What is Rectangle Chart pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Rectangle Chart pattern:
    Introduction:


    Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading.Aj ki post mein mein ap ko rectangle chart pattern key bary mein knowledge share krein gi.

    What is Rectangle chart pattern:

    Forex member rectangle chart pattern forex market mein trend ke gap ke khasoseyaat ko indicate karta hey. jes kay tahat price matwazi support or resistance kay darmean aik taraf movement Karate hey. forex market mein pattern aam tor par majodah trend key asal direction key taraf jar rakhnay say pehlay forex market ein trend kay stable ke nomaindge karta hay.


    Click image for larger version

Name:	20220318151124802480.png
Views:	1
Size:	44.4 کلوبائٹ
ID:	12585017


    Identify this pattern:

    Dear member upper ya lower band kay darmean mein close honay wale confirmation candle stick pattern kay khatmay ko identify kartay hein. or forex market mein jare trend kay breakout kay khatamay keey taraf eshara karte hey. forex market mein trader ko hamesha overall chart ka khatama karnay kay leay or analysis karnay kay ley mokhtalef kesam ke tabdeleon say agah kea jata hey. jo forex market mein baray macro pattern say wazah karta hayi.

    Explain Bullish & Bearish Rectangle chart pattern:

    Dear forex member yeh forex market mein aik continuation pattern jo keh up trend kay andar majod hota hey jes kay tahat trader long position mein enter honay kay ley daikhatay hein .jab price mein support break kar jate Hey. or breakout kay andar close ho jate hai.Dear forex member aik continuation pattern jo keh nechay kay trend mein zahair hota hey. jes kay tahat price support say break honay kay ley or breakout zone kay andar close honay kay ley or trader short position mein enter hotay nazar atay hain.

    Working with Rectangle chart pattern:

    Dear forex member rectangle kay andar high or lows ko shamel kar kay support or resistance ko kaim karna chihay trader ke asal direction par breakout ka intazar karna chihay rectangle ke onchai ke pemaish kar kay rectangle pattern ko onchai kay opar rakhna chihay support or resistance ko paish karna chihay trader breakout say price ka target paish kar saktay hain market Jab range mein move mat kar rahi hoti hai to use time Hamen market Mein yah pattern Najar a Rahi Hote Hain Ham is market mein kisi bhi time pattern Ko Dekhkar trade kar sakte hain Hamen is market Mein ranging market ko trade karne key liye ek rectangle banaa leni chahie Jiske andar market Agar break out Karti Hai. To Ham usmein trade Laga sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	rectangle-pattern-for-trading-breakouts_body_tradingtherectangle.png.full.png
Views:	4
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12585015

اب آن لائن

Working...
X