Do not be over clever....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Yep I'm totally agree with you that you may be clever but if you become over cler than you will must get loss q k ap jb ksi ma bhi kaam ma over clever ho jatay hai to ap ko yaqeenun nakaami hoti hai ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      forex me ap ko ek lalach nahe kanra chaye q k is sy ap ko jo profit hota hamara hi loss ho sakta hai or hamain nuqsan uthna parta hai, han ham clever zarur ho saktey hain lekin ha to wo bi ap ko loss me chala jata ha our ap ko pir forex me loss ho...............
         
      • #303 Collapse

        g haan bilkul kabhi bhi clever banney ki zaroorat nahi hai apka clever banna forex trading mein bilkul bhi kaam nahi aye ga so please apna work 100% legal method sey karen takay apko koi pareshani na uthani paray.agar ap eak wrong method sey work karen gen to uska nuqsaan apko he hoga.
        :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
        Thanks in Advance
        • #304 Collapse

          forex trade main jaisa he profit earn hota hai hum buhat ziada keh rhy hain lalch buri balaa hoti hai hamyn ic se bachna chahiye khaas toor per trading mein kiun k yeh boht risky busnies hai ic mein smart ho jata hai learning ko chor kar hamara ander lalach ajati hai hum.................
           
          • #305 Collapse

            asal mein forex mein humko chahiye k clever hone k saath saath forex ki sahi tarah learning karen study karen forex ko aur bagair kisi lalach k trading karen slow slow profit earn karen
            • #306 Collapse

              g han main apki baat say agree karta hun k humain forex main over clever naheen hona chahye balky apny ap ko aik learner hi samjna chahye or zyada confident ho kar hum aksar mistakes kar dyty hain jo k hmary loss ki waja banti hay to humain chahye k hum is say bacheen
              • #307 Collapse

                yes dear i am totally agree with your words sham sab ko over clever nahi hona chahiye kyun k jab ham log over clever hote hein to hi ham ko los hota he is liye kabhi bhi over clever nahi hona chahiye
                • #308 Collapse

                  je es mein ap apni tamam money aik bar mein waste na karay tu acha hai es mein greedy aur jald bazi se ap apni tamam money loose kar saktay hain plz use small volume thanful for question
                   
                  • #309 Collapse

                    Jo log over smart ban-nay koshish krty hain unhy yh nhe pata hota k agr woh teacher k sath over smart bany gay toh uny ghussa ayh ga,so agr ap ko forex ka koi acha teacher milly toh ap us k sath over smart na banin.
                    Forex strategies for beginner click here .... :)
                    • #310 Collapse

                      bhai jaan Je haan over clever, over smart, over confidence yeh sab nuksan wali batayin hain forex main traidng krny walonk lye kyonk insy lazmi baat hai apko loss hoga aur ap ek achi trading sy mehroom ho skty hain lehaza apko chahye k ap achi trading k liye normal reh kr trading krty rhayn takay apko loss kam sy kam ho...
                      • #311 Collapse

                        yes clever hona chi baat nahin hai q kay is se loss ho skta hai forex trading main lalach karnay wala kabhi kamiyab nahin hota balkay usko ban kar diya jata hai is liye limit main reh kar daily trade karni chahye aur paisay ki pichay ni bhagna chahye
                        • #312 Collapse

                          jee ha sir ma apki baat pay agree krta ho hamay clever nai hona chahiye hamay bs apni skills ko imporave krna chahiye qk agar ham apni skills ko imporave krtay ha to hi ham ak achi trading kr skatay ha lakin uskay liye hamay mahnat krni hoti ha tab hi ham ak acha trader ban skatay ha
                          • #313 Collapse

                            very great post i like it but i m new at here so i cant reply but know that ur thread is best to learn
                            • #314 Collapse

                              han g over clever insan hamesha mar he khata hai forex business over clever se nahe bal k knowledge aur experience se hota hai aur forex me aap ne mohtat andaz me trading karni hoti hai aap is me zayada sayane bano gay to loss he ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                G han sahi bat ha trader ko chaiyeh k woh apny skills aur experience per depand kary, aur ziada over confident nai hona chaiyeh trading karty waqt, Q k ziada over confident hony say trader ko koi faida nai hota aur loss hi hota ha, jo b ziada over confident hota ha usko iska faida nai hota...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X