fast earning vs slow earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ji han bilkul new trader k lye aram aram se means slow earning krna behtar hai ta k loss bhi na ho aur sabr k sath earning ho lekn jo fast earning krtay hain wo expert hotay hain new hotay hain lekn un ko bht knowledge hoti hai jo fast earning krtay hain lekn yahan mere khayal se start me slow earning hi ki jai to bht achi bat hai..........hamara faida hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      g bro yr ye common c bat hai jo log fast earning krty hai wo loss nhi karty yr jo log zyada is me information k bagheer trade kar rahy hai is me looss karty hai q k forex me learing nd practice must hai agr ap learning kiye bagher trade kro gy to apko loss hi hoga
      اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
      New tradrs k liye forex se fast earning krna thek he ya slow slow?
      q k aksar fast earning krne waly lose kr bethty hn.
      • #363 Collapse

        new traders k liye fast earning tekh nahin kun k un k pass forex market ka ziada experiance nahn hota is liye unhain chaye agar unhoun nay is market main long term kam karna ha tu in k liye slow earning sab say ziada beter option ha
        • #364 Collapse

          agar aap slow earning karty hain to aap ko earning hooti jaey gi or aap profit leety rho gay lekin agar aap fast earning ka sochty hain to phir aap ko loss bhi ho sakta hai.iss liey low risk main kaam karna he achi baat hai,
          • #365 Collapse

            G ap na suna to ho ga slow and steady you winns the race to hummmmmmmay posting ma b yahi karna cahiya taka loss na ho or earn hota jaya g
            • #366 Collapse

              g nahe fast earner lose nahe karte hay...slow kam karay ya fast earnin to hogee lakin agar aap fast earning karhe hain or us pe qaem bhi hojae to i think apki achi earning hosakti hay...zyada earning k leay experience bhi aruri hay so jo new traders hai inko to fas kaam karna chaheay knwo;edge bhi bharta hay trading seekhta hay..
              • #367 Collapse

                Yes, you are saying well kio k forex main jo log new enter hote hain wo is main bohat fast fast money earn krnay ki koshsih krte hain or apni is koshish ki wja say wo apni sari investment bhi lose kr lete hain
                :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                • #368 Collapse

                  forex me new traders ko fast loss hi hoga kiun kay wo market ko janty nahi hain or knowledge na hony ki waja se prfit le kar bhi usko loss kar dain gay. fast earnig agar hum kartay hain to us me risk b utna he zyada hota hai so hame yaha pay slow earning ka he intekhab karna chahye ku k is say he ek new trader start kar sakta hai.
                   
                  • #369 Collapse

                    new traders ko starting main slow earning karni chahyie kynk abhii unhen itna ziada experience nhe hota hae k wo fast earning karen. or aksar fast earning karne k chakar main buaht se logon ko buhatt ziada loss bhi hota hae.
                    • #370 Collapse

                      dear jo new user hain wo agar pehle forex learn kr len us k bad hi fast earn karne ka sochay agar wo baghair is ko learn kiye is se ziyada profit earn karne ki koshish karen gay tu un ka lazmi tor per losss hi hona hai kyun baz auqat toqy or luck sath nhi deta hai is liye
                       
                      • #371 Collapse

                        Asslam o aleikum! Dear brother fast earning kyliye apko knowledge aur experience ki buhat zarurt parhti hai and iss forum pe agr ap daily time spend karoge tou apko buhat faida hoga jub tk you caj continue you trading slowly
                        • #372 Collapse

                          mere khayal ma fast earning se slow earning kai gunna behter he slow earning se ap ko nuqsan bi ni hota our ap ka experience bi bahut ziada barhta ha lekin fast earning se ni.
                             
                          • #373 Collapse

                            Newbies or experience traders dono kay liya he slow trade he beneficial hota ha Forex trade main ziada risk theek nahen ha es main risk management kay saath he success hasil kia jata ha kabhee bhe in short time of period main ziada earn kernay ki try na kerien es say some time capital mone bhee washout ho sakti ha.
                            • #374 Collapse

                              new traders k lye iss me sloe earning karna hi theek hy balkay jo ew traders hen unhen fast earning karnay ki kaushish karna nhi chahiye uski waja hy k fast earning karnay ki kaushish me to ek expert admi bhi loss kha sakta hy wo to phir bhi new hotay hen so shuru me soch samajh ker qadam uthaayen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                aap ne sahi kahan dost is ki misaal mein aise donga ke aap jab car drive kerte hain to direct to 4 gear shift nahi kerte na 1st se start kerte hain ager direct 4th per aaye ge to car kharab hojai gi balke chale gi hi nahi isi tarah forex mein bhi aram aram se choti choti lots per kam kerna chaye new user ko.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X