Explanation About Evening Star Candlestick Pattern:
Forex trading market Mein is candlestick pattern ko aap eavening star Candlestick Pattern khety hain. Evening star candlestick pattern aik bahut strong trend reversal pattern hai. Agr ap candlesticks ko study kr k trading krty hain to loss k kam chances hoty hain aur yeh apko achay se guide line de deta hai aur yeh confirm trade hoti hain maximum.Evening star candlestick pattern esa hota hai ky jis mein aap ko Chart ky hamesha top pe yeh pattern dekhny ko milta hai. Jab yeh pattern banta hainto aap is k bad bearish trend banta hua dekh skty hain. Jis mein ek long term ky liye trend sell mein chalta rehta hai aur aap selling mein profit bana skty hain. Apko chahye ky evening star ky banty hi trade sell mein laga den aur bhut time tak profit enjoy karty rhyn trade closing mein aoko jaldi nahin krni chahye aur trend ko nechy chalny dena chahye.
Candles Formation:
Evening star candlestick pattern prices ko bullish trend se lower prices main tabdeel karte hen. Ye pattern teen candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil teeno candles ki formation aik dosri se mukhtalif hoti hai. Pattern ki candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai.
First Candle: Evening star candlestick pattern ki pehli candle sabeqa pattern yanni bullish trend k mutabiq bullish hoti hai. Ye candle prices ko nechay se upward ki taraf push karti hai, jab k color main white ya green hoti hai.
Second Candle: Evening star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body ki candle hoti hai, jiss ka open aur close aik dosre k qareeb hota hai. Ye candle pehli candle k top par banti hai, jiss ka darmeyan aik wazih gap ban jata hai. Small real body wali candle aik Spinning top candle hoti hai, jis ka high aur low same length ka hota hai. Ye candle color main bearish ya bullish dono tarah se ho sakti hai.
Third Candle: Evening star candlestick pattern ki teesri candle aik bearish candle hoti hai, jo doji candle se nechay open ho kar lower par ja kar close hoti hai. Ye candle pehli candle k parallal main banti hai, jo black ya red color ki hoti hai.
Trading With Evening Star Candlestick Pattern:
Evening Star Candlestick Pattern k complete hona k bad trader ko new candle k oper ""Sell ki Trade"" active ker de. Trade k doran account ko safe rukhna k liye Stoploss aur Take Profit k use lazmi kerna chaheye. Stoploss ko Evening Star Candlestick Pattern man Day-2 ki candle k ""High"" sa 6 pips oper place karen aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим