What is price Action.
Hello dost kaise ho ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge. Price action market ko samajhne ke liye istemal ki Jaati Hai. Yah Ek behtarin strategy hai jo as a career Ham isko Lekar Chalte Hain. Doston price action Jo word hai use word Se Hi aapko jawab mil raha hai. Price aur uska action Jo price diagram per move karti hai aur uske action ko Ham price action Kahate Hain. Simple word Mein Main aapko Agar define Karun to price ka jo Apna action hai price ka jo Apna behaviour hai price ki jo Apne movement hai jo aap chart Mein Dekh Rahe Hote Hain usko price action Kahate Hain. Lekin agar aap Chahte Hain Ki Iske jawab ko define kiya jaaye price action trading technique hai Jo Hamen yah mauka Deti Hai ki Ham market ko Behtar tarike se read kar Saken.
Mazeed explain price action strategy.
Price action mein jo Ham trading decision hai vah sirf uski apni natural behaviour ko Dekhte Hue trading decision lain. Na ke
kisi indicator ko Dekhte hue. Yah iski definition hai. Lekin Agar technical world mein simply aap samajhna Chahte Hain what is price action? To Jo Ek price hai Kisi bhi method Ki Hai Forex Hai commodity hai currency Ho uski Jo apni price hai na vah Jo move kar rahi hoti hai Upar niche Gir rahi hai chal rahi hai vah Jo movement hai Upar jaane wali movement niche Aane wali movement. Uska jo Apna action hai Jo dikha Rahi Hoti Hai Roj use movement ko uska jo action hai uska jo behaviour hai Jo price ki body language hai Usi action ko price action kehtay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим