Bollinger Bands indicator power aid for traders.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger Bands indicator power aid for traders.
    Bollinger Bands Explanation ;-

    Bolinger band aik indicator hai jo keh boht hi acha indicator hai agr ham is main bhi expert ho jayen to hamen is main say kamyabi mill sakti hai is liye indicator ko bhi hamen use arna chahiye phir hi ham is main say earning kar skte hain.Forex trading main bollinger band 3 layers ko use karta hai or in ki base par signal deta hai. In the 1980’s, John Bollinger developed an indicator that enveloped price. 90% of the market action was maintained inside this envelope with price breaking out occasionally. Jo trader in three layers ko observe karty hain woh acha profit hasil karnay main hamesa kamyab ho jaty hain.

    Working Anylesis of Indicator ;-

    Jab market middle layer par exist kar rahi ho to is ka matlab ye hai keh trader ko is time apny orders ko hold karna chahiye kyun k yeh side way market ka signal dey rahi hoti hai. Jab market upper layyer ki taraf jana start hoti hai to is ka matlab yeh hota hai k market up trend main ja rahi hai or trader ko is time par buy ki trade open karni chahiye. Different qisam k bands jo is main nazar aaty hain un ki detail pic may hay.

    Click image for larger version

Name:	images (30).png
Views:	1
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12585088

    Middle Band ;-

    Middle band aik aisa band hota hay jis main ham jab bhi bollinger band ki study hasil karen ge to us main yah three poibts hain jin ko aap basically anylise kerna ho ga or un ko dekhne ke baad hi aap apne indicator ko apni market per apply karo ge in ke related main aapko kuch information post main describe kar deta hoon. Jab market bottom layer ki taraf aa rahi ho to is ka matlab yeh hota hai keh trader ko is time par sell ki trade open karni chahaiye kyun k yeh market ki down movement ko show kar rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (28).png
Views:	26
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12585089

    Upper Band ;-

    Upper band aik aisa band hota hay jis main aap market main proper market information hasil karte Hain to aap ko is indicator ke bare main aik upper band milta hai k is specific period of time main market kitna upp ja rahi hay or us ko aap aik line ki help say recognise karty hain or draw karty hain ki is specific period of time main market main jo bhi bana lay gi us ko Ham upper band main show karenge

    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	14
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12585090

    Lower Band ;-

    Jaise aap upper band ko recognise karte hain isi tarha aap per lower bande ko bhi recognise kar sakte hain is ke liye aap ko market ke sab se resistance or support ko dekhna ho ga jis point per market sab say lowest point per thi or aap wahan per aik draw sketch ready karen ge to us per aap ko pata chal jae ga k is specific period of time main market nay konsi support bana li hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bollinger Bands indicator power aid for traders.

    Friend aap nay Bollinger bands indicator trading indicator ke bare mein bahut hi acchi trading information share ki hai aur ab main mazid is mein kuch discussion karta hun aur aap ke ilm Mein izaafa karta hun Bollinger bands trading indicator price channel trading indicator se Milta julta indicator hai jo channel series wale khandan say taluk rakhta hai friends bollinger bands indicator ak famous indicator ha jis ko trader market trend ko find kerna k liye use kerta han aur kamyab analysis ker k trading kerta hain.Friends actually Bollinger bands price envelope hota han jisko Standard deviation levels sa plote kia jata ha aur jo aik simple moving average line k oper aur nicha hoti han.

    Click image for larger version

Name:	images (59).png
Views:	2
Size:	31.5 کلوبائٹ
ID:	12444919

    Bollinger Bands Indicator, Explanation.

    Bollinger Bands Indicator aik bahut hi outstanding type of indicator hai aur is per trading karne ke liye trader ko bahut hi expert hona chahie kyun kay without knowledge and learning is trading indicator ko use karna bahut hi difficult ho sakta hai Kyun kay yah aik complicated indicator hai lakin phir bhi bollinger band indicator ko hamen easily samajh sakte hain ya koi difficult indicator nahin hai hamen is ko acchi tarike se samajhna chahie aur ab is kee working techniques kay bary main aap ko btata chaloon kay Bollinger Bands indicator man upper aur lower levels hota han jo k positive aur negative standar deviation hoti ha aur central level "simple moving average" jo past 20 period ki price ka average batati ha.

    Click image for larger version

Name:	images (57).jpeg
Views:	8
Size:	39.6 کلوبائٹ
ID:	12444920

    Bolling bands indicator k bands k dermiyan distance ager normal sa berh raha ho to iska matlab ha k market ka cuurent trend reverse hona lagaha

    Bollinger bands indicators man swing per short term trading kerta han.

    Bollinger Bands ka use bhot easy haI.

    Click image for larger version

Name:	images (58).png
Views:	33
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12444921

    Trading at Bollinger bands indicator.

    Mera aapko yahi masra hai ki Jab aap trading karne lage bolinjers ban trading indicator per to market ke technical analysis Karen aur market mein volatility ki situation ko bhi acchi tarah say analyse kar bowling judgement trading indicator per trade open Karen aur iske sath aap RSI indicator aur MACD indicator milakar istemal karen to aap ko bahut hi acche trading results mil sakte hain.Friends security ki volatility aur trend say exit ka bhi signal daita hy. Jab lower band price line ko cross kar kay up jaye to ye up trend ki indication daita hay youn traders buy ki trade lagaty huye earning karty hai aur is he tarha bollinger band upper band ko touch kary to hum ko sell laga deni chaye aor jab market center band ko touh kary to ap ko ya to trade close kar deni chaye ya phir ap ko trade ka stop loss entry point par laga dena chaye.

    Click image for larger version

Name:	images (58).jpeg
Views:	1
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12444922

    اب آن لائن

    Working...
    X