Klinger Volume Oscillator Indicator (KVO) kia hota hy
Klinger volume oscillator darasl security ky trend reversal ko predict karny kay liye use kia jata hay, ye oscillator price aur volume ko compare aur use karty huye marketing reversals ki indication daita hay. Volume kay through jab ham current price say future market predict karty hain to hamain is main price fluctuation kay through ye bhi pata chalta hay keh market kis waqt reversal lay gi. Jab keh klinger volume oscillatir sirf daily ya higher timeframes main effective signal dainy aur trading karny kay liye mutasar kun samjha jata hay.market mai volume k hisab se ais time kai trend ban raha hia agar hum ne ossilator ko dekha ho to ais mai bhi yehi hisab hota hai aor ais mai hum trade karny ka wohi tareeka hai jaisy hum osilator par trade karty hai agar hum ne ais mai koi trade lagani hai to ais mai hum ko ye pata hota hai k ais mai hum ne tab buy karna hai jab market mai volume zayda ho raha ho aor ais mai hum ne tab sell karna hai
Klinger Volume Oscillator Indicator ki Explaination
Klinger volume oscillator asa oscillator hai jo voulme ki base par signal provide karta hai. Es ko manually find karna hota hai or esko find karny ka ik specified forumla hota hai. Mazeed ye k ye oscillator market ki high price or low price ko b formulay ma use karta hai. Es k elawa ye oscillator market k pas duration ko use kar k find ki gae moving average ko b formulay ma use karta hai or trader ko signal farham karta hai. Trader ko apny experience ki base par judge kar lena chahe k ye signal thek hai b k ni.
Klinger Volume Oscillator Indicator kaisy kaam kerta hy
Forex trading Mein Jab aap apne technical analysis karne ke liye is ko istemal kar rahe hote hain to isko aap double exponential moving average se compare kar sakte hain Kyunki iski working indicator Se milati Hai Jab aap exponential moving average ko compare kar rahe hote hain to uski basis per jo aapko results produce ho rahe hote hain unko focus Karke aap decision-making karte hain aur is a serrated ko basically apni decision-making ke liye istemal Karte Hain.klinger volume oscillator two exponential moving averages ki base per built Kia gia aesa oscillator hai ky jis main different moving average lines hamain market main trade open kerny ki continue kerny ki aur timely close kerny ki indication provide Kerti hain jab market main hamain aesi position nazar aa rehi ho jab klinger volume oscillator main small volume wali moving average line large volume moving average line ko lower side sy cross ker ky upper side per shift hoti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим