MACD Indicator.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Indicator.
    Forex market main trade kar raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny se continue loss ho raha ho toh aisi indicator ko use karna chor dena chahiye kisi new indicator sy trade continue karni chahiye air dear friends MACD bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nahi hai ky jab same indicator main strength decrease hona shuru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ke liye ready ho jana chahiye aur kab strength centre line cross kar jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai indicator apni MACD trading main bahot importance rakhta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (44).png
Views:	7
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12584977

    MACD Indicator ,Explanation.

    MACD indicators ek reversal pattern ko show karta hai
    jab aap market ki movement ko follow karte ho tab is indicators ka istemal jyada hota hai aur yah indicators current situation ko handle karne mein kafi helpful hai aur friends jo mahir traders hoty hean wo market ko har lamhe analysis karte rehte hain aur ek khaas entry point ka intezar karte Hain jab market ek strong entry point banati Hai Jahan se unhone trade leni hai bus use time hua trade lete hain aur unki trade taqreeban eifhty percent profit mein hi jaati hai is liye MACD is indicators Mein jyadatar trader line Koi follow karte hain aur vah banana Hui apni strategy ke mutabik aage badhate hain aur market ko har lamhe analysis karte rehte hain aur ek khaas entry point ka intezar karte hean.

    Click image for larger version

Name:	images (47).jpeg
Views:	2
Size:	23.2 کلوبائٹ
ID:	12584978

    How to judge MACD Indicator.


    MACD trading indicator ko judge karna bahut hi simple hai kyn kay is ka taaluq directly price kay volume say hota hea friends jub MACD ko chart per jub apply kiya jata hai to price ke niche maujud new window mein zaahir kiya jata hai aur is mein maujud hamen two types kay ke indicators nazar aate hain un men 1 to MACD hota hai jo red aur blue do line mein maujud hota hai jo ur aik dusre ko cross karte hue nazar aata hai is main dusra histogram hota hai jo green ufki line Mein nazar aata hai histogram hamesha zero level se upar niche hota rahata hai agar yah upar ki taraf ho to yeh ab friend ko zaahir karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	2
Size:	34.6 کلوبائٹ
ID:	12584979

    MACD Trading Results .

    Friends Jub aap RSI indicator ko aur MACD indicators ko same time me es tarah se chart me use key ja sakty hey key dono hiindicators ko active kar lena chaye aur other indicators ko delete kar dena chahiye ta key chart clean ho jaye aur yahi two indicators active ho kar signals dain to bahot acha trading result hasil kia ja sakta hea dono hi indicators ko powerful samjha jata hay aur traders market ki right direction ki movement ko judge karny me kamyab ho sakta hey is tarha say aap is indicator say behtar trading result hasil ker sakty hean.

    Click image for larger version

Name:	images (43).png
Views:	27
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12584980
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD Indicator.

    MACD Indicator.
    Dear friends hope you will be fine and enjoying your Life,today we will discuss about MACD Indicator.I hope my words will be very informative and knowledge for you so let's starts

    INTRODUCTION
    MACD stands for Moving average Convergence and Divergence.
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12444766
    Yeh wala indicator us moving average ko indentify karta hai jo keh new trend ko indicate karti hi keh yeh bullish hai ya bearish. Sub trader ki yeh top priority hoti hai k market ka trend pehle mahloom kar liya jae.MACD chart ma apko TEEN number show hoty hain wo number or ye es ki setting ma use hoty hain.
    FIRST number period ko show karta hai jo faster moving average k lae show hoty hain.
    SECOND number period slower moving average k lae use hota hai .
    THIRD number of bar ka difference hota hai jo ham faster or slower moving average k lae use karty hain.
    Yeh i dictator forex k liye best indicator hai.
    agar ham kisi bhi indicator ko read kerny main preshan hoty hain tou MACD aesa indicator hai jis ko read kerna bahot hi easy hai ham just market ki main chart main movement ki direction ko dekhty hain aur MACD indicator main movement ko es terha sy read kerty hain ky signals strength weak Ho rehi ho aur aisy point per ponch jay ky centre line ko cross ker ky downside per strength increase hona shoru ho jaye. I hope my this artical will enhance your knowledge,I shall wait for your valuable feedback.

    اب آن لائن

    Working...
    X