k tarah negative hoti hai. Lekin ye candle pehli flame k low cost se underneath hole principal banti hai. Dosri candle ka exorbitant cost pehli light k low cost se wazih potential gain hole principal hona chaheye. Ye candle bhi aik negative body fundamental honi chaheye, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.





    clarification

    graph design standard hole design hamesha resources ki bohut ziada high volitilety ki waja se bante hen. Ye volitilety aksar awqat aik khas waqfay k dowran costs standard major asarat ki waja se hota hai. Falling window candle design principal negative pattern k dowran do negative candles k darmeyan descending side standard aik hole banta hai, jo k costs k negative pattern affirmation ki alamat hoti hai. Ye design do negative candles standard mushtamil hota hai, jiss primary pehli flame k low cost aur dosri candle k excessive costs k darmeyan aik wazih aur clear hole hota hai. Ye design venders ki market principal mazboti aur costs ka mazeed negative jane ka aik clear message hota hai.





    trading planing

    Falling window candle design costs k downtrend principal banta hai, aur iss design ki mazboti candles ki genuine body se pata chalta hai. Solid genuine body wali candles costs ko teezi k sath negative push karegi, jo k help level se descending side standard hona chaheye. Design standard Trading se pehle affirmation flame ka hona zarori hai, aur design lazmi support line k descending hona chaheye. Affirmation light genuine body fundamental negative flame honi chaheye, punch k bullish candle banne ki sorat principal exchanging ka khatra mol nahi lena chaheye. Ye design agar support level se nechay banta hai, to ye bullish pattern inversion bhi ho sakta hai, iss waja se design ka support point k base standard hona chaheye.



    stop loss


    stop misfortune ko design k sab se upper position ya pehli candle k top cost se two pips beneath set karen.

    Click image for larger version

Name:	1664960710728.png
Views:	23
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12585192
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Falling Window Candlestick Pattern
    Falling window patteren aik bearish trend continuation pattern hai, lekin baaz dafa ye double market sentiment analysis k leye bhi jani jati hai, pehli aik bearish impulsive lehar hai, aur doosri bearish price ki trend continuation hai. Yeh pattern aam tawar par supply and demand mein bearish trend ka tasalsul pattern hai. Falling window patteren main do bearish candlestick is baat ki numaindagi karte hen k sellers walay market k ooper mukammal control mein hen, jiss se price ki qader mein musalsal kami waqea hoti rehti hai. Prices ka wese bhi bhi basic trend bearish ka hota hai, jo lower low levels ko tashkeel deta hai. Falling window patteren k leye prices ka bearish trend ka hona aham hai, q k ye prices ko mazeed nechay ki taraf push karta hen.
    Candles Formation
    Falling window pattern k leye prices ko downward semat ka hona zarori hai. Ye pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main dono candles bearish hoti hai, jo k bearish trend ya low prices ki alamat hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Falling window pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k normal real body main banti hai. Ye candle prices ka bearish trend ko zahir karti hai. Ye candle shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin lazmi bearish candle honi chaheye.
    2. Second Candle: Falling window pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle se nechay gap main banti hai. Candle ka close open price se lazmi nechay hona chaheye, jab k iss ka gap bhi pehli candle se wazih aur clear hona chaheye. Yani dono candles k wicks ya shadows candles k darmeyan main banne wale gap main ana chaheye.
    Explaination
    Falling window pattern prices main sellers ki market main strong hold ki sorat main banta hai, jiss main prices bearish trend k tasalsul ko barqarar rakhti hai. Pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil dono candles bearish hoti hai. Bearish candles k darmeyan downnside par aik wazih gap hota hai, jo k aik qisam ka bearish candles ka kicking pattern dekhaye deta hai. Pattern ki dono bearish candles real body main lazmi honi chaheye, jab k candles k darmeyan banne waley gap ko koi candle (bashamole shadow) cover na kare. Bearish candles aksar market k darmeyan banne wale waqfay main banta hai, jiss me fundamental asarat ki waja se prices mazeed lower jane ki koshash main hoti hai.
    Trading
    Falling window pattern prices ko mazeed nechay push karne k leye jana jata hai, q k ye aik bearish trend continuation pattern hai, jo trend reversal pattern se ziada reliable aur accurate signals deta hai. Pattern ki dosri bearish candle ziada strong aur gap main banti hai, jiss se market main trend continuation ziada strong hoti hai. Pattern par trade entry karne se pehle aik bearish confirmation candle ki zarorat hoti hai, jo k real body main honi chaheye. Jab k pattern k baad bullish candle banne par pattern ka tasur khatam hoga. CCI indicator aur stochastic oscillator par reading 50% se below honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se upper position ya pehli candle k top se two pips above set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X