High Wave Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High Wave Candlestick Pattern
    High Wave Candlestick Pattern kia hota hy

    High wave aik kesam ka candle stick pattern hota hey jes mein forex market ke candle stick kay competition mein baray wick r shadow shamel hotay hein vcandle stick ke body shadow kay mokabelay mein small hota heyyeh spinning top or long legged doji candle stick shamel hote hey yeh candle stick pattern es bat ko indicate karte hey keh market bananay wallay forex market ka apna direction ka faisla kar raha hota hey forex market mein baray trader or institute kay zrey say stop loss ka decision leya ja sakta hey or es ko pattern kay tor par estamal kartay heinyeh market ke hajam mein aik barri tabdeeli ka sabab bantaa hai. jab market mein stock ki bohat ziyada maang hoti hai, to tajir is Khalaa ko par karne ke liye ziyada darkhwasten lagatay hain, quote ko ibtidayi satah par wapas karte hain .
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	8
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12584846
    High Wave Candlestick Pattern ki Tafseel

    High view candle sticks cheezon ki tasweer kashi karti hain jahan bhi market ko security ki qeemat ke muahiday par wapas anay mein masla darpaish hai. woh aik aisi market ki nishandahi karte hain jis ke andar ghair yakeeni aur ghair faisla kin pan ghalib hai. nah hi srprston aur nah hi farokht knndgan ko is baat ka shafaaf ehsas hai ke market is simt ja sakti hai. faraham karne aur mangnay walay ilaqay ki ikai ki quwaten yaksaa tor par mutawazan hain .high waves area mom btyon ko ikai karta hai jin ke 2 saaye -- neechay aur ounchay -- lambay hotay hain. taham, aglay addition mein, woh samjhta hai ke yeh kaafi hai ke saaye mein se sirf aik na qabil yaqeen had tak lamba hai .

    1. Highwave Bearish Pattern

    2. Highwave Bullish Pattern

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	16
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12584845
    High Wave Candlestick Pattern ki pehchan

    High wave candlestick trading k leye zyada perfect signals es wja sy nai dy skti hy, Kun k yeh candles zyada tr neutral hoti hy. Zyada tr yeh candles price chart main boht zyada nazar ati hy, lekin trend pr yeh boht kam asar andaz hoti hy. Price chart k top pr banney pr yeh candles thori boht trend reversal ho skti hy. Candle pr trading k liye zaruri hy, k prices trend k top ya bottom main hona chaheay, jab k candle k bd eik confirmation candle ka hona zaruri hota hy, jo k real body main lazmi hona chaheay. Jb k same trend ke candle banney pr yeh trend continuation ka role play krti hy.Stop Loss candle k sb sy top ya bottom end sy two pips above ya below set Karein.stop loss set kr he hm save trading kr skty Hain.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	13
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12584847
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High Wave Candlestick Pattern

    Introduction ;-

    Forex main bhot sary traders asy hain jo different analysis or indicator ko use kar k trade open karty hain. Trader analysia k liye complex mathematical equations ko ya phir bhot sary pattern ko b use karty hain. Trade open karny k liye har trader ki apni seperate he technique hoti hai or is tarha kuch indicator bhot commonly use hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	19
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12444578

    High Wave anylesis ;-

    High wave calculations par depend ni kart ye financial market k history ko use karti hai. Hamy pata hai k investor jb market ma invest karty hain to market apni direction ko change karti hai or high swing ya low swing banati en swings ko wave kaha jata hai.

    Learning High wave ;-

    Is wave ko use kar k trader ko different periods ma bhot problems b face karna parti hain. Eski ik bari waja ye b hai k elliot wave ka success rate mix hai. But kuch trader es ko learn karny par bhot zor dety hain. Forex trading ma elliot wave k analysis 2 different patterns par depend karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	4
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12444579

    Principle of wave ;-

    High wave kuch principles ko follow karti hai jin ko ham further discuss kar lety hain. Elliot wave theory ma 3 waves impluses hoti hai . Wave 1 , wave 3 or wave 5. En waves ma wave 3 kbi sb sy choti ni hoti. Wave 2 ka retraction wave 1 k 100 percent ni hota. Forex market ma wave 4 kbi wave 1 ko overlap ni karti. Diagnal triangle sorat ma ye sari wave diagonal hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	16
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12444580


    Elliot wave analysis in meta trader. Agr ap forex trader hain to ap trading k lae meta trader ko use kar rahy hon gy. So apko es wave meta trader ma use karna ana chahe. Ap k pass agr meta trader ka account ni hai to ap es theory ko demo account par b use kar sakty hain. Is k lae apko account ma jana hota hai waha oscillators or indicators available hoty hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X